• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Adultery AAKHIR AISA KYO KIYA..

THE_PHENOM

Well-Known Member
2,392
3,022
144
Update - 34




ANKIT KE BANGLOW ME.......


Ankit jaise hi jaga....waise hi ready ho kar hall me aa gaya....aur naste ke liye pongo ka wait karne laga......ki tabhi kanchan waha aa gai.......

Kanchan- good morning sir.......

Ankit- very good morning.....aao....nasta karte hai......

Kanchan - mera nasta ho chuka hai.....waise.....aisa kya khaas kaam aa gaya aapko mera....jo itna urgent me bula liya.......

Ankit(muskura kar)- tum bina kaam ke aati hi kaha ho.....

Kanchan- bilkul....kyoki main yaha kaam karne ke liye hu.....kisi ka dil bahlane ko nhi.....

Ankut- kya yaar....kabhi to apna moid theek rakha karo....jab dekho tab...aakhir aisa kya kiya hai maine.....jo tum hamesha tana deti rahti ho....haa....

Kanchan- kuch nhi.....sorry....kaam par baat kare.....

Ankit- haa....abhi kaam hi importent hai...nhi to....well....hume baahar jana hai.....to tum apne papa ko bol sakti ho...ki raat tak hi bapis aaogi....

Kanchan(chounk kar)- hune matlab....aur jana kaha hai.....

Ankit- dont worry....pongo bhi humare sath hoga....aur main koi hawsi nhi hu...samjhi....

Kanchan- maine aisa to nhi kaha.....bas ye pucha ki jana kaha hai.....

Ankit- wo bhi pata chal jayga......tum apne papa ko bol do....hum bas nikalne hi wale hai.......

Pongo(aate huye)- kaha nikal rahe ho........

Ankit- hum sab nikal rahe hai....chal...jaldi se nasta finish kar......

Pongo- hmm.....morning kanchan.....

Kanchan(muskura kar)- good morning sir.....

Ankit- ye muskurahat mere liye kab dikhegi.....

Pongo(baith kar)- jab tu sudhar jayga....hahaha....

Ankit- chup kar.....main sudhru....huh...main aisa hi theek hu....nasta kar......

Aur fir dono ne jaldi se nasta khatm kiya....aur kuch der baad wo dono kanchan ke sath ek car me nikal gaye.....

Kanchan- ab to bataiye.....hume jana kaha hai......

Ankit- jaan jaogi....tum cheque book laai ho na.....

Kanchan- ji.....

Pongo- mujhe to bata...kaha le ja raha hai....

Ankit- tu bhi jaldi jaan jayga.....koi anjaan jagah nhi hai......jaani-pahchani hai......are kanchan.....maon bhool gaya...tum humare valeel ko humari location send kar do.....wo aa jayga.....

Kanchan- vakeel ko.....kya hum koi deal karne ja rahe hai.....

Ankit- jitna bola hai wo karo.....samjhi.....

Kanchan(dheere se)- ji sir...

Pongo- kya yaar....aise rude kyo ho raha hai iske sath.....

Ankit(gusse se)- tu chupchap rah....samjha na....

Aur fir ankut ne accilator par pair dawaya....aur uski car hawa se baaten karti hui sadak par doud gai......



==================

PARESH KE GHAR ME........



Paresh- kya lagta hai tumhe....ye devendra humare kaam aayga.....

Meeta- tum mere decision par doubt karna kab band karoge....haa...

Paresh- doubt nhi.....vas fikr hoti hai.....jabse humara plan bigda hai na....tab se thoda dar lagta hai....

Meeta- dar....hmm...lagta hai tum sach me buddhe ho rahe ho.....

Paresh(gusse se)- kya matlab....main kaha se buddha dikhta hu....chal room me abhi batata hu...ki koin buddha aur koun jawaan....

Meeta(man me)- tu jawani me bhi kua kar paya mera....jo ab karega....huh....

Paresh- ab chup kyo ho gai....chal na....

Meeta- mujhe abhi bahas nhi karni.....abhi kaam par dhyaan do.....devendra aata hi hoga.....pata hai na ki kya bolna hai....

Paresh- kyo....tum bolo na....tumhi ne to use shamil kiya hai.....

Meeta- main bol bhi deti....par abhi tumhare business ki baagdoor tumhare paas hai....to tumhara bolna hi sahi hoga...samjhe....

Paresh- janta hu....

Meeta- aur haa.....wo hath se nhi jana chahiye.....kuch bhi ho...wo kuch bhi demand kare....use na mat bolna.....bas maan jana....

Paresh- kya....kuch bhi....wo 50% maag lega to....tab bhi ha bolu....

Meeta- ha mere raja....are...bolna hi hai na....bol kar use pura karna hai ki nhi....ye to aane wala waqt hi batayga....samjhe.....

Paresh- hmm...par wo bhi koi ali baag se aaya hua nhi hai....badi kutti cheej hai sala.....warna itne saalo ki wafadaari ko koun daav par lagata hai.....

Meeta(man me)- tum kya jano.....aourat ke aage har mard nanga hone ko betaab rahta hai.....aur jab uske kapde utarte hai na....to sath me saari wafadaari bhi utar jati hai.....

Paresh- sahi kaha na....

Meeta- huh....haa....bilkul sahi baat hai....isliye use bas haa bol kar khush karna hai....kuch bhi maage....haa bol dena....samjhe...

Paresh- hmm...aane do....fir bataya hu....

Devendra(aata hua)- kise kya batana hai paresh ji....kya hume kuch batane wale ho......to batao....aa gaye hum.....

Achanak se devendra ko dekh kar paresh aur meeta sakte me aa gaye.....aur ek-dusre ko fati aankho se dekhne lage......

Devendra- kya hua.....aap to aise chounk gaye....jaise main bin bulaya mehmaan hu.....jo achanak se aa dhamka....mujhe to aapne hi bulaya tha.......

Paresh- ha devendra bhai....hume yaad hai ki humne hi aapko bulaya tha....aur choukne ka kya bolu....wo to aap achanak se aaye....to thoda hairan rah gaye....aaiye baithiye.....

Devendra(baith kar)- accha....chaloye bataaye.....kya plan bana fir.....

Paresh- plan to wahi hai....maine to bas kuch baat karne ko bulaya tha.....bas...

Devendra- are haa.....main usi baat ka puchh raha tha....kya hukm hai...kahiye....

Meeta(muskura kar)- hukum kaisa devendra ji....ye to aapas ki baat hai....hukum nhi....ek darkhwaast samjhiye....

Devendra(muskura kar)- aisa na kahiye....chaliye bataiye....baat kya hai.....

Paresh- hmm...asal me hum soch rahe the....ki ankit ko kabu me kaise kiya jaaye.....

Devendra- par use kyo kabu karna....hume to bas deal se matlab hai na.....aur uske liye to ankit ha bol hi dega.....mantri ji bol rahe the na......

Paresh- haa....par hum ankut ko bhi apne kabu me karna chahte hai.....ye jaroori hai.....

