• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Akhir kyu? From hatred to love (with pics) (Completed)

Kya hero ne jo bhi kiya wo sahi kiya? (Voting aap sabhi 2-3 update pdhne k baad karna)

  • Hn sahi kiya

    Votes: 338 67.3%
  • Nahi, apni behan k sath aisa nhi krna tha

    Votes: 56 11.2%
  • Rahul nirdosh hai

    Votes: 89 17.7%
  • Neha nirdosh hai

    Votes: 19 3.8%

  • Total voters
    502

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,418
89,076
259
Gajab supperb story hai boss... Maine aapke iss story Ko itne din se iss liye nahi padh Raha tha kyo ki mujhe laga ye hoga koi MAJNU type story.. jo mere type ka nahi hoga...

Lekin aaj jab iss story ke 2-3 update padha to uske baad to pura complete hi kar diya aur ab pata chala yaha to sabkuchh hai.. hate, love, emotions, romance, actions, aur sabse badi bat pure INCEST ,,, thank you for giving us a very good story due to your intelligent mind, and i haven't word to appreciate about your story... Now waiting for next update.....
Shukriya friend
Aapne ek baar me hi pdh liya, jaankar khushi huyi...
Aapka mere thread me swagat hai!!
 

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,418
89,076
259
Update-23

Ab tak...

T : accha? Aur mein ye flat rent pe leti toh woh bhi mujhse paise lete hi .... samjhe?

R : haha... Accha buraa mat maniyega.. par kya mein aapko tanisha dii keh ke pukaar sakta hu?

Tanisha ne jese hi rahul ke muh se dii suna uski aankho me aasu aa gaye. Badi badi aankho se wo rahul ko dekh rahi thi. Aur aasu bahe jaa rahe the. Achaanak kya hua? Tanisha rone kyu lagi? Kya baat hai?

Ab aage...

Rahul ne tanisha ko rota dekh turant puch liya...

"Arre...aap, aap ro kyu rahi hai? Mene kuch galat keh diya kya?"

Tanisha forun apne aasu poch 'naa' me gardan hila deti hai.

T : nahi rahul! Tumne kuch bhi galat nahi kaha. Tum mujhe dii kehke bula sakte ho.

R ( smile karte hue) : accha toh thik hai dii, ab mein chalta hu, raat ko kisi bhi cheez ki zaroorat ho toh ye lijiye mera number, bas call kar dena...

T : par mere paas phone nahi hai.

R : whattt?? Toh aap bina phone ke..??

T : haa, wo... Wo... Kuch nahi.
Mere paas phone nahi hai bas. Ab please aur sawaal mat karna.

R : hmm... Thik hai dii. Koi baat nahi. Mein aapke phone ka jugaad kal kar dunga. Ab chalta hu. Lock kar lijiyega acche se...

Rahul itna keh kar palat ke jaane lagta hai, aur tanisha bas nam aankho se usko dekhti rehti hai aur pal bhar me rahul uski aankho ke saamne se ojhal ho jaata hai.
Bohut si baate thi jo tanisha abhi rahul se karna chaah rahi thi par shayad ye sahi waqt nahi tha uske hisaab se.

Aaj hi toh wo ek dusre se mile hai, poora bharosa karna tanisha ko sahi nahi laga. Shayad uske mann me kahi na kahi doubt tha abhi bhi.

Aise hi 1 mahina beet gaya. Rahul ne tanisha ke liye phone ka prabandh kiya, aur baaki kharcho ka bhi dhyaan rakha. Tanisha ne bhi rahul ka number save kar liya tha apne phone me. Aur ab dono ke relation ki gaanth mazboot ho gayi thi.

Ab tanisha se ruka nahi jaa raha tha. Rahul ne uske liye itna kiya aur apne parivar ke baare me bhi boht kuch bata diya par tanisha ne badle me Rahul ko poori sacchai nahi batai thi. Kya usse bataana chahie? Rahul ek accha, sabhya ladka tha ye toh tanisha ko confirm ho gaya tha.

"Kya karu? Bata du? Kahi kuch galat hua toh? Par ab aur kya galat ho sakta hai? Haa, mujhe bata dena chahiye, bechaare ne meri itni madad ki aur mein usse andhere me rakhi hui hu..." Tanisha apne ghar par sochte hue rahul ko call karti hai...

R (call pick karta hai) : hello!?

T : hello!? Haa rahul...

R : haa tanisha dii kahiye...

T : rahul, tum jaldi yaha aa jao...

R (tension me) : kyu dii? Kuch hua hai kya? Kya baat hai?

