• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Bepanaah Ishq (Completed)

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
23,121
46,502
259
Iska kyaa matlab hai. Rating de rahe ho kyaa
जितना मिल रहा है चुपचाप ले लीजिए।
ज्यादा की ख्वाहिश मत कीजिए।😅😂

आपने सुना होगा कि लालच बुरी बला है।😀😆
 
Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
बहुत हो बेहतरीन महोदय।।

ये नेहा तो नहा धोकर राज के पीछे पड़ गई है। उसे सोचना चाहिए एक बार कि जब उसके इतने प्रयत्न के बाद भी राज उसे देख तक नहीं रह है तो उसके पीछे अपना समय बर्बाद करने से क्या मतलब।
राज भी सोनल को और तड़पाना चाहता है। कहीं ऐसा न हो कि इसके चक्कर में फिर से कोई ऐसी रुकावट न आ जाए कि दोनों को दूर होना पड़े।।
Thank you

Sonal ka yeh tadapna inke beech doori nhi laayegi balki aur kareeb aayenge yehdono.
 
  • Like
Reactions: parkas

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
जितना मिल रहा है चुपचाप ले लीजिए।
ज्यादा की ख्वाहिश मत कीजिए।😅😂

आपने सुना होगा कि लालच बुरी बला है।😀😆
Ab kyaa karee hogye hai thoda lalchi
 
  • Like
Reactions: parkas

Jaguaar

Prime
17,679
60,240
244
Update 104
Raat ko dinner ke baad Aarav Raj aur Sonal Nandini ke kamre mein aajate hai aur function ke baare mein baat start karte hai.

Nandini: Maine saare family guest ki list banali hai. Tumlogo ko apne office se kisi ko bulana hai toh uska naam boldo. Phir kalse hi sabko invite karna start kardete hai.

Phir Raj aur Karan apne apne kuch guest ke naam de dete hai.

Nandini: Greattt. Toh ab batao party kaha hogi. Yaha ghar mein yaa kahi bahar.

Sonal: Bahar hi karte hai bhabhi. Ghar mein karenge toh surprise kaise denge.

Nandini: Hmm baat toh sahi hai. Toh phir ek achha sa hall book karna hogaa.

Aarav: Yeh kaam main aur Payal dekhlenge.

Nandini: Karloge naa.

Aarav: Ekdumm.

Raj: Main ek achhe se event organizer se baat karlunga. Woh saari taiyaari dekhlega.

Nandini: Tab toh hogyaa sab. Toh phir kal se kaam pe lag jaate hai. Kal se hi guest ko invite karna start kardengee.

Phir sab apne apne kamre mein aake so jaate hai.

Agle din Raj aur Sonal as usual apne college nikal jaate hai. Karan aue Nandini kuch guest ko invite karne unke ghar nikal jaate hai. Aarav bhi office nikal jaata hai.

Idher Neha subah jaldi uth ke Raj ke liye tiffin taiyaar karne lagti hai.

Neha: Kal ki galti ki maafi aaj unko apne haatho ka bana khaana khila kar lungi. Kisi ne kaha hai insaan ke dil ka rasta uske pet se hoke jaata hai. Toh main bhi Raj sir ke dil tak jaane ke liye pehle unke pet ko khush karungi.

Thodi der mein woh tiffin taiyaar karke college ke liye nikal jaati hai.

Aaj Sonal ne Raj ka tiffin apne paas hi rakha tha jo woh uaae recess mein dene wali thi. Kyoki woh nhi chahti thi ke phir se tiffin girr jaaye.

Recess tak class karne ke baad Sonal jaldi se Raj ke cabin ki taraf jaati hai usko tiffin dene ke liyee. Woh jaise hi cabin ke paas jaake door knock karke andar aati hai toh usko ek jhatka lagta hai. Kyoki Andar Neha pehle se hi maujud thi aur uske haath mein bhi tiffin tha jo woh Raj ke liye laayi thi.

Sonal Neha ko dekh kar thoda hairan hoti hai aur Raj ki taraf dekhti hai jo usko hi dekh raha tha.

Raj: Aao Sonal. Bolo kyaa kaam tha.

Sonal: Raj ko ghurr ke. Lagta hai aap abhi busy hai. Main baad mein aati hu. Mujhe thode sums mein doubt the.

Raj: Nhii main koi busy nhi hu. Neha toh mere liye tiffin leke aayi thi.

Sonal ko yeh sunke jhatka laga. Woh dono Neha ko dekhte hue bolti hai. Tiffinnnnn.

Neha: Haa. Woh kal mere se inka tiffin girr gaya tha naa. Isiliye main inke liye tiffin leke aayi hu. Par yeh accept hi nhi kar rahe hai.

Sonal: Thoda khush hote hue. Kisliye.

Neha: Bol rahe hai inhone apna tiffin laaya hai.

Sonal: Haa toh rehne do naa.

Neha: Par main jo itne pyaar se I mean itni mehnat se laayi hu uska kyaa.

