• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Akhir kyu? From hatred to love (with pics) (Completed)

Kya hero ne jo bhi kiya wo sahi kiya? (Voting aap sabhi 2-3 update pdhne k baad karna)

  • Hn sahi kiya

    Votes: 338 67.2%
  • Nahi, apni behan k sath aisa nhi krna tha

    Votes: 56 11.1%
  • Rahul nirdosh hai

    Votes: 90 17.9%
  • Neha nirdosh hai

    Votes: 19 3.8%

  • Total voters
    503

lone_hunterr

Titanus Ghidorah
3,829
5,442
159
Werewolf waiting bro......
Rahul ke to lag gaye :lotpot: ..... Vo udhar pyaar baat raha tha yaha kisi ne khushi pe hi hath saaf kar liya :laughing: ....... Pata mhi aapne kya emotion soch ke ye scene likh h.... Mujhe to ye funny laga bhut jyada...... :laugh:
Company bani nahi aur employees aa gaye rahul ke paas..... :faint:
Ye aapki regular story line se mujhe kuch alag laga aur bhut jyada passand bhi aaya.... Aise kuch alag se incidents kabhi kabhi hone hi chaiye ye story ko different color dete h. Bhut sare updates lagatar sirf rahul ke bare mein the aab bich mein ye updates khushi ke bare mein honge to kuch extra flavor aa jayega.... :applause:
Waiting for today's update
 

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,467
89,423
259
Werewolf waiting bro......
Rahul ke to lag gaye :lotpot: ..... Vo udhar pyaar baat raha tha yaha kisi ne khushi pe hi hath saaf kar liya :laughing: ....... Pata mhi aapne kya emotion soch ke ye scene likh h.... Mujhe to ye funny laga bhut jyada...... :laugh:
Company bani nahi aur employees aa gaye rahul ke paas..... :faint:
Ye aapki regular story line se mujhe kuch alag laga aur bhut jyada passand bhi aaya.... Aise kuch alag se incidents kabhi kabhi hone hi chaiye ye story ko different color dete h. Bhut sare updates lagatar sirf rahul ke bare mein the aab bich mein ye updates khushi ke bare mein honge to kuch extra flavor aa jayega.... :applause:
Waiting for today's update
Shukriya mitr!!
 

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,467
89,423
259
Update - 72

Ab tak...


Kareeb aadhe minute ki chumban ke baad jese preeti shaant hui aur usne apni aankhein kholi toh saamne rahul ka chehra tha.

Rahul : don't worry! I will save her.

Preeti haa me sar hila kar rahul ke gale lag jaati hai, aur upar waale se dua karti hai ki jald se jald khushi usse sahi salaamat mil jae.


Ab aage...

Rahul : let's go

Preeti : kaha?

Rahul : security camera ke checking room me

Preeti : ohh haa... Good idea.

Dono waha se nikal ke security camera waale room me jaate hai jaha par saare security cameras ko monitor se check kar sakte hai. Andar pohuchte hi unhe ek operator milta hai jo activities par nazar rakhne ke liye tha.

Operator : kuch kaam hai kya?

Rahul : haa sir! Kya aap 2nd floor ke washrooms ke baahar waale cameras check kar sakte hai? 20-25 minute pehle ki recording.

Operator : hmm! Okay theek hai.

Operator rahul ki baat sunkar washroom ke baahar corridor par lage camera ki recording dekhne lagta hai toh 1-2 minute tak toh normal sii pratikriya hi dikhayi deti hai, par tabhi camera me khushi washroom ke andar jaati hui dikhti hai...

Preeti : khushi...

Uske andar jaate hi ek ladki safai karmchaari ki dress me andar jaati hai, uska chehra mask se dhaka hua tha aur ek bada sa cartoon box tha jo wo ek trolley me rakh kar andar hi le gayi. Uske kuch shan baad hi wo wapas se ussi trolley ko lekar nikli aur chali gayi.

Operator : hmm! Kya ho gaya? Kya dikkat hai?

Rahul : ek ladki aapke saamne kidnap ho gayi aur aap puch rahe hai ki kya dikkat hai?

Operator : kya kaha?

Rahul : aapne dekha nahi? Wo safai karne waali ladki kon thi? Mene toh aaj tak nahi dekha kisi aisi ladki safai karmchaari ko. Trolley me cartoon box lekar andar kyu gayi? Zaahir sii baat hai issi me wo khushi ko lekar baahar le gayi.