Devendra- jaroori....uum....kuch samjha nhi.....

Meeta- are...aapne chai nhi li....chai lijiye na.......

Devendra(cup le kar)- ankit ko kabu karna hi kyo hai.....usse kya khatra ho sakta hai.....

Meeta(muskura kar)- khatre ki koi baat hi nhi hai devendra ji.....lekin hifajat rakhne me koi buraai to nhi na.....

Devendra- wahi to samjh nhi aa raha....ki aapko dar kis baat ka hai...jo suraksha ki jaroorat padegi......

Meeta(muskura kar)- dar nhi hai....bas intzaam pura ho to accha hota hai na.....

Devendra- fir wahi baat.....kis cheej ka intzaam.....koi readon to hoga na.....wo bataaye.....

Paresh- main batata hu.....

Meeta- paresh.......

Paresh- nhi meeta....devendra ji ab humare khas hai...to inhe batane me koi buraai nhi......

Meeta- theek hai....jaisa tum theek samjho.....

Paresh- dekho devendra...ye to aap bhi jante hai ki ankit koi baccha nhi hai...balki uska dimaag to itna tej hai...ki usne apne baap ki doulat ko kuch hi waqt me kai guna bada diya hai.....hai na....

Devendra- janta hu.....ankit ka dimaag wakai bada tej hai.....bahut acche se janta hu.....par uska kya....deal to wo khud hi kar raha hai na....

Paresh- janta hu....par socho...ki aisa tej dimaag itni aasaani se sab kuch maan jayga kya....matlab wo bhi to najar rakhega hi....ki kya ho raha hai....deal to barabar ki hi hai na.....

Devendra- hmm...wo to hai....par mantri ji sambhaal lege....unhone bola to tha....

Meeta(gusse se)- ye hum bhi jante hai.....par mantri ki jaat ka kya bharosha.......ye mantri log bas apna fayda dekhte hai.....aur uske liye kuch bhi kar sakte hai.....saale apno tak ko nhi chhodte....to hum cheej hi kya hai.....

Devendra- baap re....itna gussa.......

Meeta- maaf karna....aapse koi gila nhi....par main in neta logo par puri tarah yakeen nhi karti...maaf karna...

Devendra- nhi....aapki baat sahi hai...mantri to apne fayde ke liye kuch bhi kar jate hai......par is mamle me mantri ji khud hi fase hai....to aisa kuch nhi karege....

Paresh- manta hu...par kar sakte hai......jara socho....agar us ankit ko kahi se bhi is deal ke pichhe ki sacchai pata chali to......wo sala mantri palat jayga....kyoki business to mujhe hi karna hai....wo bol dega...ki use bhi kuch pata nhi tha....aur hath khade kar lega....aur marege hum aur aap....

Devendra(chounk kar)- kya....main...nhi...mantri ji aisa nhi kar sakte....

Meeta- par kar to sakte hai na.....is baat ki ummeed to hai na.....

Devendra- wo to hai....theek hai....is baate me aapne kya socha.....koi to tareeka hoga....taki hum bhi safe rah sake....

Meeta- ab aaye aap mudde par.......suniye....maine sab soch liya hai....bas aapki haa ki jaroorat hai.....

Devendra- bataiye....kya karna hoga mujhe......

Meeta- asal me....hume aapki beti ki jaroorat padegi.....

Devendra(chounk kar)- kya....meri beti....kisliye......

Paresh- wo ankit ko kabu kar sakti hai....

Devendra(gusse se)- chup karo....kya bakwas laga rakhi hai......meri beti ko us ankut ke sath.....thoo.....aisa soch bhi kaise liya tum dono ne.....meri beti koi aisi-waisi ladki nhi hai....wo mera abhimaan hai.....samjhe.....

Meeta- are....aap aise kya....aap galat mat sochiye....mera wo matlab nhi tha....

Devendra(joor se)- to kya matlab tha.....

Meeta- aap aaraam se baithiye.....main samjhati hu na....plz....baithiye....

Devendra(baith kar)- kaho.....meri beti kaha se beech me aa gai....

Meeta- dekhiye devendra ji....maanti hu ki maine aapki beti ki baat ki...par mere iraade bure nhi the....main bas itna chahti hu....ki aapki beti us ankit ko aise uljha kar rakhe....ki ankit ko humare kaam par dhyaan dene ki fursat hi na mile.....

Devendra- par aapka matlab to wahi hua na.....are...koi ladki kisi ladke ko kaise uljhati hai.....ye to hum sab jante hai na......to...

Meeta(beech me)- nhi....main kuch gandha nhi soch rahi...aap bhi mat sochiye.....dekhiye.....mera plan bilkul saaf-suthra hai.....aap puri baat suniye to sahi...

Devendra- theek hai....bataaiye....

Meeta- uljhane se mera matlab apne sath uljhana nhi tha....balki main soch rahi thi...ki aapki beti ankit ko kisi dusre kaam me uljhaye rakhe.......par is tarah...ki ankit ko bilkul waqt hi na mile....

Devendra- par aisa kaise hoga....aur ankit meri beti ki baat kyo manega....malik wo hai ya meri beti....

Meeta- bas yahi hume aapki haa chahiye....ki aap apni beti se kahe...ki kaise bhi ankit ko uske liye paagal kar de....par ek had me rah kar....kuch galat nhi karna....

Devendra- main samjh raha hu....aap aourat ke jaadu ki baat kar rahi hai....jo kisi bhi mard ko lattu bana sakta hai.........

Paresh- haa....ab aap samjhe.....hum kabhi nhi chahte ki aapki beti ya aapki ijjat par koi aanch aaye....hum to bas apna kaam nikalwana chahte hai...bas thodi chalaki se.....

Devendra- aapki baat to main samjh gaya....par ye hoga kaise....main apni beti se aisi baat nhi kar sakta....kabhi nhi....

Meeta- maine wo bhi soch liya hai.....aapki beti se main baat karoogi.....wo bhi ek khas wajah ke sath....

Devendra- matlab....

Meeta- asal me humne ek alag plan bhi bana liya hai.....aur us plan ke mutabik main aapki beti se milugi...aur uske jariye ankit se milugi.....aur puri kosis karugi...ki ankit hume haa bol de.....aur tab main aapki beti ko bhi samjha loogi...yakeen maniye....

Devendra- waise to mujhe nhi lagta ki meri beti aisi kusi baat ke liye ha bolegi....fir bhi....main aapko mouka duga....milwata hu apni beti se...baki aap dekh lena....

Meeta- bilkul....wo mani to theek...nhi to fir aur kuch sochege....theek...

Devendra- nhi...abhi nhi....

Paresh- ab kya rah gaya hai.....

Devendra- ab business ki baat ho jaaye.....mere faayde ki...jiske liye main yaha hu....

Paresh- par wo to matri ke saamne ho chuki thi.......

Devendra- haa...par jab plan 2 hai...to fayda bhi doguna hona chahiye na.....

