• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy इच्छाधारी देव

Boby

Well-Known Member
2,741
12,999
159
UPDATE – 61

Diya - ab aap log bhi aaram kijiye. Mae bistar lagwa deti hu. Aur ha aap log yahi rahege ab se. koi kahi nahi jayega. Thik hae na?

Sab – thik hae bhabhi

Diya - nilam, shalaka tum dono ka room alag se set karwa deti hu. Aur dusre room me rudra nagarjun aur gurum set ho jayege ok?

Deva – thik hae bhabhi aap apne hisab se karwa do. Kisi ko bol kar aur aap bhi aaram kar lo

Payal - bhabhi mae kya kah rahi thi. Ke aap aaram hi kar lo mae room set karwa deti hu sab ke.

Diya – thik hae payal tu karwa de kisi ko bol kar. mae ja kar aaram karti hu.

Deva – payal hum log upar room me hae tum inke kamre set karwa ke sone chali jana ye log bhi thodi der me jakar so jayege.

Payal - thik hae bhaiya

Fir sab log upar deva ke room me chale jate hae.

Deva – ha bhai gurum ab bolo kya sawal hae tumhare?

Gurum - deva mae to har baat se pareshan hu. Kaese tum ye sab kar rahe ho? Rudra kaese aaya kaha se aaya? Thakur se bhabhi aur payal kaese bach gayi? Bahot se sawal hae?

Mujhe pata tha gurum tumhare man me ye sawal uthna swabhawik hae. kyu ki tum khud ek yodhha ho jise bhavishya me hamare kadam se kadam mila ke chalna hae.

Aur tumhe sab kuchh batane ki ijajat bhi mae le chukka hu to isliye mae tumhe sab batauga ab.

Gurum - ijajat? Tumhe bhi kisi se ijajat leni padti hae deva? Par kisse?

Deva – sab batata hu tum suno aur us ke baad faisla karna

…………Gurum ye mera punarjanam hae. isse pahle mae sekdo saal pahle naag lok ka rajkumar hua karta tha. Waha ye mera dost rudra bhi tha jo mere saath bachpan se tha. Fir hua yu ke ek Din……………………………………………..

Deva poori baat shuru se gurum ko bata deta hae jise sun kar gurum ke chehre pe kabhi khushi hoti to kabhi haerani kabhi dukh to kabhi krodh. Aakhir deva apni baat poori kar ke gurum ko dekhta hae

Gurum - deva kya ye sab sach hae? mujhe to yakeen nahi aa raha. Aaj ke jamane me bhi ye punarjanam aur naglok aur tilism lok ki bate mae samajh nai pa raha hu ke in bato par yakeen karu ya na karu. I mean tum sab in bato ke sach hone ka jeeta jagta saboot ho lekin bachpan se meri parvarish jin halato me hui ha,e jin logo ke beech hui , aese mahoul me apni aadhi jindagi bita dene ke baad aaj achanak in sab bato ko sunkar maan lena matlab ye kisi magical movie ki tarah hae. jo bas movies me hi hota hae. isiliye dil to man raha hae lekin dimag manne ko taiyar hi nahi ho pa raha hae I am so confused.

Deva - ha gurum ye sab poori tarah sach hae. abhi haal hi me mae tilism nagri gaya tha. FB ke bulave pe to unse maene ijajat le li hae ke tumhe mae apni shaktiya de kar apne saath shamil kar lu. Aur fir tum bhi nag lok aur tilism nagri chal paoge. Safar bahot lamba hae mere dost. Bahot mushkile aani baki hae. jisme tum agar chahoge to hame saath doge.

Gurum - maene tumhe apna dost mana hae deva isiliye mae saath dene se to peeche hatuga nahi lekin mujhe yakeen nahi aa raha uska kya?

Deva – abhi yakeen aa jayega, deva aankhe band kar ke poonam ko yaad karta hae aur use apne paas aane ko kahta hae.

Usi samay band kamre me poonam prakat hoti hae. jise achanak dekh kar gurum chonk jata hae.

Deva gurum ko dekh kar muskrat hae. – poonam, shalaka, rudra, nilam nagarjun sab apne asli roop me aa jao.

Dekhte hi dekhte rudra aur nilam jaha ek bahot bade naag me badal jate hae. wahi poonam aur shalaka bhi tilism nagri ke apne roop me aa jati hae. poora kamra hi un logo ko chhota padne lagta hae gurum ke paseene nikalne lagte hae.

Kuch minut baad sab normal ho jate hae.

Gurum - dddevaa ye sab….. ye sab k k kya tha?

Abhi waha sab nrmal the. Tabhi ek bijli si kondh jati hae poore room me aur dekhte hi dekhte deva apne naag roop me aa jata hae jiska fan abhi sikuda hua tha lekin fir bhi deva us kamre me sama nahi paa raha tha abhi wo knudli maar ke baetha hua tha. Jise dekh kar ek baar to gurum ko chakkar aane lagte hae. aur baki sab muskra rahe the.

Tabhi nag ka kamar ka upar ka hissa insane ka ho jata hae. yani dev ke roop me jis ke badan pe rajkumaro wali poshak thi. Aur sir pe mukut.

Deva – ab to yakeen aa gaya na mere dost?

Gurum ki ankho se paani bahne lagta hae tabhi deva normal roop me aa jata hae.

