If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.
mujhe mp keshav chacha ke ghar tak pahunchney mey 5 se 6 din lag gaye abb kaise kaise pahuncha ye phir kabhi__ filhaal mai ghar pahuncha toh chacha nahi theyy __ padosi ne bataya ki wo kal bhi aa sakte h parso bhi aa sakte h __ isiliye mai bahar jnha wo apni gaadi kadi karte h mai wnhi raha __...
itna toh mujhe maloom tha jab mai gir raha tha__ tab neechey patthar jhadiyon se ragadte unn par girte mai neechey gir raha tha__ par achanak mera sharir hawa mey mujhe mahsoos hua uske baad mai behosh ho gaya__
jab meri aankh khuli tab maine khud ko ek takhat pe leta paya__
Mai bolna toh...
Thoda waqt nikal ke hero ki pichli kahani thode short mey jaan lete h taaki aage ki kahani padhne mey aasaani ho aur samjh mey bhi aaye___wo bhi hero ki jubani tab dadi zinda thi
______________________________
place-- malini mention jisse sab ki nazar se chupp ke ajay ne malini ke liye banwaya...
abb ghar jau ya hospital __ kyuki ab tak toh sab sahi jaa raha h__
main abb unhe khushkhabari de du aakhir uss din unko hee toh call kiya tha __ aaah maaa
maine apna phone nikala aur call laga diya__
Par mere bolne se pahle hee ek aawaz aayi..
aawaz-- hum jeet ke bahut kareeb h kundan bete...
Haa guru ji maine ye story fb pe aadhi se kam hee padhi thi__ isiliye mai isse apne tareeke se likhne ki koshish kar raha hoon phir bhi thodi chook ho gayi__ par koshish h sab sahi ho jaaye__
raat kaafi ho chuki thi mgr maine kamar kas lii thi__
mai seedha uss ward mey gaya jnha uss lady ka pati admit tha jo kal raat ko mili thi__
wnha hall mey kaafi bed pade hue theyy sab pe mareez aur sath mey unke ghar wale ek do doctor aur nurses dekh bhaal ke liye ghoom rahi thi__
par mujhe...
Uss function mey jo bhi hua tha bholu ko pata tha__ isiliye usne usse baat bana ke kahi magar rachna toh all ready bholu ko kuch bhi nahi samjhti toh wo uski kisi bhi baat ko seriously nahi leti beshak ye baat sahi thi jo usne kahi thi aur rachna ko bhi pata thi phir bhi wo uski baat ko ignore...
shaam ho chuki thi mahfil lag chuki thi party hall mey bheed aani suru ho gayi thi kuch khud se aaye theyy kuch ko paise deke bulaya gaya tha__
idhar se rachna bhi pahunch chuki thi__ aaj wo specially vidhayak ke liye sajh dhaj ke gayi thi__
par ynha vidhayak apni aane wali musibat se bachne...
Har raat ki ek subah hoti h__ par aaj ki subah ki baat hee kuch aur thi__
Mai utha kisi ke uthane se jab maine muh utha ke apna dekha toh wo raat wali lady thi..
lady-- utho dekho koi tumhara intzaar kar raha h__
me-- mera intzaar bhala mera intzaar ynha kaun karega.
lady-- Arre wo dekho...
maine ek lambi saans lee aur ghar se bahar nikal aaya__
raat ke 10 baj chuke theyy gali bilkul shant thi__ samne road pe gaadiyaan aa- jaa rahi thi__
maine sar pe gamcha baandh liya taaki khud ki personality ko thoda hide kar saku__
mai paidal hee chalte hue road ke kinaare chaala jaa raha...
udhar road pe vidhayak ki kaali suv apni raftaar mey daud rahi thi__
vidhayak-- aaj kya lag rahi ho rachna darling ummuumm
rachna -- hato bhi kanhi bhi suru ho jaate ho__
vidhayak-- kya karu darling tum ho hee itni namkeen ki shwaad liye bina mann nahi mantaaa__
rachna-- aaj hum knha jaa...