Meeta(man me)- main janti thi....ye bada waka kameena hai.....

Devendra- kta hua....maine kuch galat kaha kya.....

Paresh- nhi....theek hai.....keemat boliye....

Meeta- par haa...keemat tabhi di jaygi...jab plan suru hoga....agar pkan nhi...to koi keemat nhi....

Devendra- theek hai.....manjoor....

Meeta- to kahiye.....kya chahiye aap ko....

Devendra- dher sara paisa aur.....

Paresh- aur kya....ruk kyo gaye......

Devendra(muskura kar)- ab ye to aap hi samjh lo....bas itna bata deta hu....ki is umar me koi sathi to milti nhi....aur man hai ki machalta hi rahta hai.....samjh rahe hai na....

Paresh(muskyra kar)- hmm....achhi tarah se......par isme sharmana kya.....hum sabka yahi haal hai....sabki umar ho rahi hai.....

Meeta- oh hello....meri ginti mat karna......main aaj bhi jawaan hu.......samjhe na....

Paresh- are ha...hum apni baat kar rahe the...khush....to devendra ji....plan suru hote hi aapki jarooraton ka khyaal rakh lege....khush....

Devendra- ekdam khush....ab bas jaldi se plan bataiye....taki main aage bad saku...

Paresh(phon dekh kar)- oh ho....ye phon bhi aana tha.....devendra ji....meeta aapko samhga degi....mujhe urgent kaam hai...to main jata hu...baad me milte hai...meeta...

Meeta- theek hai....main samjha deti hu....

Aur fir paresh waha se nikal gaya....aur meeta ne devendra ko ek aur chai offer kar di....

Devendra- to plan kya hai....kaha uljhana hai ankit ko....

Meeta- ankit ko nhi.....uske baap ko....

Devendra- kya.....saab ji ko.....wo kaga se aa gaye....

Meeta- wahi to is jhamele ki jad hai.....mujhe wahi jad katni hai....

Devendra- par mantri ji to business ki baat kar rahe the....

Meeta- wo mantri ki soch hai....meri nhi....mujhe ankut ka baap chahiye...kisi bhi keemat par....

Devendra- par kyo.....unka aapse kya lena-dena....aur ye achanak se aapke tever kyo badal gaye....hum to ankit ki baat kar rahe the na.....

Meeta- nhi....mere liye ankit kabhi jaroori nhi tha....mujhe uska baap chahiye....

Devendra- to ab tak ankit ki rat kyo laga rahi thi....

Meeta- kyoki ye mera personal matter hai....is baare me na paresh janta hai...aur na hi wo mantri.....lekin aapka janna jaroori hai...tabhi to mera kaam hoga....

Devendra- mujh par itna bharosha....koi khas wajah......

Meeta- wajah to hai....pahli to ye....ki aap hi wo saksh hai...jo mujhe ankit ke baap ke is bade se empire me entry karwa sakte hai....aur dusra aapki fitrat....

Devendra- fitrat....matlab....

Meeta- aapko bahut jyada paisa chahiye....aur aapse apni garmi bhi nhi sambhalti....uska bhi to koi ilaaj chahiye na aapko....

Devendra- wo to hai....par saab ji se aapki kya dushmani hai....ye to bataiye....

Meeta- aap bas apna kaam kijiye aur fayda uthaiye....baki aapko kuch janne ki jaroorat nhi.........

Devendra- agar aisa hai....tab to mera yaha rukna hi nhi banta....maaf kare....main andhere me khel nhi khelta....namaskaar.....

Ye bol kar devendra uth kar jane laga...ki tabhi meeta ne use rok liya.....

Meeta- theek hai.....baithiye...

Devendra(mud kar)- mujhe sab kuch janna hai.....sab kuch....

Meeta- hmm...par aapko apni beti ki kasam leni hogi...ki humare darmiyan hui baat ka ek bhi lufj kisi aur ko pata nhi chalna chahiye......

Devendra- bharosha rakhe.....is seene me kai raaj dafan hai.....ye bhi ho jayega.....main apni beti ki kasam khata hu....ki aapki kahi koi bhi baat kisi ko nhi boluga....theek hai.....

Meeta- to fir aaiye mere sath....aisi baaten band kamre me hi ho to accha hoga.....

Devendra- sahi kaha.....chaliye....

Aur fir meeta aage seediyon par bad gai.....aur devendra uski matakti hui gaand dekh kar muskurate huye uske pichhe chal pada.......aur kuch hi der baad dono meeta ke band kamre me aamne-saamne baith gaye....

Devendra- ab bataiye....aakhir kya hua tha aapke aur saab ji ke beech......

Meeta- batati hu....ye kissa tab suru hua tha....jab tumhare saab ji koi carorpati nhi the....aur main bhi paresh ki biwi nhi thi......


Main bas 19 saal ki thi......aur apni padhai ke liye sahar me chhoti-moti noukri doodti thi.....ayr wahi meri mulaqat tumhare saab ji se hui......wo bhi noukri doodh rahe the....


Aur kusmat se hum dono ko ek hi showroom me noukri mil gai.....aur noukri karte huye humari oahchan dosti me tabdeel hui...aur fir pyaar me.....

Aur wo pyaar kab humare dilo ke sath-sath humare jishmo ko ek karne laga....iska mujhe andaja bhi nhi hua....aur kuch hi waqt ke baad gum dono ek hi chhat ke neeche rasten gujarne lage.....

Hum dono bahut khush the....kyoki humari noukri bhi theek chal rahi thi....aur hume pyaar bhi naseeb ho chuka tha.....

Par ye sirf meri soch thi.....kyoki tumhare saab ji ke liye to main sirf dil bahlane ka jariya thi...jiske sath wo badan ki garmi mitate the.....

Aur ye baat pata lagne me mujhe pyre 2 saal lage....jab kuch dino ke liye tumhare saab ji apne ghar chale gaye....aur fir kabhi nhi aaye.....

Unke jane ke baad bas ek khabar aai....ki usne apne sahar ke ek ameer baap ki beti se sadi kar li hai.....

Ye khabar sunte hi main buri tarah se toot gai....kyoki main na sirf usse behad pyaar karti thi...balki humare pyaar ki nishani meri kokh me aa chuki thi...jiske baare me main use batana chahti thi....par usse pahle hi sab barbaad ho gaya.....

Par maine himmat nhi hari....main iske ghar gai....aur waha ja kar mujhe pata chala...ki tumhare saab ji apne pariwar ko le kar dusre sahar ja chuke hai...aur waha unhone koi naya dhandha suru kar diya hai....

To main jaise-taise uske showroom bhi pahuch gai....jo sach me saandaar showroom tha....aur uska malik banne ke liye hi tumhare saab ji ne mujhe dhokha diya tha.....

Ye sab dekh kar main gusse se jal uthi aur seedha usse ladne pahuch gai.....

Par tumhare saab ji ne mujhe aise nakaara....jaise ki main koi sadak chaap ladki hu....aur uske pichhe pad rahi hu.....

