Ye sex wali ansuiya thi... Sayad yaha ye pari ka roop li hui hai.... Lekin yaar kya romantic romantic laga rakhe ho... Jiss wajah se rajkumar yaha aaya tha uska to abhi tak kuchh pata hi nhi chala... Uss aurat ko wada kiya tha ki unke bacho ko lake dega... Itne dino baad to unke zinda rahne ki bhi sambhavna n rahi to layega kaha se bacha ke... Or wo ladki kaha gai... Jo jitu ko apna pati bta kar gaon walo ko lut rahi thi... Kya wo divya thi jo bahar jaa ke aise karti thi roz... Or wo ladki koun thi jo uss barish wali raat bheegti hui jitu ke sivir me aa gai thi... Or wo koun thi jo sabno me aati hai... Bahut sare kafiyan chhuti hai... Judegi kab.... I am waiting for next