Bhai hamesha ki tarha aik dum jhakaas update tha or bhai raj ne vidhiya ko saza kese de raha apni samjha se ye bat toh bahar hai or ap ne ye likha hai toh kuch soch k he likha hoga or Yar chanchal ka sach jalde he Lao ghar walo k samnay or mujha toh lagta hai chanchal he pari hogi or payal or ruchi toh bilkul he nhi ho sakti hai or payal k liye toh guru g ne khud kaha tha jesa tum chahti ho beti wesay he hoga jab uss ki Chacha ki ladki ne kaha tha apni shadi k liye or payal ka muh utar gaya tha usay daikh k kaha tha........
Or 2ri bat guru g ne ye bhi kaha tha payal ko k tum raj ki takaat ho tum hamesha USS k sath he rehna kisi bhi parasthiti main