Tab maine use apne pyaar ki nishani ka wasta bhi diya....par us kameene ne meri ek na suni...aur apne nokaro se bol kar mujhe showroom ke baahar fikwa diya.....

Aur usi douraan main gir gai...jisse mere pet me aisi chot aai.....ki meri kokh me panap rahi jaan bhi khatm ho gai....

Aur main apni jindagi ke sabse bute dour me aa gai...jaha na mera koi aaj tha....aur na hi kal....sab kuch barbaad sa ho gaya tha.....


Us waqt to mera dil kiya...ki kahi ja kar jaan de du....par fir maine socha...ki main kyo maru...meri kya galti....

Kisi ki galti thi to wo tumhare saab ji ki thi....aur use galti ki saza dena mera haq banta tha.....kyoki wo mera gunehgaar tha....

Isliye maine apni saari himmat batori aur is sahar me aa gai......aur ek nai noukri karne lagi.........

Main yaha bas yahi sochti thi...ki kaise bhi kar ke mujhe doulat kanana hai....kyoki isi doulat ke liye tumhare saab ji ne mujhe chhoda tha..aur main chahti thi...ki ek din main isi doulat ke dam par use barbaad karu....

Par ye itna aasaan nhi tha.....isme waqt laga.....aur usi beech mujhe paresh mil gaya....aur fir meri jindagi sahi raste par chal padi....

Par isse pahle ki main tumhare saabji ke takkar lene ke kabil hoti....wo sala bidesh chala gaya....aur mera badla wahi ka wahi rah gaya.....


Par ab saalo baad jab uska beta aaya....to purane zakhm taaze ho gaye....aur ab main kisi bhi keemat par ye mouka hath se nhi dena chahti......bas....main use nhi chhodugi....nhi chhodugi.....


Ye bolte huye meeta sisak kar rone lagi....aur uske saamne baitha devendra fati aankho se meeta ko dekhta raha......

Devendra(man me)- saab ji aise the....ye to aaj pata chala....sahi kahte hai log.....insaan ko samjhna aasaan nhi hota......main to unhe kya samjhta tha....aur wo to.....par maal tagda fasaya tha saab ji ne....maan gaye.....

Meeta- uumm....mera gala sookh raha hai....main drink lati hu......

Ye bol kar meeta uthi aur 2 peg bana laai...aur fir ek peg devendra ko pakda kar....dusta peg khud gatak gai.....

Devendra- mere saab ji aise hai...nhi.....mujhe bharosha nhi hota....

Meeta- to aap ja kar puchh kyo nhi lete....sab pata chal jayga.....sirf mera naam hi bol dena....fir dekhna....

Devendra(man me)- ye to saali badi confident dikh rahi hai....kya sach me saab ji ne ise....kya pata....jawaani ke josh me kuch bhi ho sakta hai.....

Meeta- lagta hai aapko meri jindagi ka ye katwa sach sirf ek kissa hi lag raha hai....hai na........

Devendra- nhi....aisi baat nhi hai....aap sahi ho sakti hai....main koun sa saab ji ko suru se janta hu...main to tab mila....jab unke kai showroom khul chuke the....to ho bhi sakta hai.....

Meeta- ho sakta nhi...yahi hua hai....us kameene ne meri jawaani ke maze ke kar mujhe chai me padi makkhi ki tarah feka tha.....kameena kahi ka.....paiso ka laalchi....sab bhool gaya.....

Devendra- paisa kuch bhi kara deta hai....ab mujhe hi dekh lo....saalo ki wafadaari ko laat maar raha hu na.....

Meeta- janti hu.......par mere paas ek maqsad hai.....main paiso ke liye ye sab nhi kar rahi....

Devendra- par mujhe to paisa hi chahiye....aur ek sathi.....bataya tha na....

Meeta- aapko sab milega.....bas aap mere hisaab se chalo....

Devendra- kyo nhi...par main thoda confuse ho gaya hu...matlab samjh nhi pa raha....ki kiska sath du....mantri ke hisaab se chalu ya paresh ji ke.....aur ab aapka alag hi pkan hoga....hai na....

Meeta- haa....aur mere plan me aapki beti bhi safe rahegi....kyoki usme main khud aage jaugi.....

Devendra(peg gatak kar)- theek hai....aap plan banao....fir dekhte hai......

Meeta- abhi bhi dekhna hai.....matlab aap abhi bhi confuse hai.....

Devendra- nhi....confuse nhi....ab main keemat ke baare me soch raha hu.....mujhe to jyada se jyada keemat chahiye na......

Meeta- ohh....to fir ek aur deal karte hai....aap sirf mere hisaab se chalo...badle me aapko bahut paisa milega.....mantri se bhi...paresh se bhi...aur mujhse bhi......

Devendra- sunne me accha lag raha hai......

Meeta- janti hu....par mere hisaab se aage badoge....to aapko ek aisa sathi bhi milega....jo aapki garmi mitane ke liye hamesha taiyaar rahega.....

Devendra- wah.....tab to maza aa jayga....par wo hoga koun....batao to....

Meeta- aapke saamne hi hai.......

Devendra- ohhh....to aap khud....par kya aap meri garmi sambhal paogi.....

Meeta- khud check kar lo....isi waqt....

Devendra- abhi....bina kisi kaam kiye....

Meeta(pallu hata kar)- advance samjh lo....aao.....aapki saari garmi nikaal deti hu.....

Fir kya tha.....devendra ki to jaise kismat hi chamak gai thi.....bina kisi kaam kiye ek mast maal use daawat jo de raha tha.....

Aur devendra jaise buddhe ne is mouke ho hath se jane nhi diya...aur lapak kar meeta ke uper toot pada......

Aur kuch hi der baad us kamre me uuummm...aahhh...ki aawaajen goonjne lagi.........aur dekhte hi dekhte do jishm paseene se tar ho kar past pad gaye.......

Devendra- maza aa gaya....sach me....tum jabarjast ho.....

Meeta- aap bhi kam nhi hai.......maan gai...

Devendra- chalo....ab plan batao....karna kya hai.....

Meeta- mujhe ankit ka dost chahiye......har keemat par.....ab ye tum kaise karoge....ye tum jano.....par yaad rahe.....tumhare paas sirf 1 hafta hai......warna main kisi aur ko doodh loogi....samjhe....

Devendra- nhi.....iski jaroorat nhi padegi.....main janta hu ki mujhe kya karna hai.....tum bas mantri se bol kar ek chhoti si party rakho....baki main sambhal luga....

Meeta- samjho ho gaya.....

Devendra- to tum bhi samjh lo.....ki ankit ka dost bhi tumhara hua.....

Meeta- accha....chalo....tumhare yakeen ki khushi me fir se chad jao......aao...

Aur ye bol kar meeta ne apni taage khol di....aur devendra fir se meeta ke nange badan par toot pada.......

Devendra(man me)- is maal ko hamesha ragdne ke liye bas ek hi rasta hai......hmm....lagta hai mujhe kanchan se baat karni hi hogi.....