Operator firse check karta hai toh waqai washroom se Khushi baahar hi nahi nikli aur wo ghabra jaata hai.

Operator : ye...ye toh forun principal sir ko inform karna padega.

Rahul : uski tension aap mat lo, wo hum dekh lenge.

Preeti : rahul...kya kare hum? Khushi ko kuch ho gaya toh?... Hum kya kare??

Rahul : preeti! Calm down... Don't panic.

Rahul (mann me) : yadi yahi master ka dushman hai, toh acchi baat hai. Kyuki mein isse ek baar me hi khatam karunga aur fir mein ye bodyguard waali job se fursat. Master se permission leke mein saurabh ke saath apne career pe dhyaan dunga. Par fir mere aisa karne se mujhe meri poori payment bhi nahi milegi. Payment toh zaroori hai mujhe. Abhi jitna mil sakta hai utna accha hai. Aur saath hi mene guru dakshina me 3 mahine protect karne ka bola hai toh ab mein peeche nahi hat sakta. Khushi... Don't worry! I'll save you!!

Samay ka dhyaan rakhte hue rahul ne forun unn 2 bodyguards ko bhi sab kuch bata diya ki khushi gayab ho gayi hai aur unhe jald hi kuch na kuch karna hoga.

Rahul aur preeti nikal kar baahar aae hi the operator room se ki urvashi aur baaki sab bhi waha aa gayi,

Rahul : kuch pata chala?

Urvashi : wo hume kahi bhi nahi mili

Rahul : as expected.

Tabhi urvashi ka phone bajta hai aur wo rahul ko dekh ke phone speaker par daal deti hai,

Urvashi : hello?

Aadmi : hello urvashi... Hello...hahahaha... Tumko thank you kehne ke liye phone kiya hai. Boss ne kaha tha ki mein tumhara unki taraf se shukriya ada karu.

Urvashi : ke..kesa thank you?

Aadmi : tumne waha jaake uss ladke ko busy kiya aur yaha humne apna kaam kar diya. Hahaha...

Urvashi (gusse me) : kutte kahi ke...

Aadmi : na na na... Ab tum soch rahi hogi ki plan me ekdum se change kese aa gaya?

Urvashi : jo bolna hai jaldi bolo.

Aadmi : boss ne tumhara background pehle hi search kar liya tha, unhe pata tha tum se kuch nahi ho paega. Aaj tak tumne ek aadmi nahi maara toh kidnap kya karti tum... Toh boss ne tumhe ek distraction ki tarah istemaal kiya hahaha... Waha tumne plan ke According uss ladke ko busy kiya par waha se plan badal gaya haha.. humne yaha khushi ko kidnap kar liya. Toh uske liye thank you.

Urvashi (gusse me) : haraam khor... Tumlog... Kya karne ki soch rahe ho khushi ke saath?

Aadmi : mujhe uss ladke se baat karao, yadi plan ke According tum log safal hui hogi toh woh ladka abhi tumhaari custody me hi hoga. Mujhe uss se baat karao...

Urvashi phone ko rahul ki taraf kar deti hai,

Rahul kuch soch kar phone par baat karne se pehle apne earphones jeb se nikaalta hai aur phone me laga ke fir baat karta hai,

Rahul : hello?

Aadmi : sunn!! Master ki beti khushi humaare qabze me hai, badle me hume sirf ek hi cheez chahiye hai. China me sthit wo mall hume zameen sahet humaare boss ko dedo aur apni khushi wapas le jao.

Rahul : ohh??? Par mall kyu chahiye?

Aadmi : jitna kaha hai utna kar. Faaltu ke sawaal jawaab mat kar. Tere paas sirf shaam tak ka hi waqt hai, apne master se bol ki mall aur zameen ke papers leke forun flight se yaha aae aur hume dede, aur badle me apni beti ko le jae.

Rahul : par master ko pata kese chalega ki papers leke kaha aana hai?

Aadmi : pehle usse mumbai bula. Yadi wo nahi aaya toh hum samajh lenge ki usse apni beti pyaari nahi hai. Shaam 7 baje mein ek baar firse urvashi ko call karunga yadi wo master nahi aaya 7 ke pehle toh ye khushi gayi kaam se.

Rahul : hmm!! Theek hai theek hai. Mein baat karta hu unse.

Aadmi : halke me mat lena hume chokre. Yadi mein chaahu toh yaha iss khushi ke saath boht kuch kar sakta hu. Haha! Apna nirnay soch samajh kar lena.

