• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Mahagatha - Sadhna, Sadhak, Shaktiya aur dragons

Status
Not open for further replies.

ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,414
28,383
218
•°UPDATE 73•°

Recap -

Avantika : "Aaj.., kya hum bas lunch karenge.. ya phir.. , Manu ke parents se shadi ki baat bhi karenge..?

Rajyavardhan : "Auntie ne hume kuch der pehle hi dikha diya tha ki Shisht Family me final decision wahi karti hai. Ab chunki Auntie apne favour me hai, to hum Shadi ki baat unke saamne rakh sakte hai. "

Pichhli seat par baithi Saanvi, apne parents ki baatcheet sun rahi thi. Kuch kehne ke liye uske honth khule.. lekin usne apne parents ko beech me nahi toka.

"But.. mai uss "stupid uncle" se shadi nahi karna chaahti."
Car ki khidki se baadalo ko dekhte hue.. Saanvi soch rahi thi.

AB AAGE :-

Rajyavardhan aur Avantika ke beech ho rahi baatcheet ke vipreet, Manas ke pariwar ke chaaron sadasya chup the.

Peechhe ki seat par baithi dadi, abhi bhi gusse me thi. Aur ho bhi kyu na, akhirkaar.. , itne important din par Manas aur Anvi ka ~1 ghanta late ho jana.. dadi ko bilkul bhi acha nahi laga!

Kahin dadi aur gussa na ho jaye.. is dar se, Manas aur Anvi ne baatcheet shuru karne ki himmat nahi ki.

Black Chevrolet me baithi Saanvi ki tarah, Manav bhi udte safed badalon ko dekh raha tha aur apne vichaaron me khoya hua tha.

Baharhaal, dono cars shahar ke beech me maujood Starlight Restaurant pahunchi, donon parivaaron ne ek-dusre ka phir se abhivaadan kiya aur fir, ek waiter unhen unke reserved compartment tak le gaya.

Sabhi baithe, aur Manas ne pehle se hi decide kiya hua menu waiter ko saump diya..

Fir usne Rajyavardhan se baat karna shuru kiya,

Manas : "Apki family ne meri maa ka itna dhyaan rakha, unki bahut dekhbhaal ki.. iske liye mai apka bahut aabhari hu. Aaj mai aur meri wife, apki family ke prati apna aabhar jatana chaahte hai. " 😊🙏

Pehle, Dadi ke gusse ke kaaran, unhen introduction ke liye samay nahi mil saka. Aur isliye.. ab unhen ek dusre ko apna parichay dene ki jarurat thi.

Manas ne khade hokar apni baat jaari rakhi,

Manas : "Mai Manu ka dad, Manas Shisht hu. Aur ye.. Manu ki mother, Anvi Kapoor hai,"

"Nice to meet you !"

Rajyavardhan ne haan me sar hilaaya aur khade hote hue aage kaha,
"Mai Sani ka father Rajyavardhan Maurya hun. Yein Sani ki mom, Avantika Maurya hai. Aur.. yeh meri beti Saanvi Maurya hai.
Manu ki tution ki wajah se, school me Sani ki performance me bahut improvement hua hai." 😊

Apne pita ki baat par bura muh banate hue Saanvi ne socha,

Saanvi (man me) : " Performance improve hui hai?? mere mid-term ka to abhi result bhi nahi aaya. . bade log kitne dramebaaz hote hai!! " 🙄

Avantika : "Mr. Shisht and Mrs. Kapoor, donon famous scientists hain jinki, sabhi respect karte hain. Hume nahi pata tha ki aap Manu ke parents hain.. , aapse milna humare liye bahut sammaan ki baat hai!" 😀

(Jahir hai ki yahan Avantika ne jhooth bola.. kyuki Dragon king Rajyavardhan ne Manav ki poori kundli jaanne ke baad hi apni beti se uska rishta joda tha - starting ke updates)

Manas : "Mai bas kuch research kar raha hun, aur.. abhi bhi ek famous scientist banne se bahut door hun," 😅

Rajyavardhan ke ghar me mili punishment ke baare me so sochte hue Manas ka chehra thoda laal ho gaya tha.