T : tumhe kuch bataana hai, please jaldi aa jao, mujhe tumse important baat karni hai.

R : ok dii. I'm on my way...

Rahul call cut karke seedha Tanisha ke flat pohuchta hai, tanisha usse andar baitha deti hai aur chai paani serve karne ke baad uske bagal me baith jaati hai.

"Kahiye dii kya baat hai? Ab toh chai bhi ho gayi .." rahul ne kaha.

Tanisha ek gehri saans leti hai aur fir bolna start karti hai...

"Rahul, sabse pehle toh I'm sorry. Jis raat ham mile the mene tumhe kuch baatein nahi batayi thi, shayad mere andar tab thoda sandeh tha, par aaj hume ek doosre ko jaane mahina bhar se zyada ho gaya hai, aur mujhe tumhari upar poora yakeen ho Gaya hai rahul.

Isliye... Ab mein tumhe sab kuch bata dena chaahti hu...
Toh suno...

Mein iss sheher ko belong nahi karti, mein mumbai se belong karti hu. Mere ghar me mere papa - ashok verma, meri maa - rupa verma, fir mein aur mera ek chota bhai bhi tha, 4 saal chota - tarun verma.
Baat abhi recently ki hai, mere pita ji govt school me adhyaapak hai, unki payment ke hisaab se hum ek middle class zindagi jee rahe the par mumbai jese sheher me middle class ki kya aukaat? Bas yu keh sakti hu ki hamari zindagi kat rahi thi.

Ghar par pita jii bas kamaane waale the, mein doctor ban na chaahti thi isliye medical chuna. Par pita ji itna kharcha nahi uthaana chaahte the, wo apne bete ko zyada acche se padhana chaahte the kyuki aage wohi unko sambhaalta. Unka maan na tha ki meri toh shaadi ho jaegi fir doctor ki padhai pe kharcha kyu karna itna? Par mera sapna tha doctor ban na...

Isliye maa ne mujhe medical ki padhai karne di aur pita ji ko mana liya. Par papa iss baat ke baad se hamesha mujhse khafa rehte the aur seedhe muh baat hi nahi karte the. Mene bhi thaan li ki jis din doctor ban jaungi papa khud meri taraf sar utha ke dekhenge.

Mera medical college me admission bhi ho gaya aur mene 2 saal mbbs ki jamke padhai bhi kari, acche certificates bhi mile.

Fir ek din... Mein aur mera bhai tarun ek function se laut rahe the.
Pita ji ki bike pe hum dono sawaar the. Uss waqt usne bike chalaana naya naya seekha tha, toh hum kaafi speed me the. Mujhe bhi raftaar pasand thi. Isliye mein bhi enjoy kar rahi thi aur tarun se aur tezz chalne ke liye kehne lagi.

Par ye shayad meri sabse badi galti thi, jisne sab kuch barbaad kar ke rakh diya. Achaanak Usne apna helmet nikala aur mujhe turant pehn ne ke liye kaha. Mene uski baat maan li par tabhi usne kaha 'dii! Aap boht acchi ho, mein aapko bohut chaahta hu dii. Yadi mein kisi din na raha, toh waada kariye ki aap doctor bann ke dikhaengi aur dad ko bhi mana lengi...'

Mujhe uski baate kuch samajh nahi aayi par agle hi pal usne mujhe gaadi se dhakka de diya jis ke kaaran mein ulat pulat hoke girti hui behosh ho gayi.

Jab meri aankh khuli toh mein hospital me thi.



Poora shareer dard kar raha tha. Thode boht zakhm the body pe. Mujhe recover hone me lagbhag 3 hafte lag gaye.

Mein roz puchti ki tarun kaha hai toh log bas yahi bolte ki woh araam kar raha hai. Par asal baat toh kuch aur hi thi. Jab ghar laut ke aayi mom dad ke saath toh unse pucha ki tarun kaha hai? Toh mom achaanak mere seene se lag ke rone lagi aur unhone chuppi todte hue keh hi diya 'tera bhai ab iss duniya me nahi raha'

Stabdh sii mein wahi jamm gayi. Shareer me kampan hone laga tha. Aisa sadma shayad mujhe pehle kabhi nahi laga tha. Aur foot foot kar mein paagalo ki tarah rone lagii...
'meri galti hai sab... Sab meri galti hai... Ab samajh aaya mujhe... Mene hi usse gaadi tezz chalaane ko kaha tha... Gaadi ke brakes pakka fail ho gaye the... Isliye tarun ne mujhe helmet de diya aur mujhe gaadi se dhakel diya... Aur uski gaadi jaake bhid gayi... Usne mujhe bachaya mom dad... Mujhe bachaane ke liye...
Aur aapne... Aapne... Mujhe usse dekhne tak nahi diya? Kyu chhipaaya mujhse sach? Mujhe usse dekhna tha....' mein saari baat kehke rone lagi par jese hi mene ye sab kaha...

