- 39,494
- 75,182
- 304
Aakruti ka chehra Shalaka se milta hai, isi ka faayda utha kar dhokhe se ek sheeshi Amrit ki aakriti ne pee liya, aur Aryan ne use apni Shalaka samajh kar uske sath one two ka four kar liya raat ke andhere me, jab Aryan ko sach pata laga to use bardasht nahi hua, yahi main kaaran thanice update. shalaka ne vedant rahasyam padhna shuru kar diya ..bahut soch samajhkar banaya gaya hai us kitab ko ,jab kisi panne ko chhuwo to us yaad me pahuch sakte hai .
shalaka ne bachpan ki yaad ko taaza kiya aaryan ke us waqt me jakar jaha wo prakriti ko mehsus karna sikhata hai shalaka ko .
chidiya ke saath khelnewala scene ekdam zabardast tha .
aryan ne amrit ki 2 bunde hasil ki hai jisse dono amar ho sakte hai par dusre din par taal diya peena ,shayad isise koi durghatna ho gayi ho jisse aryan ne apne aap ko maar diya ho .
Chidiya wala scene ek park me baith kar likhne ke karan hua tha Thank you very much for your wonderful review and superb support bhai