Meeta(man me)- choos le budde....jitna maza lena hai le le.....bas ek baar mera kaam hua na.....fir dekhna....kaise teri gaand marwati hu.....ankit.....ab wo waqt door nhi....jab meri choot tujhe teri barbadi dikhaygi........




==================

EK KASBE ME..............



Jaise hi ankit ne kasbe me car ko enter kiya.....waise hi pongo ki aankhe badi ho gai....aur wo dono taraf baari-baari dekhne laga.....

Pongo is tarah hairaan tha....ki use samjh hi nhi aa raha tha ki wo kya kahe.....wo bas car ke daay-baaye dekhta....to kabhi ankit ko ghoorta.....

Par ankut apni hi dhun me mast tha....uska pura dhyaan car chalane par tha.....aur pichhe baithi kanchan yahi soch-soch kar hairaan thi....ki wo sab yaha aaye hi kyo hai.......

Well.....kuch der baad ankit ne ek bade se ground ke paas car rok di........aur car rukte hi ankit aur kanchan car se nikal aaye......par pongo car ke andar hi baitha ek taraf tak-taki lagaaye dekhta raha.....

Kanchan- kya aap batayge ki hum is beeraan jagah par kya karne aaye hai.......

Ankit- beeraan.....wo to hai....par aisi jagho par bhi kuch cheeje hoti hai kaam ki....hai na....

Kanchan- oh haa....jaise wo khandar.....wo jaroor kaam ka hoga....hai na.....

Ankit(muskura kar)- gussa thoda kam karogi to bhi accha hoga.....hai na.....

Kanchan- gussa nhi kar rahi....irritate ho rahi hu.....ki aap khas kaam bol kar yaha le aaye.....is bajar zameen par......aur ye khandar......huh....

Ankit- mana ye jameen aaj banjar dikh rahi hai.....par ye hamesha se aisi nhi thi....aur na hi yaha ye khandar hamesha se tha.....

Kanchan- ohh...matlab aap is zameen ke baare me jante hai.....to bataiye.....kya tha yaha....

Pongo(aata hua)- kisi ka aashiyana......

Kanchan- kya....kiska......

Pongo- tha ek khushaal pariwar.....jiske liye ye zameen aur ye khandar hi puri duniya thi......ye zameen....jaha kabhi khusbudaar foolo ki bagiya hua karti thi.....aur ye khandar.....jo us pariwaar ka ghar tha.....aadha ghar....aadhi factory......

Kanchan- kya....factory....wo bhi itni si......kis cheej ki factory thi wo.....

Ankit- patakho ki.....aur ye itna sa ghar nhi tha.....3 manjila ghar tha.....jiski 2 manjilo par pathakhe banaaye jate the.....aur 1 manjil par wo pariwar rahta tha....jinki ye factory thi......

Kanchan- ohh.....to fir kya.....factory band ho gai.....aur ye ghar khandar kaise ban gaya......

Ankit- kya bolu....kabhi-kabhi 1 galti na sirf kisi ek insaan ko......balki kai insaano ko....ya ek pure pariwaar ko khatm kar sakti hai.....yaha bhi wahi hua tha....ek galti.....aur sab khatm.....

Kanchan(aage bad kar)- samjh gai....sab samjh gai.....ye bhi.....ki wo family jaroor aapke dil ke paas thi.....tabhi aap yaha aaye hai.....hai na......

Ankit(muskura kar)- wo aaj bhi mere dil ke paas hai....aur hamesha rahegi......khas kar wo....jo na sirf is family ka hissa tha....balki mera sabse pyara dost bhi....uuumm....main use kabhi nhi bhool sakta......

Kanchan- i m sorry......main bina jane hi bol gai thi.....bhale hi ye jagah beeraan hai.....par aapke liye bilkul beeraan nhi ho sakti....i can understand......

Pongo- sahi kaha.....hum sabke lite kuch aisi jagah hoti hi hai....jo kitni bhi beeraan ho jaaye....par humare liye wo khoobsoorat hi hoti hai......bilkul khaas.....

Kanchan- hmm...janti hu....par kya main jaan sakti hu....ki hum yaha kyo aaye...i mean....sirf is jagah ko dekhne le liye.....haa...

Ankit - dekhna to jaroori tha hi....but uske sath ek kaam bhi hai....tabhi tum humare sath ho......

Kanchan- ohk....to kya ab mujhe batayge.....ki mujhe karna kya hai.....

Ankit- vakeel ko to aane do.....wo samjha dega......

Pongo- main kya bolta hu....jab tak vakeel aata hai.....tab tak kya hum wo ghar dekh le....

Kanchan- sorry....par mujhe koi intrest nhi....plz dont mind.....

Ankit- no problem.....tum yahi ruko....hum aate hai.......chal....

Fir ankit aur pongo khandar ki taraf bad gaye....aur kanchan car ke paas hi khafi rahi....jaha kuch hi der baad vakeel bhi aa gaya........aur wo kanchan ko kuch samjhane laga.......

Ankit(khandar me pahuch kar)- nhi....ye rone ka time nhi hai....

Pongo- par main kaha roya.....wo you bas....yu hi....

Ankit- accha.....well...main apne aaapse bol raha tha.....ki ye rone ka time nhi hai.....

Pongo- to fir.....yaha kya party manayga....

Ankit(muskura kar)- idea accha hai.....ab to is jagah party jaroor hogi.....pakka hogi....

Pongo- kya yaar.....tujhe har time mazaak hi soojhta hai.....

Ankit- nhi be....ye koi mazaak nhi hai......chal....main aaj tere se promis karta hu.....ki bahut jald hum is jagah baith kar party karege.....hum sab....

Pongo- hum sab matlab....aur koun aane wala hai.....

Ankit- wo jab aayga tab dekh lena.....par party jaroor hogi....

Pongo- ok....abhi party ko side me rakh....aur ye soch...ki aage karna kya hai.....ye zameen kaise lega.....kyoki papers to tere paas hai hi nhi.....

Ankit- ye tu janta hai.....puri duniya nhi.....unke liye to papers mere paas hai....tabhi to stay lagwaya....samjha....

Pongo- wo to teri pahchan ki wajah se....par agar koi court me chala gaya....fir kya.....

Ankit- tab ki tab dekhege na....waise bhi....agar sab kuch mere plan ke hisaab se hua na......to aisi nouwat hi nhi aaygi ki koi court tak ja pahuche......

Pongo- accha.....kya plan hai tera.....

Ankit- sabkuch abhi bata du....chal....kanchan wait kar rahi hogi......

Pongo- haa...bechari.....dhoop me akeli khadi hogi....

Ankit- oh hello....wo koi bechari nhi hai.....ek number ki chaalu hai.....

Pongo- matlab us richa ki tarah......kameeni.....

Ankit(ghoor kar)- har baat me richa ko lana jaroori hai kya........waise chaalu ka matlab dimaag se chalaak hona tha.....kameeni nhi....samjha...