Raj: Listen Neha. Maine tumhe ekbaar mana kar diya hai. Aur mujhe ek hi chiz baar baar bolna pasand nhi. Ab tum jaa sakti ho. Mujhe Sonal ko uske doubts samjhana bhi hai. Now you can leave. And first of all I am your teacher. So be in your limit. Raj ne yeh sab thoda serious tone mein bola tha jisse Neha aur kuch nhi bol saki. Aur Sonal ko ghurtee hue waha se nikal jaati hai.

Jaise hi Neha cabin se nikal ti hai Raj Sonal se bolta hai.

Raj: Aree khadi mat raho. Jaldi se tiffin do. Bhuk lagi hai. Iss ladki ne toh pareshan kardiya hai.

Sonal: Raj ka tiffin dete hue. Toh sidhe sidhe baat kyo nhi karlete aap.

Raj: Mujhe bhi ab yehi lag raha hai. Aajkal yeh kuch jyaada hi kar rahi hai. Aur isko choro abhi. Tumne khaa liya.

Sonal: Abhi kaha. Class khatam hote hi sidha aapke paas aayi hu. Ab karungi.

Raj: Thikk hai jao khaa lo. Phir chutti ke baad humhe event organizer ke paas chalna hai.

Sonal: Thikk hai.

Phir Sonal waha se sidha canteen mein aajati hai.

Idher Neha cabin se nikal ke sidha washroom aati hai aur gusse mein woh tiffin waha rakhe dustbin mein fhek deti hai.

Neha: Maine itne pyaar se aur mehnat se unke liye tiffin banaya aur unhone reject kardiya. Uparr se woh Sonal bhi waha beech mein aagayi. Itni bhi kyaa jaldi thi doubts clear karne ki. Kuch der baad karleti toh kaunsa usko kuch hojaata. Jab dekho tab Raj sir ke aage pichhe ghumti rehti hai.

Aur yeh Raj Sir bhi aaj kal kitne rude hoogye hai. Kis tarah uss Sonal ke saamne meri insult kardi. Par koi nhi. Aapko toh main paa ke rahungi. Chaahe kuch bhi hojaayee.

Aur ab mujhe uss Ms. Pagal se pehle iss Sonal ki gutthi suljhani hogi. Aajkal kuch jyaada hi Raj sir se nain mattaka hota hai iska.

Chutti ke baad Sonal nikal jaati hai uss jagah pe jaha Raj uska wait kar raha tha. Par aaj Neha uska pichha kar rahi thi.

Sonal thodi durr jaati hai ke usko samne khadi ek car ke mirror pe Neha dikh jaati hai.

Sonal: Yehh yaha kyaa kar rahi hai. Iska raasta toh dusri taraf hai. Kahi yeh mera pichha toh nhi kar rahi hai. Shayad haa. Par kisliyee. Haa hosakta hai Raj ke wajah se. Ab kyaa karuu. Kaisee isse pichha churau.

Abhi Sonal yeh soch hi rahi thi ke uske paas Raj ka call aajata hai.

Raj: Kaha ho. Jaldi aao. Humhe jaana hai naa.

Sonal: Aree kaise aau. Yeh Neha mera pichha kar rahi hai. Shayad isse shak hogya hai.

Raj: Iski toh. Achha ruko. Tum ek kaam karo. Tum uss turning point ke paas aao aur waha jo gaadi parking mein hai uske paas chupp jaao. Aur wahi rukhnaa. Main wahi se tumhe pick karlungaa.

Sonal: Thikk hai.

Phir Sonal thoda tezz chalke saamne turning point ke paas aake waha park ki hui gaadiyon ke paas chupp jaati hai.

Neha Sonal ka pichha karte hue jab uss turning point ke paas aati hai toh usse Sonal waha nhi dikhti.

Neha: Aree yeh kaha chali gayi. Abhi toh yehi thi. Achanak kaha gayab hogyi. Phir woh Sonal ko idher udher dhundti hai par woh usse nhi milti. Lagta hai nikal gayi. Koi baat nhi. Agli baar isse dekh lungi. Jara main bhi toh dekhu yeh roz kaha jaati hai. Kahi yeh Raj sir toh nhi milti.

Phir woh waha se nikal jaati hai apne raaste.

Neha ke nikalte hi Sonal bhi bahar aajati hai aur Raj ka wait karne lagti hai. Thodi der mein Raj aajata hai aur Sonal gaadi mein baith jaati hai.

Raj: Ek baat kahu Sonal. Ab shayad humhe college mein bata dena chahiye ke hum ekdusre ko jaante hai.

Sonal: Par isse sab humhe alag nazariye se dekhne lagenge. Hosakta hai koi koi isko leke baate banana bhi start karde.

Raj: Toh kyaa aise harroj chup chup ke aaogi. Kisi na kisi din toh pata chalega hi.

Sonal kuch nhi bolti bas chup chap baithi rehti hai.

Raj: Ab tum dekhlo. Tum ko bologi wahi karengee.

Phir dono nikal padhte hai event organizer ke paas.
 
Ajay

Well-Known Member
6,895
33,103
218

Nice update bhai
 
Destiny

Will Change With Time
Prime
3,965
10,660
144
Update 100
Kuch ghante baad inki chutti hojaati hai aur yehlog parking ki taraf nikal padhte hai.

