ye sale tommy ne bhi kya kismat payi hai .. ek dum mast bhabi mili hai ...
ab ye jaadugar ka kya lafda hai .. ispar itna kyu focus kiya ja raha hai .. Raj ko bhi dr. chutiya ke saath reh - reh kar bina baat ke pange lene mein mazaa aane laga hai ..
Raj ka focus jaha hona chahiye waha to hai nahi .. jis-se iske pure pariwaar ko khatra hai .. usko dhundna chahiye .. magar bhaisaab yaha jaadugar ki tricks ko solve karne mein apna dimaag khapa rahe hai ..
puri shaadi itne aaram se nipat gayi .. magar Bhairav singh ka jikr nahi aaya kahi bhi ...
aur muzhe nahi lagta ki Rahul ki voyeurism ki bimari poori tarah theek ho chuki hai .. kyonki ye ek condition hai .. jisko kuch hadd tak to control kiya ja sakta hai .. magar puri tarah isko jadd se nahi mitaya ja sakta .. par vo ab khud ke bedroom mein hi camera laga kar khud ki hi bf bana kar dekh sakta hai .. otherwise Raj to hai hi ... he he
