- 12,120
- 33,476
- 259
Koshish karungi aaj de du sham takWaiting for next update
Koshish karungi aaj de du sham takWaiting for next update
Bahut bahut dhanyawad jiGreat dhamakedar update
Tushar aur Rajesh ne bacha liya sabhi ko
Rajni ko maut mili apni hi beti par Anjali ghayal ho gayi but thik hai sabhi chandigadh pahuch Gaye hai Anjali ne apni business firse takeover kar liya hai aur ab Suresh aur soniya kya karenge
Tushar bhi Kamal aur komal ko lekar chal Diya hai dehradun lagta hai komal ko fansa raha hai Tushar
Dekhte hai aage kya hota hai
Keep writing
Koshish kar rhi hu thoda sa bacha h likhne se agar likh pai to sham ko jarur dungiAaj aayega update Riya ji
Nice update
Lekin esi kahani bhi kaha milti he es liye bola ki abhi kahani end na kare
Kahani me koi naya mod lado or age badne do.....![]()
Very very good update mja agya waiting for next
Bahut jabardast action maja aa gaya Tushar ne Ajay , Suresh ,Sohan sabko maja chaka diya khaskar Ajay ko bechare ko pichakari Jo kharab kardi aur kya planning Kari hai Tushar ne manage bahut acha kiya hai ye acha hua Rajani raand mar gayi aur Anjali ab Chandigarh pahunch gayi hai aur sab branch head ko bulaya hai jisse Alka aur Varsha bhi mil lenge Anjali se aur hero ne kafi had tak Komal ko sochne par majbur kar diya hai dekhte kab Tak hero se bachti hai
Nice update
Lajawaab behad hi shandar update
Ab to bas agale update ka intezar hai kab aayega
Please thodi jaldi dena
Zabardast..rajani ko usse saza mil gai sahi raha..ajay ka sath bhi sahi hua...yash ko galti ka ahsaas hua hai lekin derr bahut ho gai abb...anjali puri company takeover kar legi...underworld interesting dekhta abb kya drama hoga..
Jabardast update
Tushar ki photo yash hi de sakta hai Suresh chopda ko
Thank you. Story achha hai yaa bura..yeh to main nahi keh sakta..jab bhi aapko time mile to padh kar zaroor batana plsthanks.
riya singh
Yar riya update ka size or badhao lagatar padhte rahne ka man krta hai ...
बहुत ही शानदार और दमदार अपडेट
Amazing update
Ye Update 46 me likha tha iska raaz nahi khula Versha ne kya kiya tha? Body double usi ka plan tha?
Waise ye body double wala concept mast laga mujhe, Soniya ab shayad hi apne raaz Tushar ko batayengi
Bahot hi jabardast update, ek dushman to out ho gaya Rajni
Baki Ajay aur Yash to lagta hai ab is lafde me nahi padenge, aur Tushar ki identity bhi wo dono hi jaante hai to shayad hi wo Soham ko kuch batayenge
Idhar wo do anjaan ladki abhi bhi anjaan hai, shayad unka kuch aacha role hoga tabhi aise waqt par wo bhi in pariwar ke saath me hai
Overall is pure update me Tushar ko hi fayda hua, jabardast update tha raaz khule bahut se.. ab dekhna ye hai Company meating me Sumit aur Anjali kya kya karte...
Shandaar update
Excellent update dear![]()
![]()
Bahut hi lajawab ab Chandigarh me kya hota hai dekhte hai![]()
Badhiya update... To ajay lachhar ho gaya. Yash lagta nahi ab kuch bataiyega tushar ke bare me
Jabardast Lajawab update
wah maza aa gaya action dekh kar
tushar aur rajesh ne sabhi ko bacha liya
aur tushar aur anjali bhi dimag wale hai tushar ki identity samne naa aaye iska pura khayal rakha gaya
rajni apni hi beti k haatho maari gay marna hi tha
ajay to bekaar ho gaya ab yash ki baari par sadma laga hai ya bachne ki koi kosis dekhna hoga
anjali sidhe apne company ko takeover karne ja rahi hai
soniya and party to bokhala gaye hai ab kya karte hai dekhne hai dono parties
keep going
Thank you Madam.
Puri bollywood film ban gayi yeh story.. Madamji.. Ek badiya se script lekar pahunch jao mumbai koi producer jaroor mil jayega.. Aur hume ek acchi film..
Tushar ne ek hi jhatke. Main sab badal. Diya...
Ab sayad komal bhi kuch soche Tushar ke bare main..
Alka ko Shambhala hoga usee varsha aur anjali mil kar dekh lenge.
Par anjali apna, seema, deepa aur tushar ka sach kisi ko na batyae. Par varsha bahut tez.. Kaise chupayegi yeh dekhna hai
Bahut kuch ghatta aur bahut kuch ghatetga
Sayad picture abhi baki hai
300 par karne ki hardik shubhkamanaye dear
Shandar update
Very INCREDIBLE update riya singh
Bhai wah mja aagya aaj ke DHAMAKEDAR update me
Ab or jada ky bolo
Bs ab aage or ky or kaise krti hai ANJALI or TUSHAR ye dekhne ki ichaa bhot teej hogy hai meri
waaah Riya ji ek dum mast aur jhakkass update tha padkar maja aa gya aur agle update ka besabri se intezar hai
Shandar update
Congrats for complete 300 pages
Nice update dear
Nice
Haaye kya gajab karte ho, har update me humari jaan le lete ho, kasam se yr kya mst likhte ho aap, lagta hi nai ki story padh rha, kabhi kabhi lagta hy khud hi Tushar hu, sb mere sath hi ho rha, hahaha
Aur sbse badi bat regular update krte ho aap, aur har reviews ka barabar jawab dete ho, itna kaise kr lete ho sb, kyonki sbki apni personal life bhi hoti hy yr![]()
Woow![]()
Nice update
Yash aur Ajay wapas aa Gaye hai aur chandigadh pahunch Gaye hai Suresh ko Anjali ke baare pata chal Gaya hai
Tushar ko bhi pata chal gaya Anita ki madad se
Varsha ko shayad Puri baat pata nahi ki Tushar Anjali ki family se hai
Komal aur Kamal ko Tushar ne fansa Diya hai ab dekhte hai soniya kya karti hai unko bachane k liye
Keep writing
Gajab
Great update
Suresh ne sabhi ko pakad liya hai aur lagbhag saare dushman ek jagah hai
Tushar aur Rajesh Azad hai wo unko bachane aa hi jayenge
Varsha ko Sumit se Anjali aur Tushar ke bare me pata chal gaya hai wo ab unki side me hi hogi isliye Tushar ki madad ko tayar hai
Komal aur Kamal ko lekar kaha ja Raha hai dekhna padega filhal to lagta hai Tushar ya Rajesh pahunch Gaye hai farmhouse par
Keep writing
Waiting for next update
Great dhamakedar update
Tushar aur Rajesh ne bacha liya sabhi ko
Rajni ko maut mili apni hi beti par Anjali ghayal ho gayi but thik hai sabhi chandigadh pahuch Gaye hai Anjali ne apni business firse takeover kar liya hai aur ab Suresh aur soniya kya karenge
Tushar bhi Kamal aur komal ko lekar chal Diya hai dehradun lagta hai komal ko fansa raha hai Tushar
Dekhte hai aage kya hota hai
Keep writing
Aaj aayega update Riya ji

Koshish karungi aaj de duWaiting for next update dear
Umeed karti hu Aaj pura krke de duWaiting for next update