Pongo- samjh gaya....bhadakta kyo hai....

Ankit(man me)- ab tujhe kaise bataau....ki....tu nhi samjhega.....abhi to bilkul nhi....

Pongo- gussa ho gaya kya......

Ankit- nhi....chal....chalte hai......

Aur fir wo dono kanchan aur vakeel ke paas aa gaye....aur kuch baat karne ke baad car se nikal gaye.....

Vakeel(car me)- aage se right lena sir......

Ankit- hmm.....

Pongo- waise hum ja kaha rahe hai.......

Vakeel- yahi paas me ek hotel hai.....wahi....bas aa hi gaya.....rok lijiye.....

Pongo- kya baat hai....yaha hotel bhi khul gaya......

Ankit(break maar kar)- duniya bahut fast hai dost......sabkuch update ho raha hai......

Pongo- janta hu.....insaan bhi to update ho chuke hai na......dikh raha hai.......

Ankit(gate khol kar)- ohh....kaabu me rahna......chalo......

Aur fir jaise hi ankit aur baki sab car se nikale.....to unke saamne baithi richa khadi ho kar aage aa gai......

Richa- hello ankit.....welcome......

Ankit- lagta hai tum kafi time se humara wait kar rahi ho....haa.....

Richa- ji bilkul.....30-40 minute to ho hi gaye hoge....aaiye.....andar chalte hai....

Ankit- nhi....yahi baithte hai.....ye open sitting jyada accha hai.....good....

Richa- thanks.....

Kanchan- thanks.....matlab ye aapka hotel hai.....

Richa- ji haa......

Pongo- tum hotel chalati ho.....

Richa- what....

Pongo- sorry...i mean....aapka hotel ka business hai.....

Richa- nhi....sirf yahi hotel open kiya hai......aur bas yahi rahega....aage koi plan nhi.....

Pongo- kyo....accha nhi chalta kya....

Ankit- pongo....relax....

Richa- aisi baat nhi hai.....actually yaha koi accha hotel nhi tha.....aur business bhi jyada nhi.....to koi himmat hi nhi karta.....but mujhe sahi laga....to daal diya.....

Ankit- good....

Pongo- sahi hai......anaap-sanaap paisa ho to kuch bhi kar sakte hai....

Ankit(joor se)- bas karo......kanchan.....ise le jao....

Pongo- maine kya kiya...main to bas....ok....sorry....

Richa- nhi.....sorry ki koi jaroorat nhi.....aaiye....baith kar baat karte hai.....

Ankit(baith kar)- ab bataiye.....kya project hai aapka.....

Pongo- aur ye neelaami ka kya chakkar hai......jabki ye zameen to puneet ki hai.....tum...i mean aap koun hoti hai uski zameen ki neelami karne wali.....

Ankit- main baat kar raha hu na....

Richa- ek minute....aap bhi puneet ko jante hai.....

Pongo- haa....hume police ne bataya tha.....ki ye zameen puneet ki hai.....

Richa- ohh....tab to aapko ye bhi pata hoga....ki ye zameen meri kaise ho sakti hai....right....

Pongo- pata hota to puchhta kyo....

Richa- ohk....to aapko bata du...ki main puneet ki wife hu....aur puneet ke baad is zameen ka malikana haq mere paas hi aata hai......samjhe aap....

Pongo- aap puneet ki wife....par.....

Ankut(joor se)- bas karo....jao.... thi da ghoom kar aao.....samjhe.....

Pongo(ankit ko ghoor kar)- theek hai...waise bhi mujhe yaha ghutan ho rahi thi.....

Ye bol kar pongo uth kar nikal gaya....aur ankit ke isaare par kanchan bhi uske pichhe chali gai.....

Richa- ye hai koun.....aur aise kyo baat kar rahe the......

Ankit- wo...actually mera PA hai....aur khas dost bhi.....use aaj apni gf ke sath ghoomne jana tha.....aur main use yaha le aaya...to gussa hai thoda.....aur ye meeting tumhari wajah se ho rahi hai....to wahi gussa tumjare saamne nikal gaya.....leave him.....

Richa- hmm....kafi jyada gusse wale hai.....

Ankit- wo aisa hi hai......chhodiye use....kuch der me theek ho jayga.....

Richa- pata nhi kyo.....par inki baaten....ye attitude....kuch jana-pahchana sa laga......

Ankit- bahut hote hai aise.......tum ye agreement dekho.....vakeel saab.....dikhaiye.....

Vakeel- ji...lijiye madam.....saare points mention hai.....kuch rah gaya ho to batana....

Richa(file le kar)- hmm...

Well....kuch der tak rocha ne file ke panne palat kar padhe....aur fir sighn kar ke ankit se hath mila liya.....

Ye sab pongo door khada dekh raha tha.....par use kuch bhi samjh nhi aa raha tha....ki waha chal kya raha hai.....

Well...kuch der baad ankit ne kanchan ko bulaya aur khud pongo ke paas aa gaya.........

Pongo- ye sab chal kya raha hai.....tu usse hath kyo mila raha tha....

Ankit- relax yaar....kitne sawaal.....thoda sa mood ko shaant kar.....ye garmi theek nhi hoti.....

Pongo- janta hu.....par us aourat ko dekh kar dimaag tap hi jata hai.....kya karu....

Ankit- tu bas relax kar....baki rahi teri garmi....to uska intzaam bhi kar dege....par abhi bilkul shant rahna....

Pongo- ok....ab batayga bhi...ki waha ho kya raga hai....aur ye file kis cheej ki thi....jo usne sighn ki......

Ankit- wo ek project hai....jo hume sath me karna hai......

Pongo- to kya tu uske sath kaam karega.....haa...

Ankit- haa...karna hoga.....ye jaroori hai....

Pongo- par....

Ankit(beech me)- ssshh...bharosha rakh...main jo bhi kar raha hu...wo sahi hai....ok....

Pongo- maan liya....par ye jo neelami ka matter tha....uska kya kiya....uski baat ki ya nhi.....

Ankit- ha ki na....actually wo neelami thi hi nhi.....wo to kuch logo ne galat matlab nikaal kar use neelami bol diya....

Pongo- to fir kya tha.....

Ankit- asal me richa us zameen par ek project start karna chahti thi....aur uske paas paise thode kam the....to usne kuch logo se baat ki......taki wo uske project me paisa lagaaye....aur jo paisa lagayga.....wo 50-50 ka hissedaar hoga.....

Pongo- matlab zameen richa ki aur pausa kisi aur ka.....aur profit 50-50....

Ankit- haa....par sirf tab tak....jab tak richa wo saare paise nhi chuka deti....jo dusra lagata........aur jis din uske paise chuke.....partnership khatm.....profit pura richa ka....

Pongo- wah....kya dimaag lagaya.....par is shart par koun paisa lagayga....1 bhi nhi mila hoga.....hai na....