Phir sab apne apne ghar ki taraf jaane lagte hai Sonal Ishita aur Payal ko chorkee.

Payal: Didi aap kaise jaayengi. Aarav toh aaya nhi abhi tak.

Sonal: Aata hi hogaa. Ruko usko call karleti hu. Yeh bol Sonal Aarav ko call karti hai.

Aarav: Bas 2 mins didi aagaya hu.

Sonal: Thikk hai. Main parking mein hi hu.

Phir call cut hojaata hai.

Ishita: Aaplog ruko. Main jaake apna gift le aati hu bhaiya ke cabin se.

Sonal: Ishita mera ek kaam karogi.

Ishita: Aap order dijiye.

Sonal: Apne bhaiya ko boldena main aur Aarav wahi intezaar karenge jaha woh karte hai.

Ishita: Thikk hai. Waise aap unko call ya msg karke bhi toh bol sakti thi na.

Sonal: Wohh actually unka phone maine todd diya thaa gusse mein. Ab kyo toda yeh mat puchnaa.

Phir Ishita waha se Raj ke cabin ki taraf nikal jaati hai.

Ishita: Bhaiyaa main andar aajau.

Raj: Hmm aao.

Ishita: Woh yeh gifts lene aayi thi.

Raj: Hmm le lo. Sonal kaha hai.

Ishita: Woh Aarav bhaiya ke saath wahi wait kar rahi hai jaha aap karte hai.

Raj: Achha thikk hai. Chalo ab chalte hai.

Ishita: Waise aapka phone kaise toota.

Raj: Sherni ko surprise dene ka bhugtan tha woh.

Phir dono chalke parking tak aate hai tab tak Sonal Aarav aur Payal chale gaye thee.

Ishita: Aapko chorr du.

Raj: Nhii tum jao. Main chala jaungaa.

Phir Ishita bhi waha se nikal jaati hai Raj bhi uss jagah ke liye nikal jaata hai.

Raj jab waha pahonchta hai toh dekhta hai Sonal Car ke bonet pe baithke uska wait kar rahi hai aur Aarav kahi bhi nhi hai.

Raj: Aarav kaha hai.

Sonal: Woh Payal ke saath chala gaya tha parking se hi.

Raj: Toh tum yaha tak kaise aayi.

Sonal: Udd ke. Off course car se.

Raj: Tumhe chalani aati hai.

Sonal: Driving license dikhau. Ab baithiye. Aaj car main chalaungi. Bahot dino ke baad mauka mila hai.

Phir Raj chup chap car mein baith jaata hai aur Sonal car ko ghar ki taraf bhaga deti hai.

Raj: Car toh achhi chala leti ho.

Sonal: Aree main plane udaa lu yeh car kyaa chizz hai. Abhi aap mujhe jaante hi kaha hai theek se.

Raj: Tumne kabhi mauka hi nhi diya.

Sonal: Mauka diya nhi jaata. Mauka le liya jaata hai.

Raj: Achhaa. Toh chalo sham ko ghumne chalte hai.

Sonal: Are you indirectly asking me for a date ?

Raj: Aree meri kaha itni himmat ke main Sherni ke saath date mein chal saku. Haa agar tumhe date mein chalna hai toh main ready hu.

Sonal: Firse flirting start.

Raj: Ab kyaa karee. Jab itni khubsoorat ladki bagal mein ho toh flirting apne aap hojati hai. Toh Ms. Sonal kyaa kehti hai aap chalengi mere saath ghumne.

Sonal: Sharmate hue. Soch ke bataungi.

Raj: Matlab mujhe intezaar karna hogaa.

Sonal: Jii haaa. Waise aap aaj subah hi kaise aagaye.

Raj: Mera kaam kal raat ko hi pura hogya tha. Toh socha kyo na subah jaake sabko surprise diya jaayee. Isiliye 1st flight pakad ke aagaya. Waisee tum kal itni baar call kisliye kar rahi thi.

Sonal: Wohh wohh wohh toh mainn wohh main actuallyyy...... Sonal aage kyaa bole usse samaj nhi aaraha thaa.

Raj Sonal ko aise dekh mann hi mann hasne lagta hai.

Raj: Meri yaad aarahi thi naa.

Sonal: Main kyoo aapko yaad karne lagi. Aap hote kaun hai.

Raj: Sonal ke kareeb aake. Achha toh main kuch nhi lagta tumharaa.

Raj ke aise kareeb aake bolne se Sonal ke dil ki dhadkan badh jaati hai aur woh Raj ki aankho mein dekhne lagti hai. Usko yeh khayaal hi nhi hota ke Steering wheel uske haath mein hi hai.

Raj: Madam agar aap saamne naa dekh meri aankho mein isi tarah dekhengi toh humara accident pakka hojaayega.

Sonal hadbada ke saamne dekhne lagti hai aur Raj muskura ke pichhe hath jaata hai.

Sonal ko bahot sharm aarahi thi isiliye woh ab koi baat nhi kar rahi thi aur naahi Raj ki taraf dekh rahi thi.

Thodi der mein dono ghar aajate hai. Sonal jhatt se gaadu se utar ke ghar ke andar bhagne lagti hai toh Raj usko bulata hai.

Raj: Sonal ek minute.

