If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Har ek ghatnakram ko jodkar likhne ka hunar aapki paidaishi hai ya aap apne aap ko samay ke saath behtar bana rahe ho.
Update ke baare kya hi kahen post mortam ke liya bahut se khusal chatr apki class mein moujood hai toh hum kis khet ki mooli.
Bus itna kehne ki jurat rakte hain ki panditji...
Bhai dil kush hua.
Arjun apne daadaji ke bharose rahta toh wo toh apne bhai ke prati prem ke chalte devaki ko bina saza diye azaad karwa dete. Ab faisla karengi kousalyaji.
SAB PE BHARI AADARSH NAARI
Mujhe toh is kahani ke asli pramukh kirdar hi kousalyaji lagti hai. Attet mein jo bhi ghati...
Namaskaar lekhak mahoday aur sabhi pathakonko......
Bahut dino baad ab hum network ke kshetr main aaye toh pichle saare pending updates do din mein padh liye aur aapke dar par dastak dene ki gustaaki bhi......
Shaadi se lekhar waaris tak ka updates mei ek baat notice kiya ki updates badte...
Suryakant ka kehar baras raha hai jungalo mein aur ye kya Naina ko teer lagi kya jo neeche gir gayi😲😲😲
Lekhak mahoday ne Neetu ko phir se bachaliya 👏👏👏
Ab dekha yeh hai ki jo tippani lekhak ne page no 17 aur 55 mein kiya tha usko kab poora karenge 😧😧😧
Lagta hai flashback lambi janewali hai...
Aap toh bade mahir khiladi nikle bhai..har ek scene ke kahani ko aise aise mod par rok dete hain ki padnewala agle update ka besabri se intazar karta rahe. Good thinking.
Ab toh sab tarf ke situation set hai agle update se action shuru hone ki hi der hai bas.
Kaali aur bhabani apne aap ko...
Very good story and nice improvisation of each character. Very much impressed with ur writing skils and for the first time reading about a character of Neetu which is superb.
Very thrilling and sexiting ( not exiting n't confusing ) and eagerly waiting for next.
👌👌👌🖒🖒🖒💓💓
Simple aur waqt ke anusaar likha gaya update hai. Aur mera bhi wahi prasn tha jiske uttar aapne professsor ke review ka ullekh karte huye kaha hai. Zar zar bahti nadi ke samaan kahani ko ek tahrav ki avashyakta bahut badi baat kehdi.
Par ek baat abhi bhi kaye jaa rahi hai Sanjiv ke sasuralwale...
Ek parivaar ki shadi ko lekhar apne vichar prastut karnewali samaajik gharelu vartalaap bara yeh update behad sundar hai. Honewale sasur aur damaad ke bheech ka sankshipt vartalaap bhi adbut hai. Ab bhabhiyaon ka saara dhyaan sirf annu par...........what next ?
Ab pata chala manyavar SHIKSHAK bhi reh chuke hain aur ARTIST bhi. Isiliye is PYAAR 100 baar naamak novel pe aapki pakad itni mazboot hai.
Ek SHIKSHAK ko language aur kya likhna hai......kaise shabdon ka istamaal karna hai pata hota hai. Aur ek artist toh hi hai kalpanaon ka saagar apnea mann...
Kahani ek dum adbut aur romanchak hai. Padte padte agar hum apne manasikta mein apke dwara likhe gaye drishyon ki kalpana karle to ek avismaraniya jod ban jayega. Aapki kathan padte mujhe ek writer ki jhalkiya nagar aati hai jise bohot log pa's and karte hain. Aap north ke ho aur woh writter...