- 8,268
- 12,812
- 189
Main: "Pehli baar tumhain kaale rang k ilawa kisi aur rang k kaprron mein dekha hai.... acha lag raha hai ye rang tum pe." Main ne Zari k jaane k baad ussay dekhte houy kaha.
Tuba: "Thanx bhai." Us ne muskura kar jawab diya.
Main: "Yaar akele mein to bhai mat kaha karo." Main ne dheemi aawaz mein kaha.
Tuba: "Koun.?" Us ne bhi dheemi aawaz mein poocha.
Main: "Ab ye bhi bataana parre ga k koun." Main ne ussay sar se pair tak dekhte houy kaha.
Meri baat sunn kar Tuba ne apna sar jhuka liya aur main ne dekha us k honton par halki halki muskurahat thi jo kaafi achi lag rahi thi.... abhi main us ki aur us ki muskurahat ki tareef karne hi wala tha k Abu kamre se bahar nikalte houy dikhaai diye.... unhain dekh kar main ne apna rukh tv ki taraf morr diya.
Abu: "Kaisi ho Tuba beti..... ab kaisi tabiyat hai.?" Abu ne sofe par bethte houy kaha.
Tuba: "Ab main bilkul theek hoon." Us ne muskura k jawab diya.
Abu: "Achi baat hai..... acha Tanveer kab tak aa raha hai.? agar wahan se koi nahi aa raha to Sajid tumhain tumhare ghar chorr aata hai." Abu ne tv dekhte houy kaha.
Tuba: "Tanveer bhai aaj 7 bajje ki garri se rawana hain Karachi k liye In******** subah tak pohanch jaaenge." Us ne mujhe dekhte houy kaha.
Abu: "In*********." Abu ne kaha.
Us k baad kuch khaas nahi hua.... phir hum sab ne khaana khaana aur thorri der aik saath beth kar tv dekha aur phir apne apne kamron mein sone k liye chale gaye.
Kamre mein dakhil hone se pehle hi main ne apni jaan Uzma ko massage kar diya tha.
Sms Chat:-
Uzma: "As*********M kia haal hai.?" Thorri der baad us ka massage aaya.
Main: "Wa**********M acha haal hai. Tum kaisi ho aur kia kar rahi ho.?" Main ne poocha.
Uzma: "Main theek hoon aur bas abhi abhi bartan dho kar aai hoon apne room mein." Us ne jawab diya.
Main: "Ghar mein sab kaise hain.? aur meri Saali sahiba Salma ka kia haal hai.?" Main ne poocha.
Uzma: "Ghar mein sab heek hain aur aap ki Saali sahiba Salma bhi theek hai.... Abu k saath gali mein walk karne gaai houi hai." Us ne jawab diya.
Main: "Gali mein walk par..... main kuch samjha nahi.?" Main ne poocha.
Uzma: "Wo asal mein hum Abu k saath dinner karne k baad gali mein walk karne jaate hain." Us ne jawab diya.
Main: "To aaj tum nahi gaai.?" Main ne poocha.
Uzma: "Nahi.... aaj Salma ki baari thi..... aik din wo Abu k saath jaati hai aur aik din main un k saath jaati hoon." Us ne kaha.
Main: "Hahahahahaba ye kaisi walk hai aik din biwi aik din saali..... hum ne to Wajid ki duty lagaai houi hai Abu k saath walk par jaane ki." Main ne kaha.
Uzma: "Is mein hansne waali kon si baat hai aur aap nahi jaate walk par.?" Us ne poocha.