Sonal wahi rukh jaati hai par uski dil ki dhadkan badhh jaati hai.

Raj Sonal ke pichhhe aake khada hojaata hai aur bolta hai.

Raj: Agar tum sham ko jaane ke liye ready ho toh main chahta hu tum yeh dress pehen ke aana. Isse mujhe achha lagega. Yeh bol woh ek shopper Sonal ki taraf badha deta hai.

Sonal bina pichhw mudee woh shopper leke andar bhaag jaati hai aur sidha apne kamre mein jaake rukhti hai.

Sonal apne kamre mein aake bed mein baith jaati lambi lambi saansein lene lagti hai.

Sonal: Yeh car mein kyaa hogyaa mujhe. Main kaise ekdum unki aankho mein dekhne lagi thi. Wohh kyaa soch rahe honge mere baare mein. Aur main aajkal yeh kaisi harqate karne lagi hu. Pehle toh main aisi nhi thi. Yeh sab Raj ki wajah se horaha hai. Jabse woh meri zindagi mein aaye hai harchiz badal gayi hai.

Aur kaise unhone mujhe indirectly date mein chalne ke liye bola. Kitni sharm aarahi thi mujhe uss waqt.

Phir woh Raj ka diya hua shopper kholti hai toh usme se ek bahot sundar sa Anarkali suit nikalta hai.

Sonal: Manna padegaa. Raj ki choice sach mein bahot achhi hai. Pehle yeh Bracelet aur ab yeh dress. Ab unhone mujhe gift diya hai toh mujhe bhi toh unhe kuch dena chahiye naa. Par main kyaa du. Haa aaj maine unka mobile todd diya thaa unko mobile hi gift karungi.

Phir Sonal jaldi se fresh hoke nichhe jaati hai aur thoda sa lunch karleti hai aur apne kamre mein aajati hai.

Thodi der baad Nandini bhi Sonal ke kamre mein aajati hai.

Nandini: Ab bataiye Madam. Kab hua aapko mere Devar se pyaar.

Sonal: Bhabhi sach kahu toh mujhe bhi nhi pata chala. Unke saath rehte rehte masti mazaak karte karte kab main unse pyaar karne lagi. Jab jab woh mere kareeb aate hai mere dil ki dhadkan badh jaati hai. Aur jab woh mere se durr jaate hai toh ek ajeeb si bechaini hone lagti hai.

Unka mere liye care karna. Mujhe hasana mujhe kisi chiz se bura na lage yeh dekhna. Meri khushi ke kiye kuch bhi kar jaana. Meri respect karna unki yeh sab quality mere dil mein unke liye ghar kar gayi.

Nandini: Kyaa baat hai. Isi ko toh pyaar kehte hai jo kabhi bhi hosakta hai. Aur jab hota hai apne aas paas sabkuch khushal hojaata hai. Dil humesha nachhe gaane ko karta hai. Toh kyaa yeh pyaar dono taraf se hai yaa sirf tumhari taraf se hai.

Sonal: I don’t know bhabhi. Woh jis tarah se mujhse baat karte hai meri aankho mein dekhte hai usse toh mujhe bhi yehi lagta hai.

Nandini: Agar confirm nhi hai toh confirm karo. Wait kyo kar rahi ho. Kahi aisa na ho tum wait karti reh jao aur pichhe koi aur aake apna kaam kar jaaye.

Sonal: Aree aise kaise koi aur aajayega. Uski jaan naa le lu main.

Sonal me josh josh mein bol toh diyaa par baad mein usse samaj aaya woh kyaa bolgayi jiske woh woh sharma ke apna chehra chupaa leti hai.

Nandini: Haste huee. Achhaaa ji abhi se hi yeh haal hai. Achhi baat hai. Lage raho.

Sonal: Sharmate hue. Pleasee naa bhabhi. Aise mat boliyee.

Nandini: Achha achha thikk hai. Main chalti hu ab. Tum dekho sapne apne professor kee.

Yeh bol woh haste hue waha se nikal jaati hai aur Sonal pichhe sharmate hue reh jaati hai.

Thodi der baad sham hojaati hai toh woh Raj ke saatg ghumne jaane ke liye ready hone lagti hai. Woh achhe se makeup karke Raj ka diya hua woh Anarkali suit pehenti hai.

Kuch der mein hi woh ready hojaati hai phir woh apne kamre se Raj ke kamre ki taraf jaati hai jaha Raj uska hi intezaar kar raha thaa.

Sonal Raj ke kamre ke bahar aake door knock karti hai. Raj jaise hi darwaza kholta hai woh saamne dekh jamm sa jaata hai. Woh bas samne ek tak dekhe jaa raha thaaa. Usko koi hosh hi nhi thaa.

Sonal Raj ko uski taraf aise dekhta dekh bahot sharmaa rahi thi. Woh Raj se nazre hi nhi mila paa rahi thi.

Sonal: Nazre nichhe karke hi. Aisee kyaa dekh rahe hai aap.

Raj: Bekhayali mein. Husn pari ko dekh raha hu. Koi kaise itna khubsoorat hosakta hai.

Sonal: Sharmake. Ab aise mat dekhiyee mujheee.