Rahul : bilkul.

*Call ends*

Preeti (rote hue) : kya hua? Kya hua rahul? Kaha hai khushi??

Rahul : unke qabze me hai khushi, badle me unhe china me master ka mall wo bhi zameen sahet chahiye.

Preeti : toh... Toh please! Uncle ko bata do na sab, unse kaho ki wo mall wagarah sab dede aur khushi ko churra le...

Rahul (smiles) : iss dhandhe me aise kaam nahi chalta preeti... Hum yadi unhe sab kuch de bhi denge toh bhi wo khushi ke saath kuch na kuch karenge hi. Ho sakta hai ki wo khushi ke saath zabardasti karne ki soche.

Preeti : nahiiiiii... Mein kya karu? Kya hoga ab?

Urvashi saamne preeti ko pagalo ki tarah parvah karte dekh aur bhi mayoos ho jaati hai aur usse apne hi upar aur bhi gussa aur ghin aane lagti hai,

Urvashi : sab meri galti hai... Sab mera dosh hai. Yadi mujhe pehle pata hota ki wo humaare saath game khel raha hai toh...

Rahul(urvashi ke kandho par haath rakhte hue) : don't worry!!! Ab jo ho gaya so ho gaya. Present ki socho aur future kii. I know how to save her. Tum sab saath dogi na mera?

Urvashi (blush) : mein...mein... haa...hum... Hum tumhaare sath hai.

Rahul (smiles) : good! Mujhe sirf 5 minute dena.

Rahul 5 minute jaake apne sar par haath rakh kar, aankhein band kar ke kuch sochne lagta hai

Rupa : kya hua usse?

Urvashi : kuch soch raha hai. Usse disturb mat karna.

Preeti : kya hoga ab?

Urvashi : tum zara bhi fiqr mat karo. Mein apni poori jaan laga dungi tumhaari dost ko sahi salamaat laane me

Preeti : thank you.

Preeti ke muh se khud ke liye thank you sunkar urvashi aur bhi guilty feel karne lagti hai. Wo saara ka saara dosh khud ko hi de rahi thi. Na wo ye kaam leti aur naa hi aisa kuch hota. Par ab kya fayda? Khushi toh qabze me jaa hi chuki thi. Ab jo bhi karna tha wo rahul ko hi karna tha.

Kareeb 5 minute ho jaane par preeti ne gaur kiya ki rahul 5 minute tak kuch sochta raha aur fir apna phone nikaala, usse chalaaya aur fir andar rakh diya.

5 minute baad rahul uth ke aaya, uske chehre par ek ajeeb sii muskaan thi.

Preeti : rahul!! Hume forun police ko call karna chahiye. Wo uss Mobile number ko trace kar lenge.

Rahul : aur yadi unn gundo ko iss baat ka pata chal gaya aur unhone khushi ko kuch kar diya toh??

Preeti (ghabraate hue) : toh fir hum kya kare rahul? Mujhe boht darr lag raha hai.

Tabhi achaanak se rahul ki tone ekdum se badal jaati hai aur wo kehta hai,

Rahul : rajneesh uncle se kaho ki Khushi kidnap ho gayi hai, aur wo jitne aadmi bhej sakte hai mujhe xxxxxx chauraahe par bhej de.

Uski ekdum se badli hui tone se sabhi chakit the. Namr bhaav se bolne waala rahul abhi itna serious tha, aisa roop uska aaj tak preeti ne nahi dekha tha.

Preeti : o..ok!

Preeti ke muh se sirf yahi nikla. Iss waqt rahul uss raja ke bhaati tha jiska nirdesh sunte hi logo ke perr kaanp jaate. Usme ek alag hi prakaar ka confidence aur aura tha. Aisa lag raha tha iss waqt rahul kisi ka bhi saamna akela kar lega.

Preeti ke call karne ke baad hi wo rahul ko keh deti hai ki rajneesh uncle 15 aadmi bhej rahe hai rahul ki batayi hui location par. Aur wo unko lene khud hi aa rahe hai.

Rahul (preeti ke gaalo par haath rakhte hue) : preeti! You will stay here. Okay???

Preeti(naa me sar hilaate hue) : nahi!! Nahi rahul... Please! Mujhe bhi le chalo. Please! I beg you!!

Rahul : do you trust me?

Preeti ek nazar rahul ki aankho me dekhti hai jisme usko ek alag hi tej nazar aa raha tha aur fir haa me sar hilaate hue kehti hai,
"yes!! I do!!"

