If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
Shandaar update
Aapne kaha tha ki Rakshash jo hota ta banta hai wo ek seedha saadha sadharan sa ladka hota hai baadi me uske sath kuch bura hota hai jiske karah wo apna badla lene ke liye Rakshash banta hai ,per yaha toh wo Rakshash pahle bhi 2 baar aa chuka hai but uska pata nahi lag paya hai...
Kya such me Ravinder singh Raj ke papa se bhi jyada powerfull the, waise bol toh wo khud rahe the ki unke paas uper waale ki di huyi aseem taakat hai
Ye toh wakai me jabardast hai agar Roy industry me pata chal gaya ki Ravinder singh jail se bahar aa gaya / bhaag Gaya hai toh hadkamp ho...
Shandaar update
Kya Ravinder Singh yaha per milenge ya nahi ,itni tight security hai yaha per ,hona toh yahi chahiye Ravinder singh
Aur ye har baar Raj ko dream me jo dikhta hai ki wo charo taraf se ghira hua hai uske charo taraf teer liye bahut saare log khade hai ,ab toh lag raha hai ye koi...
Update aa gaya aur humko pata nhi chala
Bhai ye deepu ne aakar saare fight ka maza bekaar kar diya
Waise ye kaun sa yaddast wapas aaya hai Raj ka ki wo kabhi deepu ban jaayega toh kabhi Nirwana ,maine toh aisa pahli baar dekha hai ki kisi ki yaddast jaane se wo ya toh wo sab kuch bhool jata...
Shandaar update
Ye Raksha kaun tha aur wo jab kisi ki baat ko nahi maan raha tha toh jab riva ne hath jod kar prarthana kiya tab wo bina kuch bole hi chala gya ,kaun tha ye ....? Kya yah dev tha ..? Ya phir koi aur ..?