Par Raj ko hosh hi kaha tha woh toh bas ek tak dekhe jaa raha thaa. Sonal Raj ko hila ke hosh mein laati hai.

Raj: Hadbada ke. Tum tum bas 10 mins wait karo main main abhi aata hu.

Raj ki aisi hadbahat dekh Sonal ko hasi aajati hai. Phir Sonal waha se nichhe aajati hai jaha sab Sonal ko dekh kar uski bahot tareed karte hai. Nandini toh Sonal ko pareshan karne lag jaati hai.

Thodi der mein Raj waha aajata hai aur woh Sonal ko leke nikal jaata hai.

💯 वा अपडेट की बहुत बहुत बधाई

Gift ka adan prdan k daur suru ho gaya raj ne sonal ko do goft diya aab sonal bhi raj ko gift dena chahti hai.

Raj ka diya dress 👗 Pahan jab sonal jab raj ke samne aaya to raj sonal ki khubsurti me kho gaya.

अदभुत अतुलनीय लेखन कौशल
 
Last edited:

Destiny

Will Change With Time
Prime
3,965
10,660
144
Update 101
Ghar ke bahar aate hi Sonal ne jidd pakad li ke car woh chalayegi.

Raj: Sonal aate waqt tum chala lena. Hum kaha jaa rahe hai yeh sirf mujhe pata hai naa.

Sonal: Mujhe nhi pata. Car toh main hi chalungi. Aur waise bhi pehle mujhe ek jagah jaana hai waha mujhe kuch jaruri kaam hai. Aap chahe toh uske baad car chala lena.

Sonal ki jidd dekh kar Raj mann mein sochne lagta hai. Ajeeb bachhon jaisi jidd hai. Jaise jaise hum paas aarahe hai yeh ekdum bachhon jaisi harqate kar rahi hai. Par iski yeh harqate bahot pyaari hai.

Pehle kaise ekdum chuimui si rehti thi jo main bolta tha woh karti thi jaise meri koi gulam ho. Par ab meri Sonal badal gayi hai. Apne pati pe apna haq jamati hai. Mujhse khul kar baat karti hai.

Aur yehi Sonal mujhe pasand hai. Bhagwaan kare yaadash aane ke baad bhi yeh aisi hi rahe.

Sonal: Kyaa sochne lagee. Jaldi se mujhe gaadi ki chaabi dijiye.

Raj: Thikk hai yehh lo. Par tumhe kaha jaana hai aur kyaa jaruri kaam hai.

Sonal: chaabi lete hue. Hai kuch. Aapko jald pata chal jaayega. Ab chaliye. Waise aapka woh mobile kaise toota.

Raj: Sonal ko ghurr ke dekhte hue. Ek Sherni ke haath lag gaya tha toh toot gaya.

Sonal: Haste hueee. Sambhal ke rakhna chahiye naa. Aur ab woh kaha hai.

Raj: Mere kamre mein padha hua hai.

Sonal: Thikk hai. Kyaa aap woh abhi ke abhi laa sakte hai.

Raj: Kyaa karogi uska.

Sonal: Uska visharjan karna hai. Jaaiye naa le aaiye.

Raj: Tumhe pata hai tum bahot jiddi hogyi ho.

Sonal: Khush hote hue. Sachh mein. Meri bachpan ki ichha thi main ekdin bahot badu jiddi banungi. Aaj meri woh ichha puri hogyi. Ab jaaiye leke aaiye.

Raj: Dheere se. Kis pagal se pyaar kar baithaaa.

Sonal: Kuch kaha.

Raj: Nhii jaata hu. Phir Raj apna mobile laane chala jaata hu.

Kuch der mein Raj woh toota hua mobile laake Sonal ko pakda deta hai.

Phir dono gaadi mein baithte hai aur Sonal gaadi ko chalane lagti hai.

Raj: Waise yeh dress tumpe bahot khubsoorat lag raha hai. Aisa lag raha hai jaise yeh sirf aur sirf tumhare hi liye bana hai. Tum bahot khubsoorat lag rahi ho.

Sonal: Sharmake. Thank you. Aap bhi achhe dikh rahe hai.

Raj: Shukriya. Waise hum jaa kaha rahe hai.

Sonal: Hum nhi. Main. Aap chup chaao gaadi mein hi baithe rahenge.

Raj: Matlab.

Sonal: Matlab samjhane ka mood nhi hai.

Kuch der baad Sonal car ko ek electronics showroom ke bahar rokh deti hai.

Raj: Tumne car ko yaha kyo rokaa.

Sonal: Aap kitna bolte hai. Aapko sab pata chal jayega. Par filhal aap yaha andar hi baithe rahiyegaa. Main kuch der mein aati hu. Aap yaha se hiliyega mat. Yeh bol Sonal car se bahar nikal uss showroom ke andar chali jaati hai.

Raj: Accident ke baad lagta hai iski sirf yaadash hi nhi gayi hai yeh puri ki puri badal bhi gayi hai. Kab kyaa karegi kuch pata nhi chalta. Bhagwan kis pagal se pyaar kar baitha hu main.

Idher Sonal shop ke andar aati hai shopkeeper bolta hai.