Toh papa ko ek jhatka sa laga, wo mere kareeb aae aur mujhe zor se ek jhaapad maara...
'tere kaaran... Tere kaaran hi mera beta aaj iss duniya se chala gaya.
Tune hi usse marwaaya hai... Nikal jaa... Mein kehta hu nikal jaa iss ghar se... Kya doctor banegi tu? Bacha paayi apne bhai ko? Khud toh dali rahi wahi aspataal me... Teri kartuto ki wajah se aaj mene apna chiraag kho diya, nikal jaa tu... ' wo mujhe maarte rahe aur meri maa unko samjhaati rahi.

Par mujhe bhi lagne laga tha ki mein hi apne bhai ki maut ki kasoorwaar hu. Mujhe bhi ab iss duniya se chale jaana chahiye. Yahi soch ke mein apne kamre me aa gayi aur suicide ki taiyaari karne lagi.

Par turant hi mere kaano me wo baat fir se gunj gayi ...
'waada kariye ki aap doctor bann ke dikhaengi aur dad ko bhi mana lengi'
Mere bhai ki aakhiri kahi baat.
Uski khwaahish thi.
Kese suicide karti?
Mene raat me hi saari taiyaari ki aur nikal aayi apni ghar se.

Fir uss raat iss sheher me aayi aur tumse mulaqaat hui. Sach kehti hu rahul tum mere liye farishte se kam nahi ho. Fir jab tumne pehle din mujhe dii keh ke pukaara toh mujhe tarun ki yaad aa gayi. Aur meri aankho nam ho gayi thi.

Aaj tumhe ye sab bataana boht zaroori tha. Kyuki jab bhi tumhe dekhti hu mujhe tarun ki yaad aa jaati hai. Mera sapna hai surgeon ban ne ka. Jo surgeon mere bhai ko na bacha sake, isliye mein khud ek honhaar surgeon banna chaahti hu taaki mein aise hi kayi logo ki jaan bacha saku. Bas yahi hai meri daastan..."

Rahul sirf zameen me nazre gadae baato ko dhyaan se sunn raha tha.
Jab tanisha ki baat khatam hui toh usne tanisha ko dekha toh paaya ki poora chehra aasuo se bhara tha.
Aisi dil dehla dene waali aapbeeti rahul ne pehli baar suni thi.

Kitni mazboot thi uski tanisha dii andar se. Sab kuch kho dene ke baad bhi usne haar nahi maani thi. Aur abhi bhi ladne ke liye taiyaar thi.
Rahul ne kuch pal uske chehre ko dekha, aasuo ko pocha aur turant apne gale se laga liya.
Aaj pehli baar dono ne ek dusre ko gale lagaya tha.



Dono ke andar ka rom rom khil utha. Dono aise gale mile jese sach much me sage bhai behan ho.

Tanisha ko ye ehsaas hote hi uske aasuo ka baandh firse toot gaya aur nadi ki tarah jhar jhar kar ke aasu behne lage.

"Aaj se aap meri zimmedari ho! Aapka sapna poora karna mera sapna hai. Ab jo kahunga aap wesa hi karengi" Rahul ne jazbaati hote hue kaha.

Uske baad rahul ne apne mama ji jo ki lucknow sheher me doctor hai unse baat kari aur tanisha ko aage ki padhai ke liye waha bhijwaya. Rahul ne mama se request kar ke tanisha ka kharcha uthwaya aur rahul ne waada kiya ki wo jab kaamane lagega toh mama ko poora paisa lauta dega.
Rahul aur uske mama ki boht jamti thi isliye mama ne uski request maan li aur yadi rahul paise ni bhi lautaata toh bhi unhe bura nahi lagta. Kyuki wo rahul ko boht maante the. Par unhe vishwaash tha ki rahul unka paisa aaj jitna lagega uska duguna lautaega. Yeh rahul ki khoobi thi usme...

Rahul ke mama ki family ka intro samay aane par mil jaega.

Tanisha 20 saal ki thi aur usne 2 saal ka mbbs kiya hua tha aur baaki ki degree usne rahul ke mama ke yaha lucknow se complete ki. Tanisha ab 23 saal ki ho chuki thi, saath hi me usne M.D bhi kiya jo ki teen saal ka tha aur ab finally tanisha 26 ki ho chuki thi. Aur beech beech me rahul se milne aati rehti thi.

