• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy इच्छाधारी देव

Boby

Well-Known Member
2,741
12,999
159
UPDATE - 60

Unhe aese gale lage hue dekh kar payal…………….

Payal – are waah bhabhi se itna pyar ?

Deva – chup kar pagli mae to tum sab se pyar karta hu. Bhabhi abhi thoda dar rahi thi tum logo pe jo hamla hua usse. Aur mae inhe samjha raha tha.

Payal bhi aage bad ke deva ki baho me aa jati hae aur uski ankho se aansu bahne lagte hae.

Payal – ha bhaiya bhabhi ka darna sahi hae. mae khud bhi to dar gayi thi kahi kuchh ho jata to mae kya mooh dikhati aap sab ko mae to mar hi jati

Deva – khabardar jo marne ki baat ki. Waese tum dono ke liye ek gud news hae. mere paas.

Diya - aur wo kya hae?

Deva – tum logo pe thakur ne hamla karwaya use to mere dost ne nakam kar diya. mujh par bhi hamla karwaya 10 logo se maene un sab ko maar diya . aur rahi baat thakur ki to uska sab kuchh chin kar use is gaanv se nikal chuka hu mae. Aur uski sari jameen jaydad daulat haweli sab waha ki aurato ke naam karwa di hae. ab kisi se darne ki jarurat nahi. Koi kuch nahi bigadega ab tum logo ka.

Diya - chalo ye achha hua. Is gaanv ke sir se thakur nam ka kalank mit gaya.

Deva kuchh sochte hue - nahi bhabhi kalank mita to nahi hae abhi. Ha door jaroor hua hae. lekin shayad is kalank ko aage jakar mitana padega. Par abhi to aap log nishchint rahiye.

Diya - thik hae par hame hamare madadgar se to milwa dijiye.

Deva – thik hae bhabhi mae unhe le auga.

Uske baad diya aur payal chali jati hae. aur deva bhi taiyar ho ke nikla jata hae.apne basement me. Jaha sab baethe bate kar rahe the. Waha is waqt sabhi baehte the. Shalaka, gurum, rudra, nilam, nagarjun.

Rudra – aao pyare kaha rah gaye the.

Deva – bas yar thoda vyast tha tu suna kaesa chal raha hae.

Rudra - bhai waese to sab thik hae lekin mae naglok jana chahta hu. Kafi samay ho gaya maa babu ji se mile. Ab ghar ki yaad bhi aa rahi hae , nilam ka bhi yahi haal hae. lekin abhi tak mujhe FB ki taraf se koi sanket nahi mil raha is liye ja nahi paa rahe hae

Deva – agar aesi baat hae to samajh lo ki sanket mil gaya hae, aur bahot jald tum dono ki wapsi hogi naglok me.

Rudra - sach . bhai pahle kyu nahi bola tu

Deva – are to ab to bol raha hu na. lekin use pahle mae tumhe apne maa bap se milwana chahta hu.

Rudra – are pagla gaya hae kya? Waha jayege to unse milege na.

Deva – nahi mere yar mae yaha wale maa bap ki baat kar raha hu.

Rudra - are wah ye tumne pahle kyu nahi bataya aur hame pahle kyu nahi milwaya?

Deva – yar samay kaha mila? Ab milwa deta hu na.

Idhar gurum kisi gahri soch me tha jise dekh kar deva bhanp jata hae

Deva – kya hua gurum tum kis soch me kho gaye?

Gurum – deva mujhe bahot kuchh ajeeb lag raha hae bahot se sawal uth rahe man me.

Deva – mae tumahri halat samajh raha hu dost. Lekin abhi mere ghar ke andar chalo. Baad me tumhe mae sare sawalo ke jawab de duga.

Gurum - thik hae deva chalo pahle tumhare pariwar se milte hae.

Fir sab log uth khade hote hae

Deva – tum sab mere dost hi ho aur shahar se aaye hue ho ab mere saath hi rahna hae yaha kuch kam naye shuru karne hae. ok

Sabhi muskrate hue. Thik hae.

Fir sab ghar ke andar aate hae jaha. Deva sab ko bulata hae.

Deva – maa babu ji in se miliye ye hae mere kuch dost. Ye hae rudra aur ye uski mangetar nilam

Dono hi aage bad ke DN aur savitri ke pair chute hae. fir diya nilam ko gale lagati hae. aur payal bhi idhar rudra bhi raghu ke gale milta hae.

Deva – ye hae mere dost gurum aur nagarjun, aur ye shalaka.

