Update 26
Inspector kya ya mushoor a & d business company ki owner hai vishwas nahi hota itni choti umar main itni saflata hassil kar li hai
Inspector disha sa tu kya is ladki par case darj nahi karna
Disha –nahi inspector
Insepector par kyu isna tu appka bhai ka khalifa itni sazish rachi phir bhi aap isa bacha rahi hai
Disha –kyunki ya hameri hi behan hai
Inpector shock tu phir isna apna bhai ka khilfa jhoota ilzam kyu lagya
Disha ya ek lambi kahani hai aap bas ya jan lijya ki ya iska baara main nahi janti thi is karan ya sb hua
Insepector all right ab aap log ja sakta hai hum jaisa hi bahar aya
Disha na vakil ko yaha ana ka thanks kaha or vakil chala gya
Maina disha sa ya A&D COMPANY KA KYA CHAKRA hai or main or tum uska owner kb bana jabki sara ab bhi huma ajeeb si nazaro sa dehk rahi thi
Disha- bhai is baara main hum baad main baat karenga ab yaha sa chalet hai lekin tabhi sara disha sa didi ya humra bhai kaisa laga
Disha – tu nahi janti kyunki tune inha kabhi ghar par nahi dehk to tu kaisa pechanagi ya hai prince bhai
Jaisa hi disha na prince naam liya us kuch kuch yaad ana laga kyunki disha prince ka baara main sara sa baat kya karti thi jb sa sara disha ka ghar main aya thi par sara na kabhi uski na to photo dahki thi or na hi kabhi ussa baat ki thi jo us jaanti
Sara -mujsa bhai muja maaf kardo muja nahi pata tha ki aap hi mera bhai hoo
Main -sara sa ismain teri koi glati nahi or tune to kabhi muja nahi dehka or tu to hamesha mujsa door rahi na maina tumha kabhi dehka tu phir tu kaisa glat ho sakti hai chal rona band kar or ek vada kar ki mera yaha hona ka raaz tu kisi ko nahi batyagi
Sara- thik hai bhai ya raaz hum logo ka vich main hi rehaga
Disha na usa gala laga liya or maina dono ko or hum nikl gya clg ki taraf disha na muja drop karka bhai us vc. Ko maina clg sa nikal diya hai or us sapna madam sa aapko jo badal lena hai jaldi la lena nahi tu phir uski halaat main khud klhaarab kar dongi
Main –uski koi jarrut nahi us main handle kar longa ab tu ja
Disha or ek baat bhai koi bhi baat ho jyo tu pls aap muja phone kar dena nahi tu mujsa bura koi nahi hoga
Main haa meri maa tujse bura bhala koi ho sakta hai or wo nikil gya ghar ki taraf jabki main hostel ki taraf jaisa hi main hostel ki taraf jar aha tha sb muja dhk hairana tha khaskar suraj ,anil or jeeva or unka kuch dost unhone muja ata dehka vaisa hi akashy or aman ko phone karka sb bata diya
Akashy aman na unha shant rehna ko kaha or bolo baad main dehk langa lekin suraj pura gussa main tha phone katna ka baad suraj iski behen na hi isa bachya hai or ya dehk laga kaha raha hai hum aaj raat hi isa maza chikyanga
Sb thik hai suraj bhai
Main -apna room main jaisa hi pounch sonu monu muja dehkkar bahut khush hua main unka gala mila
wo dono- hma to laga tha ki aj hmna tuja kho diya hai
Main asa kaisa abhi to tu dehk us madam ka kya haal karonga uska baad maza ayaga
Sonu or us ladki ka
Main –usa tu chodo para ussa ab koi lena dena nahi hai
Sonu lekin bhai us aman ki behan na aapka liya vc. Ko yaha mara or apna bhai or behano ko bhi jb maina ya suna tu meri aankho main aanso aa gya ki disha mujsa itna payaar karti hai ki mera liya usna itna sb kuch kiya….
Sonu –bhai bataoo na usna asa kyu kya
Main kyunki –wo meri behan hai
Sonu monu- ya sunkar shoked ho gya dono ek saath kya sach main agr wo teri behan hai iska matlab
Main -haa jo tum soch raha hoo aman mera bhai or sara meri behan hai
Dono -chup hokar muja hi dehk raha tha..
Ab chalta hai mera ghar yani ki disha ka ghar clg main jo kuch bhi hua tha aman na aakar pura pariwaar ko sb mircha lagakar suna diya or disha na sara or us pr haath utya ya bhi baata diya…sb gussa sa disha ka hi wait kar raha tha pr disha to chali gyi thi muja chodna or jb wo sara ka sath ghar pounchi tu kya hua uska liya padta prince the devil or hero next update main