• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy इच्छाधारी देव

Boby

Well-Known Member
2,720
12,965
159
UPDATE - 53


Aghori - rudraaaaaaaaaa tu to marega hi aaj aur tere madadgar ko bhi maruga mae……… itna kah kar aghori ne apni ankhe band ki aur us adrashya taqat ko dhundhne laga. To dev ne fir se uske paero ke paas dher sare saanp chhod diye jisse uska dhyan bhang hone laga wo dhyan tika hi nahi paa raha tha.



Aghori – mujhe thodi der dhyan lagane do fir dekho mae kya karta hu.



Rudra – sale gende itne saal dhyan nahi lagaya ab dhyan lagana hae tere ko. Ek kam kar tu dhyan laga itne me koi teri gaand mar ke chala jayega.



Dev ne ek bharpoor war kiya jisse aghori ke kandhe pe jabardast chot aayi. Poora kandha chhil gaya aur khoon bahne laga itne me dev ne ek aur shakti us pe fenk di jisse wo ondhe mooh jameen pe gira. Aur uski peeth poori khoon se rangne lagi. Lekin usne nilam ka hath nahi chhoda. Wo turant nilam ka hath majbuti se pakad kar………



Aghori – rudra tere madadgar kitni bhi koshish kar le mujhe kitna bhi jakhmi kar de lekin is nagin ka hath mujhse nahi chhuda payege. Aaj to isko chod ke hi rahuga mae. Fir dekhta hu tujhe aur tere madadgaro ko. mae abhi ja raha hu, kismat se tu to bach gaya lekin mae tumhe mout jaroor duga aur tumahri madad karne wala bhi mere hi hatho se marega filhal teri mahbooba le ke ja raha hu jiska maene itna intjar kiya hae. aur aaj iska koumarya bhang kar ke tujhe jeete ji tadapne pe vivash to kar hi duga ………. Itna kah kar aghori gayab ho jata hae.



Idhar dev ne bhi rudra ko waha se adrashya kiya aur use lekar nikal pada



poonam nilam ko lekar seedha basement me pahuchti hae. jaha nagarjun baetha tha.



Nagarjun - kaesi ho nilam ?



Nilam - nagarjun tum yaha ? ye kaun si jagah hae tum yaha kya kar rahe ho aur mae kaese pahuchi yaha?



N – shant ho jao nilam sare sawalo ke jawab mil jayege.tum baetho pahle.



Nilam - nahi Nagarjun wo khatre me hae hame waha jana hoga. Nagarjun rudra khatre me hae. us aghori ne hamla kar diya hae un par.



N – nilam shant ho jao. Rudra khud kaal hae us jase sekdo aghoriyo ka. Use kuch nahi hoga. Jarurat tumhe bachane ki thi aur tum bach gayi baki bacha rudra. Wo thodi hi der me yahi aayega. Yakeen rakho mujh par. Tum yaha baetho mae abhi aata hu.



Nilam waha bechaini me tahalne lagti hae. usne koshish ki lekin waha se nikal nahi pa rahi thi. Kyu ke poonam janti thi nilam wapas waha jane ki koshish jaroor karegi to usne basement ko bandh ke rakha tha jisse nilam nikal na paye. Varna waha deva ka game bigad jata.



Abhi thodi hi der hui thi ke waha rudra prakat hota hae.

Nilam daud kar rudra ke gale lag jati hae.



Nilam – rudra tum aa gaye



Rudra - ha nilam lekin tum yaha kaese pahuchi. Aur ye kaun si jagah hae hame to jungle me jana tha na.



Nilam - mujhe nahi pata lekin yaha nagarjun mila mujhe wo abhi bahar gaya hae.



Rudra – nagarjun ? wo sala chutiya yaha kya kar raha hae?



Nilam - wo sab mujhe nahi pata



Rudra kuch soshne lagta hae. aur achanak uski ankhe bhar aati hae.



Nilam rudra kya hua tum ro kyu rahe ho.



Rudra jor jor se rote hue ghutno ke bal jameen pe baeth jata hae. wo dahade maar maar ke ro raha tha. aur achanak apni dono bahe faila ke chilla kar…………..



Deeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeevvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvvv aaja yar kitna chhupega mujhse mae janta hu tere alava aur koi ho hi nahi sakta.



Tabhi waha dev aur poonam ek sath prakat hote hae. rudra jhatke se khada hota hae aur daud kar dev ke gale lag jata hae dev aur rudra dono hi ro rahe the. Idhar nilam aur poonam bhi ek duje se gale lagi hui ro rahi thi. Thodi der ke baad



Rudra – kitna rulayega be



Dev uska chehra pakad ke uske mathe pe chum leta hae – bikul nahi badla tu mere bhai.



Rudra - tu bhi nahi badla mere bhai aaj bhi tere seene se lag kar dil me wahi thandak mahsus hoti hae. fir rudra aur dev dono ek duje ko chhodte hae to dev aage bad ke nilam ke pas jata hae. aur uske sir pe hath rakh kar uska bhi matha chum leta hae to nilam rote hue dev ke seene se lag jati hae idhar poonam bhi aese hi rudra se milti hae. poonam aur nilam rudra aur dev se bahan ki tarah hi gale milti hae. ye unka pavitra prem tha jo sadiyo ke bichhde hone par aaj umad pada tha.



Dev – kaesi ho nilam ?