Dono degree lene ke baad tanisha ko hospital me easily job mil gayi. Uski skills dekh ke job koi bhi de deta. Aaj wo ek honhaar doctor thi. Par usse abhi aur bhi honhaar ban na tha. Uske liye usse Phd karni thi. Par aaj jo kuch bhi mumkin ho paaya usme rahul ka boht bada yogdaan tha.

Yadi rahul na hota toh shayad aaj jo tanisha hai wo tanisha kabhi bhi na ho paati. Usse bhi ye baat pata thi.

Rahul uski harr choti badi problems ka dhyaan rakhta tha. Raksha bandhan ke time wo rahul ko rakhi baandhne aati thi. Aur ab recently usse job yahi gwalior me hi mil gayi toh usne wapas yahi rehne ka faisla liya. Shayad itne saal rahul se dur reh ke uska sabr khatam ho raha tha. Ab aur dur nahi rehna chaahti thi wo shayad. Aur usne phd karne ki bhi gwalior se hi sochi.

FLASHBACK ENDS...
.
.
.
.
.
Thanks guys aaj ke liye itna hi agle update se kahani present me aa jaegi matlab jab tanisha aur rahul park se laute the...
 

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,418
89,076
259
Dhasu update bro
Emotional Kar diya

Hmmmmmmm , Happy diwali bro , bas itna hi kahunga ....

Mast update bhai flashback sayad bada hoga dekhte hain agle update me kya hota hai

Excellent... story bhai... keep writing

Pher say gugly aak or ghumawo wala update chalo dekhty hay kub tuk ghumawo gay let see

Nice update. Happy Diwali

superb update

happy diwali

Mast update diya bhai waiting for next update

ye ladki to ek dum mysterious lag rhi hai baba... Bhag ke aai hai.... Mast update

Super mind blowing updates bhai

Awesome update

hmm to abhi iska matlab tanisha ne rahul ko real reason nahi bataya ki wo kyon parehsan rahi us park mein kya kar rahi thi ?

Awesome update bhai
Dekhte hai akhir Tanisha ka sach kya hai wo kon hai kaha ayi hai
Keep posting
And happy diwali bhai

very nice update bhai
rahul aur tanisha ki pahli mulakat ka flashback dhamakedar tha
rahul is a kind hearted person & usne tanisha ke liye jo kiya wo tareef ke kabil tha

Fantastic update bhai, & Happy Diwali.

Superb update...
Tanisha bhi rahul ko pasand karne lagi he..

Happy diwali bro , may the festival of lights fill ur life with sparkle joy and happiness wish u and ur family a safe and happy diwali ....

very nyc updates dear ..!!!!

Waiting for next

nice update

Waiting bhai

Awesome fabulous update
Tanisha ki family h
Koi to baat h
Keep posting

Bhai fnatic update waiting for another

Lonewolf bhai aaj update aayega?

very nice update
:bday::bday::bday:

Gajab supperb story hai boss... Maine aapke iss story Ko itne din se iss liye nahi padh Raha tha kyo ki mujhe laga ye hoga koi MAJNU type story.. jo mere type ka nahi hoga...

Lekin aaj jab iss story ke 2-3 update padha to uske baad to pura complete hi kar diya aur ab pata chala yaha to sabkuchh hai.. hate, love, emotions, romance, actions, aur sabse badi bat pure INCEST ,,, thank you for giving us a very good story due to your intelligent mind, and i haven't word to appreciate about your story... Now waiting for next update.....

Aap apni story par bhi update dedo mithilesh ji

Super story bro.... waiting for next

Waiting for the next update..
Update has been posted guys!!
Sorry for the delay!!
 
  • Like
Reactions: Mithilesh373

brego4

Well-Known Member
2,850
11,063
158
hmm to ab flashback aaj finish hua

lekin tanisha park mein lya kar rahi thi ?

aur Rahul se kya raz chupana chahti hai ye clear nahi hua

Great story writing but pace of the story and the updates is very slow
 
  • Like
Reactions: Werewolf

zopion

Happiness of life : to love & be loved
7,611
19,055
143
pretty emotional flashback dear
tanisha ke ateet me bahut dard chhupa hai
let's see what turns & twist come in the story
 
  • Like
Reactions: Werewolf

kumarrajnish

kumaruttem
1,412
3,901
159
Nice and emotional update bro
 
  • Like
Reactions: Werewolf
Top