Anvi : "Mr. and Mrs. Maurya, kya karte hain..?

Rajyavardhan : "Hehe, mai ek chhota businessman hun, and meri wife ek chhota design studio chalati hai." 😃

"That's great," 😊

Manas ne vinamrata se uttar diya.

Lekin Manas jaanta tha ki Rajyavardhan ne vinamrata - vash aisa kaha tha. Rajyavardhan ke ghar ke interior decorations ko dekhte hue, Manas ko pata tha ki Rajyavardhan, koi aam businessman nahi tha.

Halaanki, Manas ko is baat ka ehsaas nahi tha ki Rajyavardhan ki company vaastav me, famous Shaurya Group thi, jiske ander kayi industries aati thi. Saath hi yeh. . desh ki sabse pramukh machinery manufacturing companies me se bhi ek thi.

Iske alawa Avantika ke design studio me lagbhag ek darjan employees the aur ye bas ek mini-company thi. Parantu, designer circle me uske studio ki achchi khasi reputation thi aur saath hi uska studio , desh ke top 6 interior design studios me gina jaata tha.

Khair.. wapas aate hai compartment ki taraf,

Anvi, Saanvi ko dekhte hue muskurayi, aur Avantika se poocha,

Anvi : "Apki daughter to bahut beautiful hai. Kya ye middle school me hai? " 😊

Avantika : "Ji haan. Yein 8th class me hain. But ye studious (padhaku) student nahi hain.. isliye humne Manu ko inko padhane ke liye kaha, " 😄

Anvi : "Hehe~ I hope.. ki humare Manu ne apko jyada pareshaan nahi kiya hoga.. " 😃

Avantika : "No.. not at all! Manu to bahut smart aur sensible hain. Mai to unhe bahut pasand karti hoon and.. mere husband bhi. Manu ek bahut achche damaad banenge," 😊

Anvi ko is baat ka ehsaas nahi tha ki Avantika is topic ko lekar kitna serious thi. Isliye, usne bas hanste hue kaha ki Manu ko to abhi bhi bahut kuch karna hai.

Avantika : "I am sure ki Manu apko achche se follow karenge aur.. apki tarah ek great scientist banenge. "

"No ! No !"
Anvi ne turant apna haath na me hilaaya aur jawaab diya,
"Manas aur mai donon science field me hain aur jaante hai.. isme career banana bahut mushkil hai. Isliye humne use kabhi bhi science padhne ke liye force nahi kiya. Hum donon to bas yahi chaahte hain ki wo.. ek tention free simple life jiye. "

Anvi ki baat par Avantika ne sehmati se sar hilaaya aur.. woh Anvi ke uttar se behad santusht bhi thi.

Asal me Avantika ko chinta thi ki Manav, apne maata-pita ki tarah apna saara time aur energy apne kaam me laga dega aur Sani par dhyaan nahi diya karega. .

Anvi : " Aapki Sani bhi bahut sundar aur smart hai. I'm sure ye bhi ek din kuch bada karegi. " ☺

Avantika : "Hehe, 🤭 unke present academic performance ko dekhte hue, hum unse jyada kuch expect nahi karte hain. Hum.. bas yahi ummeed karte hain ki unki life ek aam ladki ki tarah ho aur unhe ek achchha sa husband mile jo unse bahut pyaar kare.. "

( Aapko doubt ho raha hoga ki kyu Dragon Queen apni princess ke liye ek aam life chaahti hai? Ye sab Saanvi ki safety aur uski khushi ke liye hai, aage hum ache se jaanenge)

Anvi : "Sani abhi bas 8th grade me hai. To.. abhi se unke husband ke baare me sochna.. thoda jaldi nahi hai?”

Avantika : "Nahi.., aisi baat bhi nahi hai ..." 😅

Lajeez dishes ke aane ka wait karte hue, donon maayein apne bacchon ko lekar bada interest lete hue baat kar rahi thi.

