If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Meri mom ki tabiyat kaafi bigad gayi thi brother... Ab jaakar kuch theek hui hain woh..
Upar se work pressure... Life is tough right now,but i am getting there.. I hope ki jald hi yahan wapas aaunga mai...Finger crossed... 🤞
Finally logged in...kaafi dino se try kar raha yha par kisi reason se, wasn't able to pop back in...
Guys, lamba arsa guzar gaya...life ab thodi thodi smooth hone lagi hai... kuch minor hiccups ab bhi hain jinhe clear karne me laga hun...
Phir mujhe khud bhi is kahani ko ek baar dobara padhna...
Aata hun bhai online kyunki bas thodi der ka hi waqt milta hai din bhar me...i am trying.. jaise hi kuch resilience milega life me,kahani wapas shuru ho jaayegi...
Haan first chapter ka last update baaki hai jo usse jald hi complete karkar post kar dunga.
Thank you guys for being the best and the smoothest readers.... frustration aap sabki samajh raha hun mai par situation meri aap sab se thodi zyada frustrating hai...
But Hopefully jald hi sab back on track ho jaayega...
And for the story,kahani meri hai,puri hokar rahegi..
filhal ke liye mai...
Guyzz..nayi nayi shaadi hui hai abhi...likhne ka waqt filhal nahi nikaal paa raha hun mai...rukiya kuch din...jald hi first chapter ka last update likh kar post kar dunga...
Happy Holi guyzzz...
situation meri dheere dheere sahi ho rahi hai... hopefully April first week tak sab resolve ho jaayega...
one more thing... situation abhi bhi negetive hai par kyunki MAA ne commitment kiya tha isiliye 13th march ko shaadi hai meri...
normal rakha hai sab par i am getting...
Situation abhi bhi sorted nahi hai brothers...
Phir bhi beech me time nikaal kar first chapter ka last update post kar dunga...
But second chapter kab se resume hoga, certain nahi hun...
Sorry for the delay guyzzz...
life ne aisa jhatka diya hai ki usse ubharne me waqt lagna hi hai...
Kaam ki wajah se apne home town aur MAA se door rehta hun mai...par aaj mera woh ghar auction hone ke kagaar par hai...
FInance related issues the MAA ko..loan liya tha unhone par kabhi bataya...
AB TAK AAPNE PADHA KI LADHAYI ME SANEEL VERONICA KO BULLET HEAD SHOT KE THROUGH JAAN SE MAAR DETA HAI.
AB AAGE:-
(ETIOLOGY OF BEING GALATH)
CHAPTER 1
LAST UPDATE (PART-1)
DATE-1ST APRIL
CITY-DEHRADUN
PLACE-SANEEL'S RESIDENCE
ANJALIIII...CCOME...
us bade se underground room me...