Shopkeeper: Aaiye Madam. Boliye kyaa dikhau.

Sonal: Ek achha sa mobile dikhaiye.

Phir Shopkeeper Sonal ko bahot se mobile dikhata hai. Jisme se Sonal ek mobile choose karti hai.

Sonal: Yeh wala de dijiye.

Shopkeeper: Ji Madam. Main abhi pack karwata hu.

Sonal: Ek minute. Kyaa aaplog data transfer bhi karte hai ek mobile se dusre mobile mein.

Shopkeeper: Haaa.

Sonal: Greattt. Toh yeh mobile toot gaya hai. Par chal raha hai. Aap iss mobile ka saara data transfer kardijiye uss mobile mein.

Shopkeeper: Thikk hai.

Sonal: Dekhiyegaa. Koi data loss naa ho. Aur sim bhi setup kardijiyega.

Shopkeeper: Jiii.

Phir Shopkeeper apne kaam mein lag jaata hai aur Sonal wahi khadi wait karne lagti hai.

Thodi der baad Shopkeeper Sonal ko dono mobile pakda deta hai.

Shopkeeper: Lijiye Madam hogyaa. Aap bas isme apne credentials set kardijiyegaa. Phir yeh start hojaayega. Aur yeh lijiye yeh purana wala.

Sonal: Saara data transfer hogya naa. Kuch loss nhi hua naa.

Shopkeeper: No Madam.

Sonal: Thank You. Phir Sonal bill payment karke nikal jaati hai aur car ke paas aajati hai.

Raj: Hogyaa tumhara. Ab bataogi kisliye gayi thi waha.

Sonal: Ufff kitni bechaini hai aapko. Yeh lijiye aapka woh toota hua phone jo ab aapke kisi kaam nhi aayega.

Raj: Aree kyo kaam nhi aayega. Isme mere bahot se jaruri chize hai. Isko repair karwalunga.

Sonal: Achha toh main iss naye mobile ka kyaa karu jo maine aapke liye liya hai. Yeh bol Raj ke saamne woh naya mobile rakh deti hai.

Raj hairani se Sonal ki taraf dekhne lagta hai.

Sonal: Aise mat dekhiye.

Raj: Tumne yeh kisliye liyaa.

Sonal: Bas aise hi.

Raj: Yeh galat hai Sonal.

Sonal: Aapne bhi toh mujhe gifts diye naa. Maine kuch kaha thaa aapko. Ab jab main aapko kuch de rahi hu toh aap aise karenge. That’s not fair.

Raj: Phir bhi Sonal. Iski koi jarurat nhi thi.

Sonal: Main aapke liye kyaa hu.

Raj: Mann mein. Tum toh mere liye sabkuch ho. Phir jor se bolta hai. Matlab.

Sonal: Matlab main aapki kyaa lagti hu. Humare beech kyaa rishta hai.

Raj: Tum meri sabse achhi sabse pyaari dost ho. Meri Girlfriend ho. Mann mein. Meri Patni ho.

Sonal: Toh aap apni iss dost ka iss girlfriend ka yeh gift le lijiye. Warnaa main bhi aapka diya hua gift aapko wapas kardungi aur abhi ke abhi wapas ghar chali jaungi.

Raj: Tum blackmail karna bhi jaanti ho.

Sonal hasne lagti hai. Phir Raj woh mobile le leta hai.

Raj: Thank You.

Sonal: Ab aap chahe toh gaadi chala sakte hai.

Phir dono ghumne nikal jaate hai. Raj Sonal ko leke unn jagah pe ghumne lagta hai jo specially Lovers ke liye the.

Sonal ko bhi Raj ke saath achha lag raha tha woh iss lamhe ko apne nayr naye naye pyaar ko enjoy kar rahi thi.

Dono uss naye Mobile se bahot saari selfies click karte hai. Raj specially Sonal ki kuch pictures click karta hai. Dono apne iss quality time ka pura faiyda utha rahe the.

Phir Raj Sonal ko leke ek achhe se garden restaurant mein aata hai jaha ek chota sa stage bana hua tha jisme kuch musician baithe hue the aur romantic sa music play kar rahe the. Beech beech mein Kuch kuch couples dance bhi kar rahe the beech beech mein.

Dono ko baithe kuch der hi hua tha ke Raj Sonal ke saamne apne ghutno pe baith jaata hai aur usse dance ke liye puchta hai.

Raj: Sonal can I have a dance with you. Kyaa tum mere saath dance karna pasand karogi.

Raj ka aise ghutno pe baith ke dance ke liye puchna Sonal ko bahot achha laga par usse bahot sharm bhi aarahi thi. Usne charo taraf nazar ghuma ke dekha toh sab unhe hi dekh rahe the.

Sonal ne bhi sharmate hue apna haath Raj ke haath mein de diya. Jisse waha baithe sablog taali bajaane lagte hai.

Musicians ne bhi ek bahot hi romantic ka music play kar diya tha aur mahaul ko aur jyaada romantic banane ke liye lights ko bhi dim kardiya gaya tha aur ek spotlight inndono ke upar de diya gaya tha.