Ankit- sahi kaha.....1 nhi...balki kai mil gaye the....aur unhone hi ye tay kiya tha....ki jo jyada paisa lagayga.....wahi partner banega.....aur unhone us process ko neelami ka naam de diya tha.....

Pongo- kya....kaise- kaise bewakoof bhare pade hai yaha.....waise sahi bhi hai.....saale richa ko dekh kar aaye hoge....wo hai hi aisi....kameeni....

Ankit- chup kar.....faltu mat bol....aur sun...un bewakoofo me se ek main bhi hu.....aur ab main hi hu....jo uski shart par is project me paisa laga raha hu.....ye wahi deal hui hai....samjha....

Pongo- kya....tu iske sath kaam karega......

Ankit- kyo....kya isne tujhe bhi apni jawaani.....

Ankit(joor se)- bas....ab koi bakwaas nhi...ek sabd bhi nhi......samjha na....

Pongo- accha....to mujhe samjhayga....ki tu ye sab kyo kar raha hai.....

Ankit- main tujhe sab samjhauga....wo bhi puri detaill ke sath....par abhi nhi...abhi chal aur acche se rahna.....hum baad me baat karege....jaha dirf hum dono hoge....ok...

Pongo- theek hai...teri baat nhi taaluga....chal....ab kuch bhi galat nhi niklega.....

Ankit- hmm.....(man me)- sorry dost....par tujhe sab kuch nhi bata sakta......puneet ke liye mujhe jhooth bolna hi pada.....sorry......



===================

ANOTHER DAY.............



Ankit apne bed par sapno me khoya hua hi tha...ki tabhi uske phon ki ring ne use sapno ki duniya se baahar nikaal diya.....aur ankit ne gusse se call pick kar li......


( CALL PAR )


Ankit- koun hai be.....

Nakul- hello sir.....main nakul hu sir....

Ankit- ohh...tum ho....subah-subah need kyo kharaab ki.....

Nakul- sorry sir.....par aapne jo kaam bola tha....wo maine kar diya....

Ankit(uth kar)- what.....to kya saare mil gaye....

Nakul- ji sir......mil gaye...bas kuch baki hai....i mean.....2-3 log nhi mile....baki saare mil gaye....

Ankit- bahut badiya....kaha hai wo....

Nakul- main detaill to bhejuga hi....par sir....mujhe kuch batana tha....

Ankit- ha bolo......

Nakul- actually sir.....jo log mujhe mile hai....unme se kuch ki sakl to wahi hai...jo aapne bataai thi.......par naam alag hai....

Ankit- tum kiski baat kar rahe ho....

Nakul- wo aap dekh lena...main bhejta hu....

Ankit- ok...bhejo....

Nakul- aur ha sir....ek naam pata chala hai.....par uski koi pic nhi mili....but ye sunne me aaya hai....ki uska karan naam ke aadmi se milna julna tha.........

Ankit- jo bhi pata chala ho.....sab bhejo....baki main dekhta hu......

Nakul- ji sir.....bhejta hu....

Aur fir kuch hi der baad ankit ke mobile par kuch pics aur unki detaill aa gai.......par unme ek saksh aisa bhi tha...jiski detaill bhi kam thi...aur puc bhi nhi thi....

Ankit- to ye hai saale......jara dekhu to.....koun kitne kaam ka hai......


1 - MELINA

MELINA KA SOUHAR EK BUSINESSMEN HAI.....JO PAISE KAMANE ME BUSY RAHTA HAI.....AUR MELINA UN PAISO KO UDAANE ME........
KEH POINT - PAISO KA GUROOR.....PARTY KI AADAT......AUR JAWAANI KA NASHA.........

2 - SAKINA
SAKINA KA SOUHAR POLIS WALA HAI.....EK NUMBER KA KAMEENA.....RISHWATKHOR AUR AIYAASH......

WAHI SAKINA BHI KAM NHI......AIYAASHI KI AADAT USE APNE SOUHAR SE HI LAGI HAI.....PAR WO HAR KISI KE HATH NHI AATI.....APNE STATUS KA GUROOR BHI HAI....AUR PAISO KA BHI......

3 - KAJAL

EK HOUSEWIFE HONE KE SATH-SATH INTERIOR DESIGNER BHI HAI.....BADE-BADE PROJECTS KO HI HATH ME LETI HAI........

AUR INKE PATI EK IT COMPANY KE MALIK HAI......

4 - SEEMA

EK HOUSWIFE HAI....JO SARA DIN GHAR ME HI NIKALTI HAI.....PAR PAISO KI KOI KAMI NHI HAI....ISLIYE EK CLUB KI REGULAR MEMBER HAI.......

INKE PATI BHI EK BADI IT COMPANY KE MAALIK HAI.......

5 - MAHIRA ( NO PIC )


MAHIRA WO AOURAT HAI....JO PUNEET KE DOST KARAN KE SATH KAI BAAR DEKHI JATI HAI..........HALKI KUCH TIME SE DONO KI MULAQATEN KAM HUI HAI....FIR BHI IN DONO KE BEECH BADA GAHRA RISHTA HAI.........


Ye sab detaill padh kar aur unki pics dekhte huye ankit kafi jyada hairaan ho chuka tha.....jaise ki use aankho dekhe par bilkul bharosha na ho raha ho.....

Par isse pahle ki ankit kuch aur karta ya sochta.....room ke gate par kisi ne khlno k kar diya..........

Ankit - koun.....

Noukar- saab ji.....aapse milne ek ladki aai hai.....

Ankit- koun si ladki.......kuch naam to hoga.....

Noukar- nhi pata saab ji...wo bol rahi hai...ki bas aapko jaldi se bula du.....baki aap khud hi samjh jaoge....

Ankit- samjh jauga....are wo hai koun....

Noukar- wo bol rahi thi...ki aap use dekhoge....to sab jaan jaoge....bas aapko urgent me bula rahi hai.....

Ankit- theek hai...aata hu.....use baithne ko bolo...

Noukar- ji saab....

Ankit(man me)- din ki kya suruwat hui hai saali.....na aankho dekha samjh aa raha hai.......na hi kaano ka suna.......pata nhi aage kya hoga...chalo....pahle use to dekhu...koun aa gai saali......





"" PAHAN KAR JEENE WALE TO KAI MILA KARTE HAI........
JAROORAT HAI TO BAS APNE AITBAAR KI......""



A DENGEROUS GAME....
ABOUT TO BEGIN......

Bahut khoob ankit bhai, saandaar update tha.

Lalach, hawas, nafrat,aur sajish, sab kuch dekhne ko mila is update me.

Har taraf plan hi plan banaaye ja rahe hai, kuch wafadaar ab gaddari karne wale hai aur kuch purane zakhm bhi taza ho rahe hai.

Ankit ne kuch logo ki detaill to nikalwa li, par ye sab hai koun, ye dekhne wali baat hogi, waise mahira to purana character hai, par baki sabka kya, saayad jaldi hi pata chale.