Gurum - deva tum jaese shaktishali hasti ne mujh jaese ek sadharan insane ko dost bana ke itna maan diya kyu deva? Aur fir ye sab mujhe bataya dikhaya kyu ? iski kya jarurat thi?

Deva – jarurat thi mere bhai kyu ke aage chalke mujhe tumhari shayata ki jarurat padne wali hae. aakhir is waqt hum sab dharti lok pe hae. to tumahre jaese ek dost ki jarurat to hame thi hi.

Gurum haeran ho kar- meri sahayta aur tum logo ko? Are tum log chaho to 5 minut bhi na lage aur poori dharti tabah ho jaye bhala tumhe meri sahayta kyu chahiye hogi aur mae ek sadharan insane tum jaese shaktishali yodhhao ki kya sahayta kar sakta hu?

Deva – aesi baat nahi hae dost. Koi bhi sampoorn nahi hota talwar kitni hi khatarnak kyu na ho lekin jaha jarurat sui ki hoti hae waha sui hi kaam aati hae na talwar to nahi aa sakti. Isiliye jaha mujhe tumhari jarurat padegi us ke liye tumhe taiyar hona hae. kya tum hamara sathi banna chahoge? Agar na banna chaho to tum abhi bhi ja sakte ho koi shikayat nahi rahegi hame.

Gurum – mera dimag kharab nahi hae deva? Jo mae tum jaese hasti ka saath dene se inkar karu. Jaha tak mae samajhta hu tumhari dosti ko ache bhale taraste hoge. Yaha to tum khud meri taraf haath bada rahe ho. Mae tumhare saath hu deva. Aur agar kisi vajah se mujhe kabhi kuch ho bhi gaya to mujhe koi gam nahi hoga dost.

Deva – dhanyawad gurum . mere paas aao. Ab mae tumhe kuchh shaktiya duga. Jinhe tum apni yog shakti se sadhna se aur bada sakoge. Lekin ye shkati milte hi tumhe thakan bhi hogi aur tum kal tak ke liye so jaoge. Itna kah kar deva gurum ke sir pe hath rakh deta hae aur deva ke hath se kuch lal peeli neeli hari roshni ki kirne nikal kar gurum ke sir me samati chali jati hae. jisse use ek jhatka sa lagta hae aur wo behosh ho jata hae.

Deva – rudra ise neeche wale kamre me pahucha do. Aur ab tum log bhi aaram karo kal milte hae.

Sab log chale jate hae. sirf poonam rah jati hae.

Deva – bolo poonam kya kahna hae?

Poonam – pahli baat mae shalaka ko apne saath rakhna chahti hu. Dusri baat gurum ko sab kuch kyu bataya gaya?

Deva – tumahri pahli baat manjur hae. kal kaki se shalaka ko apni shalei bol ke milwa dena aur fir ye tumahre saath hi rahegi ab se. dusri baat hame kahi chalna hae. to gurum ki jarurat padni hi hae yaha. aur aage chalk e gurum ko bahot bade bade kaam karne hae. isliye FB ki aagya le kar maene use shakti di hae aur use shakti dene se pahle ye sab dikhana aur batana jaroori tha.

Poonam – thik hae deva par hame chalna kaha hae?

Deva - Swarn mani hasil karne FB ne bola hae hame bahot jald nikalna hae wo samay ab najdeek hi hae.

Poonam – kya swarn mani? Lekin wo to mumkin ki had ke paar hae deva.

Deva – janta hu lekin jaha deva rudra poonam nilam shalaka aur gurum ho waha namumkni ki seema paar karna koi badi baat nahi. Isliye tum nishchint raho. Waha us safar me jaha hamari deviya shaktiyo ki jarurat padegi wahi. Hamari gaer moujudgi me yaha Kuch bhoutik cheejo ki jarurat bhi padegi aur kuch tilism ki jarurat padegi deviy aur tilism to hamare saath hae hi hum charo me lekin bhoutik taqat ke roop me gurum ab hamare saath hae. aur agar waha jarurat na bhi padi to yaha wo sambhalega. Jo behad jaruri hae wo bhi un halat me jab hum char me se yaha koi na hoga.

Poonam deva ke gale lag kar – ohhhhhhhhhhhh dev sab thik to hoga na?

Deva – ye ishwar janta hae poonam aur mae ishwar nahi. Lekin itna yad rakho ke hamari jung burai ke khilaf hae. isiliye wo ishwar bhi hamare saath hae. ant burai ka hona hae aur hoga. Lekin mushkilo ko paar to hame karna hi hoga na.

Poonam – bas dev tum saath ho to koi dar nahi. Tum hame chhodna mat

Deva – shoonya me dekhte hue – kaun jane aage kya hona hae

Poonam ghabra ke – kya kaha tumne dev?

Deva – kuchh nahi pagli ant me sab thik hi hoga. Ab tum jao aaram karo.

Poonam ka man bechin ho utha. Use dev ki baato se kuchh aashanka hone lagi thi. Par wo chup chaap chali gayi apne ghar aur waha bhi wo sochne lagi ke dev ne aesa kyu kaha.
 
Vickey1211

Well-Known Member
7,591
16,026
188

Mast update h bhai
Maza aa gya
 
Black water

Vasudhaiv Kutumbakam
5,872
21,052

Awesome update bhai
 
Killerpanditji(pandit)

Well-Known Member
10,268
38,662
258

Zabardast update dost
 
Top