Dono ekdusre ka haath pakde hue ekdusre ki aankho mein dekhte hue dance karne lagte hai. Dono uss romantic mahaul ko pura enjoy kar rahe the. Dono hi ekdusre ke dil ka haal jaante the par ekdusre ke saamne confess nhi kar rahe the.

Kuch der baad jab music band hota hai toh dono alag hote hai aur lights jal jaati hai. Waha baithe sablog taaliyan bajane lagte hai.

Sonal ko bahot achha bhi lag raha tha toh saath mein sharm bhi aarahi thi.

Phir dono apni table mein baith jaate hai aur apne dinner ka order de dete hai.

Raj: Toh achha laga ghum ke.

Sonal: Jiii.

Raj: Tumhare iss rukhe sukhe jawaab se toh lag raha hai tumhe maza nhi aaya.

Sonal: Nhii mujhe bahot maza aaya. Maine bahot enjoy kiyaa.

Raj: Dil se bol rahi ho yaa mera dil rakhne ke liye bol rahi ho.

Sonal: Ekdum dil se bol rahi hu. Mujhe bahot maza aaya.

Raj: Achhi baat hai.

Phir thodi der mein dono ka dinner aajata hai toh dono dinner karne lagte hai. Kuch der baad inka dinner bhi complete hojaata hai.

Phir Raj bill payment karke Sonal ko leke waha se nikal jaata hai.

Raj ko bina bataye sonal caar ko ek mobile shop par roka aur ek mobile khard laya. Raj ne lene se mana kiya to sonal ne use thoka.

Dono lovers ki tarha gumte rahe ant me pahuche ek restorent jaha Raj ke request par sonal ne Raj ke saath danch kiya.

अदभुत अतुलनीय लेखन कौशल
 
Luffy

Well-Known Member
7,017
29,006
203
Update 104
Raat ko dinner ke baad Aarav Raj aur Sonal Nandini ke kamre mein aajate hai aur function ke baare mein baat start karte hai.

Nandini: Maine saare family guest ki list banali hai. Tumlogo ko apne office se kisi ko bulana hai toh uska naam boldo. Phir kalse hi sabko invite karna start kardete hai.

Phir Raj aur Karan apne apne kuch guest ke naam de dete hai.

Nandini: Greattt. Toh ab batao party kaha hogi. Yaha ghar mein yaa kahi bahar.

Sonal: Bahar hi karte hai bhabhi. Ghar mein karenge toh surprise kaise denge.

Nandini: Hmm baat toh sahi hai. Toh phir ek achha sa hall book karna hogaa.

Aarav: Yeh kaam main aur Payal dekhlenge.

Nandini: Karloge naa.

Aarav: Ekdumm.

Raj: Main ek achhe se event organizer se baat karlunga. Woh saari taiyaari dekhlega.

Nandini: Tab toh hogyaa sab. Toh phir kal se kaam pe lag jaate hai. Kal se hi guest ko invite karna start kardengee.

Phir sab apne apne kamre mein aake so jaate hai.

Agle din Raj aur Sonal as usual apne college nikal jaate hai. Karan aue Nandini kuch guest ko invite karne unke ghar nikal jaate hai. Aarav bhi office nikal jaata hai.

Idher Neha subah jaldi uth ke Raj ke liye tiffin taiyaar karne lagti hai.

Neha: Kal ki galti ki maafi aaj unko apne haatho ka bana khaana khila kar lungi. Kisi ne kaha hai insaan ke dil ka rasta uske pet se hoke jaata hai. Toh main bhi Raj sir ke dil tak jaane ke liye pehle unke pet ko khush karungi.

Thodi der mein woh tiffin taiyaar karke college ke liye nikal jaati hai.

Aaj Sonal ne Raj ka tiffin apne paas hi rakha tha jo woh uaae recess mein dene wali thi. Kyoki woh nhi chahti thi ke phir se tiffin girr jaaye.

Recess tak class karne ke baad Sonal jaldi se Raj ke cabin ki taraf jaati hai usko tiffin dene ke liyee. Woh jaise hi cabin ke paas jaake door knock karke andar aati hai toh usko ek jhatka lagta hai. Kyoki Andar Neha pehle se hi maujud thi aur uske haath mein bhi tiffin tha jo woh Raj ke liye laayi thi.

Sonal Neha ko dekh kar thoda hairan hoti hai aur Raj ki taraf dekhti hai jo usko hi dekh raha tha.

Raj: Aao Sonal. Bolo kyaa kaam tha.

Sonal: Raj ko ghurr ke. Lagta hai aap abhi busy hai. Main baad mein aati hu. Mujhe thode sums mein doubt the.

Raj: Nhii main koi busy nhi hu. Neha toh mere liye tiffin leke aayi thi.

Sonal ko yeh sunke jhatka laga. Woh dono Neha ko dekhte hue bolti hai. Tiffinnnnn.

Neha: Haa. Woh kal mere se inka tiffin girr gaya tha naa. Isiliye main inke liye tiffin leke aayi hu. Par yeh accept hi nhi kar rahe hai.

Sonal: Thoda khush hote hue. Kisliye.

Neha: Bol rahe hai inhone apna tiffin laaya hai.

Sonal: Haa toh rehne do naa.

