- 3,531
- 7,345
- 159
thanks ayush bhai.. bahut khel li pubg.. abh dimag lagao.. yaha par..Nice update toh akhirkar seema ne saare padav par karke ravi ko bacha hi liya phool ne seema se uski jaan ki kurbani mangi thi joh seema ne bhari thi lekin yeh seema jinda kaise hai kahin ring me seema ki atma ko kaid karke khud seema ke roop me toh nahi aayi agar aisa hua hai toh mere khayal se ravi ko paas ring nahi honi chahiye ya aisa bhi ho sakta hai ki phool ne ravi ko kisi mayajaal me phasaya hua jisme ravi seema se mil raha hai for next
seema ko kya hua hai.. ya kuch hua bhi nai.. me kuch nai batauga.. story ke plot ke anusar hi likhuga.. app batao.. kiski chal hai.. phool ki.. ring ki.. ya kaal ki...