Aam public ki nazar me Anvi Kapoor ek rahasyamayi female scientist thi. Lekin vaastav me, andar se weh ek saadharan maa thi jo apne bachche ke baare me baat karna bahut pasand karti thi.

Anvi aur uska husband, donon famous scientist the, lekin unhone apne bete se jyaada ummeeden nahi thi. Unki life bhale hi behad garima- poorn aur aam public se bahut upar thi.., lekin, aisi life jeena bahut kathin tha.

Manas aur Anvi donon ko ummeed thi ki Manav ki life bahut simple aur jyada aaraamdayak hogi.

Agar unka ye 👆 sochna nahi hota to ve, apne contacts ka upyog karke, Manav ka bright future banane ke liye use America, Europe ya Japan ki world famous universities me bhej dete.

Isi beech, Manav humesha low profile raha.. usne kabhi bhi apni suvidha ke liye apne parents ke bade naam ka sahara nahi liya.
Usne khud se kadi mehnat ki, middle-high-higher secondary school khud ke dum par paas hua, aur.. ant me raashtray star par famous Chennai University me admission liya.

Beshak, Manas Shisht aur Anvi Kapoor ka Manav naam ka ek beta hai... ye koi secret baat nahi thi. Chennai municipal corporation ke kuch officials Manav ke baare me jaante the, lekin ve log in donon scientist ke swabhaav se bhi achchi tarah se waakif the aur unhen khush karne ke liye kuch bhi nahi kar sakte the.

Jahaan.. Anvi aur Avantika ek-doosre se ghul-mil gayi thi. To wahin.. table ke Dusri or baithe Rajyavardhan aur Manas, typical pitaon ki tarah apne-apne kaam ke baare me baat kar rahe the. Chunki unmen se koi bhi ek- dusre ke profession ke baare me jyada nahi jaanta tha, isliye un donon ki baatein formal lag rahi thi. Ve maaon ki tarah itna jaldi ghul-mil nahi paye.

Ab bache Manav aur Saanvi.. , to table ke aamne saamne baithe ye donon apne parents ki baatein sun rahe the aur beech - beech me ek dusre ko dekh rahe the.
Halaanki, unke maata-pita ki baaton ke topic badhte jaa rahe the lekin, ye donon chup hi rahe..

Jab dishes serve ki jaane lagi, to Manav aur Saanvi khaane me busy ho gaye, jo.. unke liye apne parents ki baatcheet me shaamil na hone ka badhiya bahana tha.

Ye dekhkar ki, Rajyavardhan aur Manas abhi bhi ache se ghul-mil nahi paaye hai, Avantika ne naya topic nikalte hue Manas se poochha,

Avantika : "Aap to bahut busy rehte honge, aur.. kya aap.. aksar foreign bhi jaate rehte hai..?"

Manas : "Ji.. , humara research ke liye kabhi-kabhar foreign jaana ho jata hai, but hum jyadatar samay apni country me hi rehte hai. Halaanki, Anvi aur mera maximum time labs aur research institutions me nikal jaata hai.. jisse hum Manu par jyada dhyaan nahi de paaye.. :sigh2:

Luckily, Manu achcha ladka hai aur bahut independent hai,"

Avantika : "To phir.. apke paas Auntie ke liye bhi jyada samay nahi rehta hoga. "

Manas : "Humne maa ki dekhbhaal ke liye Shyam Ji ko hire kiya hai. Jab hum apni country me hote hai to hum.. usually maa ke saath rehne ke liye kuch samay nikaal lete hai. Lekin is incident (dadi ka behosh hona) ne humen ahsaas karaya ki humara ye arrangement sahi nahi tha... Anvi aur maine is baare me baat ki, aur.. humne decide kiya hai ki, ab hum ek professional care taker ko hire karenge jiska kaam bas maa ki dekhbhaal karna hoga,"