Nilam – kaese ho sakte hae hum aap dono ke bina, tum kya gaye dev bhaiya hamari to jindagi hi chali gayi bas sanse chal rahi thi. Ye to hame FB ne jeene ka maqsad diya aur ye dilasa bhi diya ke ek din tum logo se mulakat jaroor hogi. Isi aas me jee rahe the hum dono.



Rudra - A nilam chhod dev ko hame usse koi baat nahi karni. Rudra ne apna chehra saf karte hue mooh fula ke kaha.



Dev – kya bakta hae be?



Nilam - ye kaesi bate kar rahe hae aap mae to nahi chhodne wali inhe ab



Rudra - to thik hae tu mat chhod teri marji par mae isse baat nahi karuga.



Dev – abe pagla gaya hae kya? Tujhe kya ho gaya ?



Rudra - achha mae pagla gaya hu mae batau tujhe?



Dev – nilam, poonam tum dono door ho jao ye sand pagal ho gaya hae.



Itna sunte hi nilam aur poonam un dono se door ho jati hae aur haste hue in dono ko dekhne lagti hae.



Rudra - sale bahot bada pahalwan samajhta hae khud ko? Kya baka tha us din tune jab maene kaha tha sagai pe mujhe le chal

…… ha yaad aaya tune kaha tha ye to bas yu hi hae shadi saath me karege. Tu nilam ke maa bap ko mandir le ja. Maene kaha tha mujhe tere saath jana hae to nahi le gaya bada yodhha bana firta tha na tu? Kya hua wo sale do kaudi ke kaliye ne maar diya tujhe? Kyu nahi le gaya tha mujhe us din bol ?



Dev – dekh rudra mere bhai meri baat to sun tu……………



Rudra ne dev ko bina mouka diye ek jump li aur kick mari seedhi dev ko, dev ludakta hu door ja gira.



Dev – rudra dekh ruk ja varna achha nahi hoga.



Rudra – sale achha hua hi kya hae jo ab hoga itna kah kar rudra ne ek ghusa dev pe chala diya



Jisse dev ka poora jabda hil gaya “sale ek to chori upar se seena jori. Galti karta hae aur fir taav dikha raha hae. ruk teri to mae.

Rudra ne fir jump li aur dev ko ek kick mari dev fir ludakta hua gira



Dev – abe sale mae to teri hi bhalai kar raha tha na tu apne hone wale sasuraliyo ko mana karta to achha lagta kya. Ab maar kyu raha hae?



Rudra - pahle to khade ho ke baat karo gire pade hue nahi. Chal uth sale. Bhai bolta hae? sasuraliyo ko mana karna achha nahi lagta? Sale tera chhod ke jana achha laga tha kya? Aur ek ghusa fir padta hae dev ke mooh pe. Aur dev 10 kadam door ho ke girta hae.



Itne me poonam beech me aa jati hae.



Poonam - rudra bhaiya ruk jao na dekho meri baat nahi manoge.



Rudra - tum hat jao bhabhi mae ise aaj sabak sikha ke rahuga. Jis se ye fir kabhi mujhe yu akela chhod ke jane ki soche bhi nahi.



Poonam – rudra bhaiya jitna tum tadpe ho utna hi ye bhi tadpe hae tumahre liye. Tum dono ke liye. Pata nahi kitna roye hae ye inki ankho se nikle har ansu ki mae gawah hu. Tum dono se bichhad ke ye bhi khush nahi hue the, Na mae. Ab maaf kar do na inhe.



Rudra - thik hae bhabhi tum kahti ho to……. Abe ab pada kya hae neeche chal idhar aa.



Dev – nahi mae neeche hi sahi hu tu fir marega mujhe. Aur fir girayega.



Rudra – abe uth ke aa nahi to sach me maruga tujhe.



Dev uth ke khada hota hae



Rudra - Lagi to nahi na mere yar? rudra use fir se gale laga leta hae. mere yaar aaj ke baad mujhe akela chhod ke mat jana mae bhi mar gaya tha tujhe waha bejan dekh kar. Aaj bhi wo najara yaad kar ke apni hi aankhe fod dene ka jee chahne lagta hae. tu meri jaan hae tu sabse pahle baki sab baad me.



Dev – mae janta hu mere bhai tabhi to mae bhi tere bina aadha ho gaya tha na.



Rudra apne hath se wahi kada utar ke dev ko pahna deta hae. jo dev ne apne marne se pahle utar ke apne pita ko diya tha ye kah kar ke rudra ko de dena.



Rudra – ye le mere yar apna kada. Ise tab pahna tha jab tu hame chhod ke chala gaya tha. Aur aaj ise wapas tujhe pahna raha hu. Ise pahante hi mujhe har ghatna saaf saaf dikh gayi thi bina kisi se kuchh pooche mae sab jaan gaya tha.



Tabhi waha nagarjun aa jata hae – to mil liye aap dono? mujhe pata tha dev ki dhunai hone wali hae. isiliye mae andar nahi aa raha tha. Mujhse inki dhunai dekhi nahi jaati.



Dev – are nagarjun ye dhunai nahi iska pyar tha jiske liye mae sadiyo se tadpa hu. Aur fir kya dost ke marne se bhi kabhi dard hota hae? Chal khane ka intjam kar aaj sadiyo baad hum sab mil ke khayege.
 
Last edited:
Top