Sabhi log fir se aapas me milte hae.

DN – beta itne sare dost bana liye tumne to

Deva – ha babu ji dost to pahle se the lekin ye aaj hi aaye hae ganv isiliye aap logo se abhi milwa raha hu.

DN – aur bachho tum log karte kya ho kaha rahte ho?

Rudra - babu ji hum log shahar me rahte hae sab alag alag hae. lekin dosti ki khatir aaj sab saath hae. yaha deva ke kahne pe aaye hae kuch naya karne.

Savitri - aur beta tum log

Nilam aur shalaka muskrate hue. Maa ji padai to hum log apni poori kar chuke hae ab jo rudra bolega wahi karege hamare maa baap ki taraf se hame ijajat hae. aur ye shalaka to meri bahan hae ye bhi apne dam pe kuch karna chahti hae to ye bhi mere saath hi aayi hae.

DN nagarjun se - aur beta tum bhi inke saath hi kaam karne wale ho?

Nagarjun – ji ha babu ji. Waese deva ne mujhe yaha ka security incharge banaya hae. meri apni security co. hae. ab deva ke saath hi hu.

DN – bahot achhi baat hae bachho bhagwan tum sabko apne maqsad me kamyab kare.

Diya – lekin tum dab log karne kya wale ho

Shalaka - bhabhi aap to deva ko achhi tarah janti hae. ye jo soch le wo kar ke rahte hae. ab inhone kuch plan kiya hae naya karne ka to inko hi pata hoga ke ye kya karne wale hae.

Diya - ha wo to hae mae inhe ache se janti hu.

DN – chalo bachho khane ka time ho gaya hae baetho sab khana khayege aaj ek saath mil kar.

Fir sab log dinner karne lagte hae. aur sabse baate bhi ho rahi thi. Dnner ke baad bhi sab log hall me baethe baate kar rahe the.

DN – achha bachho ab mae ja raha hu sone tum log to yahi ho na kal mulakat hogi.

Rudra – ji babu ji subah milte hae aap aaram kar lijiye.

Fir DN chale jate hae apne room me. Thodi der tak savitri un ke saath baeth ke baate karti hae fir wo bhi mouka dekh kar sone ko kah kar chali jati hae apen bedroom me. Idhar raghu bhi uthkar aa chuka tha sone ke liye. Sirf payal aur diya hi baethi thi.

Deva – bhabhi ye jo nagarjun hae na isi ne aapko aur payal ko bachaya tha un logo se.

Diya - Nagarjun ne?

Deva – ji bhabhi

Diya - thank you bhaiya mae bata nahi sakti ke aapne hum par kitna bada upkar kiya hae.

N – nahi bhabhi upkar kaesa aap sab bhi mera pariwar hi hae. aur fir ye to mera farz hae. mere hote yadi is ghar ke kisi bhi sadasya pe aanch aa jaye to mera jeena kis kaam ka.

Diya – fir bhi bhaiya aapne hamari madad ki uska dhanyawad bahot sahi sabak sikhaya aapne unhe. Aap sachmuch bahot ache fighter hae.

N – mae deva ke samne to kuchh bhi nahi

Rudra – ab Nagarjun jab bhabhi kah rahi hae to man le na kahe ko khinchta hae. ha bhabhi ye hae bahadoor ab khush. Lekin bhabhi baat sirf nagarjun ki nahi hae. is ghar ke liye deva ke liye to humme se har ek jalti aag me kood jayega. Ye hae hi aesa . sala rulata bahot hae leikn

Itna kah kar rudra ki ankhe geeli hone lagti hae. to deva use pakad ke gale se laga leta hae.

Diya - mae samjhi nahi rudra bhaiya isne kab rulaya aapko ? mujhe batao mae abhi iski khabar leti hu.

Rudra - hahahaha khabar wo to mae le hi chuka. Aate hi. Kyu deva

Deva ko rudra ki pitayi yaad aa jati hae. – abe chup kar na

Rudra bhi hans deta hae.
 
Vickey1211

Well-Known Member
7,591
16,026
188

Mast update h bhai
 
Killerpanditji(pandit)

Well-Known Member
10,268
38,662
258

Zabardast update dost
 
Nevil singh

Well-Known Member
21,150
52,928
173

Deva! Rudra, Neelam, Shalaka aur Nagarjun ko apne dharti wale pariwar se milwata hai aur Naglok jaane ki taiyari karta hai. Bahut behtreen update hai dost.
 
Top