Pongo hi puneet hai, aur richa hi puja hai, ye sab abhi sabko lag raha hai, par jitna main ankit bhai ki writting samjh paya hu, us hisaab se ye kahna aasaan nhi hai, ki readers sahi hai, saayad kuch twist ho, dekhte hai.

Baki update saandaar raha, ab dekhna hoga ki ankit richa , kanchan aur baki naye characters ke sath kaise deal karega, aur uske dushman kya karege.

Chaliye, agle update ka intzaar raha.

Lage raho ankit bhai.
 
9,380
39,528
218
पहली मुलाकात मे सिर्फ वैश्या ही मर्द को अपना शरीर सौंपती है। घरेलु महिलाए लाख बदचलन हो , फर्स्ट मिटिंग मे ही किसी के साथ अंतरंग संबंध स्थापित नही करती।
जिस तरह से मीता और मंत्री महोदय की धर्म पत्नि ने किया उससे वो किसी कोठे की रंडी ही लगी मुझे।
मीता का कैरेक्टर इसी से सिद्ध हो जाता है कि वो किस प्रकार की औरत है।

पोंगो को सालो पहले हुई दुर्घटना और पुनित के हश्र की वाकिफियत जरूर रही होगी इसीलिए वो अपनी भावनाओ पर काबू रख नही पाता है और जब तब अपना आपा खो बैठता है। इसके चक्कर मे अंकित अपना कोई नुकसान न करवा बैठे !

लास्ट पैराग्राफ मे जिन पांच हसीना का जिक्र हुआ , उनकी बायोडाटा देखकर अंकित काफी हैरत मे दिखाई दिया। इसका मतलब वो इन सभी को अच्छी तरह से जानता है लेकिन अच्छी तरह से पहचानता है या नही , देखना होगा।
शायद नेगेटिव किरदार की महिलाए होगी ये सब।

अंकित फिलहाल सभी के लिए अहम व्यक्तित्व बन चुका है। अब तो वो रिचा के साथ पार्टनरशिप बिजनेस भी करने जा रहा है और इसके अलावा मंत्री और उनका कारोबारी दोस्त तो है ही।

बहुत ही बेहतरीन अपडेट अंकित भाई।
Outstanding & Amazing & brilliant.
 
Last edited:
  • Like
Reactions: Ankitshrivastava

payal786

New Member
24
36
14
both-hole-masturbation_001.gif
 
400
364
63
Bhai sb good morning. Jahan tk sachai ki baat hai wo to AK bhai he clear krenge baki readers ki apni apni theory hai. Meri theory hai ki puja aur puneet ke sath game hua puneet ko dikhaya gya ki puja cheat kr rahi jbki aisa kuch tha he nahi. Jis din se unke ghr me maid ki entry hui unke bich aur tanav badhne laga. Maid unke doodh ya drinks me sleeping pills mila kr deti thi jiski wajha se dono ke bich baat he na ho sake. Aur at last u ke anniversary wali rast bbi same he hua dono ko baat knre ka mauka he nahi diya gya. Aur shayad dono ko sleeping pills de kr sula diya gya. Puja bhi unconscious thi jb puneet ne usse rajesh ke sath dekha. Ye sb bs meri theory hai shayd galat ho bt mujhe aisa he laga. Aur puja ke sath mujhe zyada hamdardi hai uske sath galt hua. Let see aage kya hai story me
Ha muje bhi yahi laghta hai...101% sach kaha aapane..ak bhai guma rahai hai..pooja bewafa nahi hai..to fhir story ka nam kyu rakha...aakhir aisa kyu kiya...ab muje bhataho aisa kya kiya..jo story ka nam likha gaya hai...kis pr mach hota hai aakhir aisa kyu kiya...ek to biwi ko etna pyar karke ki bhi bewafa nikli..use pr mach hota hai aakhir aisa kyu kiya...tum bhataho na
 
  • Like
Reactions: Ankitshrivastava

Jha

New Member
14
29
13
Ha muje bhi yahi laghta hai...101% sach kaha aapane..ak bhai guma rahai hai..pooja bewafa nahi hai..to fhir story ka nam kyu rakha...aakhir aisa kyu kiya...ab muje bhataho aisa kya kiya..jo story ka nam likha gaya hai...kis pr mach hota hai aakhir aisa kyu kiya...ek to biwi ko etna pyar karke ki bhi bewafa nikli..use pr mach hota hai aakhir aisa kyu kiya...tum bhataho na
Yahi to point hai . Puneet ki nazr me uski wife bewafa hai wo usse clear kuch puchta nahi aur apne maan me he sochta rahta hai aakhir aisa kyun kia. Wahin uski wife wo ab bhi soch rahi ki akhir aisa kya hua ki puneet usse bina kuch btae lahin aur chala gya wo bbi sochti hogi ki aakhir aisa kyun kia. Aur baki character ka pta nahi. Waise iss story me puneet aur puja ke alawa bhi boht sare major charater hai jo shayad dhere dhere pta chale
 

Ankitshrivastava

Well-Known Member
3,946
11,123
144
Dost kahani start mein jaise sirf puneet aur pooja ke aas paass chali hai . ...

uske bad mujhe ye 5 sal bad wali kahani aur itne naye kirdaro mein philhal koi interest nahi aa pa raha hai...

upar se tumne bola tha ki zameen wala mamala clear ho jayega next update mein .... to wo bhi clear nahi hai ki richa ko wo zameen kyun chahiye

to tumhare koi raaz khul nahi rahe aur naye-2 raaz badte ja rahe. ...

phihal kahani mein itne raaz hai ki iska title change kar do ki "Aakhir itne raaz kyun" :tongue::tongue:

Pahli baat to ye....ki story sirf koi husband-wife ki wafa-bewafa wali story nhi hai......ye baat to tumje past padh kar hi samjh jana chahiye tha....ki nayak ke sath kya hua.....base to wahi hai na....puneet aur puja to bas ek jad se paida huye ped ki 2 saakhaye hai....to aur bhi saakhaaye hogi na ped me.....pure ped ki baat honi hai...to sabko shamil karna hi hoga....tabhi to jad ki gahraai samjh aaygi......

Rahi baat zameen ki....to maine ye nhi kaha tha ki us zameen ke liye richa ka plan clear hoga.....bas mamla clear hoga....jo hua bhi....clear ho gaya na ki zameen kiski aur kaha se aai.....

Rahi baat raaz ki....to ye mera likhne ka tarika hai....pichhli story me bhi aisa hi likha tha.....itni jaldi kuch clear nhi hota....beech me kuch samjh aa sakta hai.....but puri kahani to end me hi clear hogi....to isme kuch naya to hai nhi....wahi writting style hai apni to.....

Aur raha title.....to wo sahi hai.....ye ek sawaal hai.....jo kai logo ke dimaag me aayge......dekhte jaaye....

Aur raha aapka intrest....to ab usme main kuch nhi bol sakta....readers ki apni choice hoti hai.....so...no comment on this.....but yes....end tak read karoge to soch badal jaygi....ye kah sakta hu...baki....as u wish....


Thanks buddy.............
 
Top