Dadi jo ab tak chup thi, achanak bol padi,

Dadi : "Mai apna dhyaan khud rakh sakti hoon. Mujhe kisi care taker ki jarurat nahi hai!" 😤

Avantika : "Mere paas ek suggestion hai. Chunki Auntie humare saath achchi tarah ghul-mil gayi hai aur.. aap bhi bahut busy rehte hai to.. Auntie humare ghar par hi reh sakti hai aur hum, ek-dusre ka khyaal bhi rakh lenge. " 😊

"Nahi..., ye theek nahi rahega," :noo:
Manas ne turant apna sar na me hilaya aur aage kaha,
"Hum aapko pehle hi bahut pareshan kar chuke hai.. aur ab hum aapko aur jyada burden nahi de sakte !"

Dadi : "Hmm, to mai bas ek burden hoon," :mad:

Manas turant dadi ki or muda aur unhe jaldbaaji me samjhaya,

Manas : "Maa.., mera wo matlab nahi tha ..."

Dadi : "Videsh se wapas aane se pehle aur Chennai me wapas aane ke baad tak, tumne mujhe sirf 2 baar phone kiya. Kya.. iska matlab yah nahi ki mai tumhare liye bas ek bojh hoon?”

Anvi ne dadi ko samjhane ki koshish ki,

Anvi : " Aisi baat nahi hai mom.. chunki Manas aur mai foreign se laute the, isliye humen Chennai University me lecture dene ke liye time nikalna pada, aur.. phir supervisor ne sabhi tarah ki media me humare interviews arrange kar diye..
hum itna busy the ki hume sone ke liye bhi jyaada time nahi mila..."

Lekin Anvi ki baat ko ansuna karte hue, dadi me apni shikayat jaari rakhi,

Dadi : “Mujhe kiraye ki dekhbhaal me chhod diya jayega. Aisa lagta hai.. ki mai.. sach me tum donon ke liye ek bojh hoon ..." 😒

Asal me, Manas apni maa ki bahut parwah karta tha, halaanki, har baar jab woh dadi ko phone karta tha, to dadi ek ghante se jyada samay tak phone par shikayat karti rehti thi, jisse uska busy schedule aur bhi busy ho jaata tha. Aur.. isliye jaise-jaise samay beet-ta gaya, Manas ne apni maa ko phone karna Kam kar diya..

Khair, Dadi ko khushi karne ke liye, achanak Anvi ke man me ek idea aaya,

Anvi (man me) : "Mom ko sabse jyada khushi Manu ki love life ke baare me jaankar milegi.." :idea:

Jaldi se weh Manav ki or mudi aur unse poochti hai,

Anvi : "Manu, jo cute ladki tumhare saath lectures attend karne aayi thi, woh tumhari girlfriend hai na!?" 😀

Update yahin tak.

Story me Judwa Beheno ka new character aana hai jinke naam ke liye maine aapse suggestions maange the.

𝐀𝐫𝐮𝐧 𝐑𝐚𝐭𝐡𝐨𝐝𝟏𝟏, 𝟏𝟏𝐬𝐭𝐞𝐫 𝐟𝐚𝐧 & 𝐤𝐢𝐲𝐨𝐭𝐚𝐤𝐚𝟎𝟎𝟕 bhaiyon ne bahut pyare pyare naam bataye 😍😍

Sabhi naam itne achhe hai ki mai select hi nahi kar paa raha hu to please help me by this poll :

Poll 3 : Quick poll : Judwa beheno ke naam ?? 👈 click here

:reading1: 🅁🄴🄰🄳,
🄻🄸🄺🄴 👍 🄰🄽🄳
🄲🄾🄼🄼🄴🄽🅃 📝 😄

To be continued.....
Excellent update
 
  • Love
Reactions: Shadow_Chaser

Ak47203

Well-Known Member
2,409
3,630
143

Awesome update
 
  • Love
Reactions: Shadow_Chaser

Amrit_#0

Active Member
1,723
3,739

Awesome update bro 💗💗
 
  • Love
Reactions: Shadow_Chaser
Status
Not open for further replies.
Top