Rahul : toh trust me. Mein tumse waada karta hu ki shaam tak khushi sahi salaamat tumhaare saamne hogi.

Preeti : sach?

Preeti ki aankho me bane aasu rahul kareeb se bhali bhaati dekh paa raha tha, dekh paa raha tha ki kitni chinta me hai wo.

Rahul (mann me) : ye bilkul meri Anshu ki tarah hai. Aur wo khushi bilkul taniya ki tarah...

Rahul preeti ko apni baaho me le leta hai. Preeti ke ubhre hue stano ka abhaas usse bhali bhaati ho raha tha. Khushi ke stano se bade preeti ke stan the, ye toh rahul ko pehle din hi dikh gaya tha. Par abhi rahul wo sab khayaal side me rakhta hai aur preeti ko saantvna deta hai ki wo khushi ko sahi salaamat leke hi aaega.



Ek ajeeb sa vishwaash tha preeti me rahul ke liye. Usne bhi rahul ko kass ke bheech liya.

Thodi hi derr me rajneesh gaadi ko lekar college me enter hua aur boht hi tension me tha. Usne forun rahul se poori jaankaari vistaar me lii aur rahul ne fir car me apne saath rajneesh, urvashi, rupa aur tara ko apne car me baithaaya aur rajneesh se uss chauraahe par chalne kaha jaha par baaki 15 aadmi aane waale the.

Rahul ne pehle ke 2 bodyguards ko bhi uss chauraahe par aane ke liye keh diya aur preeti aur baaki ladkiyo ko wahi college me hi rehne diya. Operator ne ye baat principal ko bhi bata dii toh principal ne security dugni kar dii aur rajneesh se police ke liye call karne ko kaha. Par rajneesh ne police ke liye filhaal mana kar diya.

Idhar car me aage waali seat par baithe hue rahul aage ke baare me soch raha tha aur beech beech me urvashi toh kahi rajneesh rahul ko hi dekh rahe the ki rahul ne akhir kya plan kiya hai? Ye chauraahe par sabko kyu ikhattha karwa raha hai.

Tabhi rahul ka phone bajne lagta hai aur caller thi monica...

Rahul : hello??

Monica : hello ke bacche... Ye mein kya sunn rahi hu? Khushi kidnap ho gayi? Tum kaha the uss waqt? Kaha par ho abhi?

Rahul : aur aapko kese pata chala?

Monica : uncle rajneesh ne bataya...

Rahul : hum khushi ko hi churraane jaa rahe hai

Monica : ohh accha?? Kese? Jaake minnat karoge waha? Ki khushi ko chorr do aur wo chorr denge?

Rahul : don't worry!! Bhale hi meri jaan ko khatra kyu na ho jae par khushi ko mein bacha ke rahunga.

Kareeb 10 seconds tak dusri side se koi awaaz hi nahi aayi.

Rahul : hello?

Monica (dheemi si awaaz me) : idiot... Be safe! Yadi tumhe kuch ho gaya na toh...

Rahul : toh??

Monica : toh mein tumhe kabhi maaf nahi karungi

Rahul (smiles) : hmm!!

Monica (tension me) : be safe!! Mujhe khabar dete rehna beech beech me.

Rahul : hmm! Master ko pata hai?

Monica : hmm!!

Rahul : kya reaction tha unka?

Monica : unhone bas sar hilaaya aur fir meditate karne lage apne room me.

Rahul : hmm! Mein aapse baad me baat karta hu.

Monica : be safe rahul!! Please!!

Rahul : bilkul!!

*Call ends*

Jab chauraahe par car ruki toh agle hi pal kuch aur scorpio aake khadi hui aur usme se total 15 aadmi hatte katte nikle.

Rajneesh : ye lo. Mister rahul aapke according sab kuch intezaam ho gaya hai. Please! Ab aage bataiye ki kya karna hai? Mujhe boht hi tension ho rahi hai.

Rahul : uncle rajneesh yadi aap ye soch rahe hai ki mein maatr ek 21 saal ka ladka, kya khushi ko gundo se bacha paega? Kya ye kuch kar bhi paega? Kahi miss khushi ko kuch ho na jae, kya ye ladka iski zimmedaari le paega? Yadi aap ye sab soch rahe hai toh aap galat hai.

Rajneesh (sakpaka ke) : mein...wo...