Neha: Par main jo itne pyaar se I mean itni mehnat se laayi hu uska kyaa.

Raj: Listen Neha. Maine tumhe ekbaar mana kar diya hai. Aur mujhe ek hi chiz baar baar bolna pasand nhi. Ab tum jaa sakti ho. Mujhe Sonal ko uske doubts samjhana bhi hai. Now you can leave. And first of all I am your teacher. So be in your limit. Raj ne yeh sab thoda serious tone mein bola tha jisse Neha aur kuch nhi bol saki. Aur Sonal ko ghurtee hue waha se nikal jaati hai.

Jaise hi Neha cabin se nikal ti hai Raj Sonal se bolta hai.

Raj: Aree khadi mat raho. Jaldi se tiffin do. Bhuk lagi hai. Iss ladki ne toh pareshan kardiya hai.

Sonal: Raj ka tiffin dete hue. Toh sidhe sidhe baat kyo nhi karlete aap.

Raj: Mujhe bhi ab yehi lag raha hai. Aajkal yeh kuch jyaada hi kar rahi hai. Aur isko choro abhi. Tumne khaa liya.

Sonal: Abhi kaha. Class khatam hote hi sidha aapke paas aayi hu. Ab karungi.

Raj: Thikk hai jao khaa lo. Phir chutti ke baad humhe event organizer ke paas chalna hai.

Sonal: Thikk hai.

Phir Sonal waha se sidha canteen mein aajati hai.

Idher Neha cabin se nikal ke sidha washroom aati hai aur gusse mein woh tiffin waha rakhe dustbin mein fhek deti hai.

Neha: Maine itne pyaar se aur mehnat se unke liye tiffin banaya aur unhone reject kardiya. Uparr se woh Sonal bhi waha beech mein aagayi. Itni bhi kyaa jaldi thi doubts clear karne ki. Kuch der baad karleti toh kaunsa usko kuch hojaata. Jab dekho tab Raj sir ke aage pichhe ghumti rehti hai.

Aur yeh Raj Sir bhi aaj kal kitne rude hoogye hai. Kis tarah uss Sonal ke saamne meri insult kardi. Par koi nhi. Aapko toh main paa ke rahungi. Chaahe kuch bhi hojaayee.

Aur ab mujhe uss Ms. Pagal se pehle iss Sonal ki gutthi suljhani hogi. Aajkal kuch jyaada hi Raj sir se nain mattaka hota hai iska.

Chutti ke baad Sonal nikal jaati hai uss jagah pe jaha Raj uska wait kar raha tha. Par aaj Neha uska pichha kar rahi thi.

Sonal thodi durr jaati hai ke usko samne khadi ek car ke mirror pe Neha dikh jaati hai.

Sonal: Yehh yaha kyaa kar rahi hai. Iska raasta toh dusri taraf hai. Kahi yeh mera pichha toh nhi kar rahi hai. Shayad haa. Par kisliyee. Haa hosakta hai Raj ke wajah se. Ab kyaa karuu. Kaisee isse pichha churau.

Abhi Sonal yeh soch hi rahi thi ke uske paas Raj ka call aajata hai.

Raj: Kaha ho. Jaldi aao. Humhe jaana hai naa.

Sonal: Aree kaise aau. Yeh Neha mera pichha kar rahi hai. Shayad isse shak hogya hai.

Raj: Iski toh. Achha ruko. Tum ek kaam karo. Tum uss turning point ke paas aao aur waha jo gaadi parking mein hai uske paas chupp jaao. Aur wahi rukhnaa. Main wahi se tumhe pick karlungaa.

Sonal: Thikk hai.

Phir Sonal thoda tezz chalke saamne turning point ke paas aake waha park ki hui gaadiyon ke paas chupp jaati hai.

Neha Sonal ka pichha karte hue jab uss turning point ke paas aati hai toh usse Sonal waha nhi dikhti.

Neha: Aree yeh kaha chali gayi. Abhi toh yehi thi. Achanak kaha gayab hogyi. Phir woh Sonal ko idher udher dhundti hai par woh usse nhi milti. Lagta hai nikal gayi. Koi baat nhi. Agli baar isse dekh lungi. Jara main bhi toh dekhu yeh roz kaha jaati hai. Kahi yeh Raj sir toh nhi milti.

Phir woh waha se nikal jaati hai apne raaste.

Neha ke nikalte hi Sonal bhi bahar aajati hai aur Raj ka wait karne lagti hai. Thodi der mein Raj aajata hai aur Sonal gaadi mein baith jaati hai.

Raj: Ek baat kahu Sonal. Ab shayad humhe college mein bata dena chahiye ke hum ekdusre ko jaante hai.

Sonal: Par isse sab humhe alag nazariye se dekhne lagenge. Hosakta hai koi koi isko leke baate banana bhi start karde.

Raj: Toh kyaa aise harroj chup chup ke aaogi. Kisi na kisi din toh pata chalega hi.

Sonal kuch nhi bolti bas chup chap baithi rehti hai.

Raj: Ab tum dekhlo. Tum ko bologi wahi karengee.

Phir dono nikal padhte hai event organizer ke paas.
Fantastic update
 
Top