Dopahar ho gai thi ,razia ne khana bandha aur apni beti fiza ko awaz di
,beti fiza ja tu khet me khana dekar aa
Fiza-amma mai nahi jaungi ,mujhe abhi sima ke ghar jana hai,
Bahar razia ka sharabi aur nikamma pati, khat par baithkar hukka pi raha tha,razia Sochi ise hi bol du,khana...