Kya kehta rajneesh? Iss waqt waqai wo yahi soch raha tha. Usse jese guilty feel hua aur usne forun maafi maangi. Badle me rahul ne saantvna dii ki khushi ko wo bacha ke hi rahega.

Rahul : aap sabhi se milkar khushi hui. Ab abhi introduction ka time toh nahi hai par mera naam rahul hai. Mein yahi kehna chaahta hu ki hum sabhi ko jald se jald xxxxxx park chalna hai.

Rajneesh : xxxxxx park? Par waha kyu?

Rahul : car me baithiye rajneesh uncle aur dhyaan rahe. Hume car ko park pohuchne se lagbhag 300 metre pehle rok deni hai. Jaldi kijiye!!

Sabhi jaldbaazi me car me baithte hai aur kisi ki kuch samajh me nahi aata. Akhir chal kya raha tha? Ye achanak park jaane ka kyu keh diya rahul ne? Aur car ko park se 300 metre pehle rokne ka kya chakkar hai?

Rajneesh car ko on karke steering wheel ko thaame hue ek nazar rahul pe maarta hai, toh badle me rahul sar hila ke uska huasla baandhta hai ki tension na lo wo sab kuch sahi kar dega.

Aur rajneesh apne maathe par aae paseene ko poch ke car aage badha deta hai, saath hi saath baaki cars bhi rahul ki car ke peeche chalne lagti hai.

Rahul (mann me) : I hope jesa mene socha hai sab kuch wesa hi nikle warna mein poori tarah se haar jaunga...

Kuch hi shan baad sabhi ki sabhi cars park se 300 metre pehle hi rok dii gayi thi. Sabhi log car se baahar nikle, lagbhag shaam ho chuki thi aur sooraj dhalne ko aa gaya tha.

Urvashi : kyu na hum ussi number par dubaara call kare?

Rahul : nahi! Wo itne bewakoof nahi hai. Usne wo SIM hume call karne ke baad hi nikaal me fek dii hogi.

Rajneesh : toh ab hume kya karna hai?

Rahul : park ki entrance pe chalna hai pehle, par dhyaan rahe ki aap kisi ki nazar me naa aao. Mere peeche chalna bas.

Waha par cars park karke rahul aur baaki sabhi park ki entrance ki or chal dete hai, par chaukaane waali baat ye thi ki parking bilkul bhi bheed nahi thi, bas 8 se 10 aadmi the poore park me aur 2 aadmi entrance pe khade hue the.

Rajneesh aur baaki sabhi ye scene dekhte hi chauk gaye.

Rajneesh : ye toh mujhe gunde lag rahe hai

Urvashi (chaukte hue) : ye toh...ye toh...

Rahul : hmm???

Urvashi : wo jhoole par... Jo baitha hai... Wo toh wo toh wahi imran hai... Jiska call aaya tha hume.

Rahul (smiles) : jackpot!!!

Urvashi : huh??

Rahul : sabhi apne phones silent par kar lo. Hume unse eksath fight nahi leni hai. Pehle entrance clear karni hogi.

Rahul apne saath 1 bodyguard ko lekar entrance ki taraf ghoom ke jaata hai aur dono chutiye jo nakli guards ban kar khade hue the unhe peeche se gardan par ek ek waar kar ke wahi behosh kar deta hai. Ye technique usse master ne hi sikhayi thi. On the spot behosh karne ke liye kis point par waar karna hota hai ye usse bhali bhaati gyaat tha.

Rahul ishaare se baaki sabhi ko entrance ke paas chhupne ke liye ishaara kar deta hai.

Rahul (mann me) : ab main kaam bacha hai. Andar kareeb 8 se 10 log hai aur hum total hai 21 log. Par andar ek car bhi hai jisme pakke se khushi hi hogi. Kamaal hai!! Saala kya dimaag lagaaya hai inlogo ne. Park me apne hi guards laga diye nakli security uniform daal ke aur kisi aur ko park me ghusne hi nahi de rahe. Ped paudhe itne hai ki kisi ko kuch pata hi nahi chal raha kya chal raha hai andar. Yadi hum ek saath andar gaye toh koi matlab hi nahi hai. Matlab mujhe bait banke jaana hoga. Ho sakta hai ki meri jaan bhi khatre me aa jae... Par jaana toh padega hi...
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi guys!!
Dhanyawad!
Ab he mat kehna ki ye chota update tha.
15 hazaar keywords ke upar ka tha ye update. ಥ‿ಥ
 
Last edited:
Top