• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Ek Hateli Lovestory ;) (complete)

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
23,121
46,515
259
अड़तालीसवाँ भाग
बहुत ही जबरदस्त और गुदगुदी भरा भाग
तो आखिर बारात अस्पताल से निकलने के समय से पहले हमारे लेखक महोदय ने कहानी को पढ़ने वाले सभी पाठकों को बारात में शामिल होने का निमंत्रण दिया जो हम सभी पाठक स्वीकार करते हैं।। और उन्हें धन्यवाद देते हैं। सबने अपनी अपनी जिम्मेदारी को बखूबी निभाया।।
कहानी बहुत ही अच्छी थी एकदम शीर्षक के माफिक जरा हटके।। मज़ा आ गया कहानी को पढ़कर।।
 
Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Prime
23,121
46,515
259
उनचासवाँ भाग एवं अंतिम भाग
बहुत ही जबरदस्त
अविनाश अकेला टेकड़ी पर बैठकर शराब पी रहा था। यश ने आते ही उससे उसके बांह पर बने टैटू के बारे में पूछा। तो अनिकेत बहाना बनाने लगे, लेकिन कोमल के जयमाल के समय अनिकेत की आंखों के आँसू यश ने देख लिए थे और उसे शक हो गया था।
अविनाश ने कबूल कर लिया कि वो प्यार करता है कोमल से, लेकिन अब कोमल उसकी भाभी है तो वो उसको भाभी वाला सम्मान देगा। बहुत बुरा लगा ये सुनकर की अविनाश भी कोमल से प्यार करता है। लेकिन अविनाश ने अपने प्यार का बलिदान देकर ये साबित कर दिया कि दोस्ती हमेशा प्यार से बड़ी होती है और यही यदि अनिकेत को पता चलता तो वो अवि के लिए अपने प्यार का बलिदान दे देता।।
बहुत ही जबरदस्त कहानी थी आपकी।
थोड़ा हटके लेकिन एकदम डटके।।
अगली कहानी की प्रतीक्षा में।।
 
11 ster fan

Lazy villain
2,961
7,004
143
Update 49
Epilogue

Din beet kar ab raat aa chuki thi, aniket aur komal parinay sutra me bandh gaye the aura b uske jivan ki ek nayi shuruwat hone wali thi… tekdi par aaj avinash akela hi party kar raha tha, uska sathi aaj waha nahi than a, wo shanti se beer ka eke k ghut le raha tha itne me piche se awaj aaya

Yash- kya avi seth ? akele akele party ?

Avinash ne piche palat kar dekha to yas uski taraf dekh kar muskura raha tha

Yash-kya bhai avi sirf aniket dost hai kyat era, hum nahi hai ?

Avinash- arey waisa nahi hai aao baitho

Yash- to fir aaj kya gum me rum

Avinash- ab kaheka gum bhai apne bhai ki shadi huyi hai aaj bas usi ki party kar raha hu

Yash-ha ye bhi sahi hai

Avinash- yash teko batau, ye sab yaade na aankho ke saamne kisi film ki taraf chal rahi hai, kya dhamal kiya hai hum logo ne par ab ani par jimmedari badh gayi hai, uski shadi ho gayi hai to0 aisa rukha rukha lag raha hai, ab wahi uski grihastio chalu ho jayegi fir kaka ka business ab use kaha samay milega na masti ke liye

Fir uske baad najane kitna hi samay avinash uske aur aniket ke kisse suna raha tha aur has raha tha, wo itna hasa ke uski aankho me pani aa gaya…

Fir yash bola

Yash-ek baat bata avi.. aniket ki jaymala hone tak to tu stage par tha fir baadme achanak kaha gayab ho gaya tha ?

Avinash- main kaha gayab hua tha bhai, arey ha yaad aaya wo baahar kuch kaam the to bas wahi dekh raha tha

Fir yash bhi beer ke halke halke ghut lete huye bola

Yash-ek baat bata pichli baar hum log tekdi par aaye the tab ani ko komal ke pyaar ka ehsaas dilane hi aaye the na barobar

Avinash- hao ye to pehle hi decided than a

Yash- hmm aur us raat propose kaarne ka bhi koi plan nahi tha barabar..

Avinash- hao na bhai, par aniket kuch sunne ko hi tayar nahi tha, bole abhi propose karega, mera to dimag hi kaam nahi kar raha tha.. sab kaise ekdum achanak hua tha

Yash hasa aur wo avinash ne dekha aur bola

Avinash- abhi has aa rahi hai par us time fat gayi thi bhai

Yash-nahi main uske liye nahi hasa..

Avinash- fir kyu hasa ?

Yash- avi tum jaanta hai na main umra me terese bada hu, tere se jyada duniya bhi dekhi hai, ek baar nahi do do baar pyaar bhi kiya hai..

Avinash- ha to..

Yash- aur pyaar ke mamle me bhi mera anibhav tere se jyada hai

Avinash- yash gol gol bate mat ghuma sidhe sidhe bol na kya kehna chahta ha tu

Yash ne ek pause liya aur usne avinash ka hath pakda aur uske shirt ki bahi per ki, avinash ke hath pe ek tattoo tha, yash bola

Yash- ye kya hai ?

Jispar avinash bola

Avinash-ye ye to mere naam ka hai A.K. avinash kanitkar

Yash- to tere is tattoo ke bare me ani ko malum hai ?

Avinash- nahi ?

Yash- kyu ?

Avinash- arey usme kya hai itna

Yash- bahut kuch hai, tum dono baal mitra ho na, tumko ek dusre ki har baat pata hai fir ye baat ani ko kaise nahi malum ?

Avinash- yas teko jyada ho gayi hai tu kuch bhi bol raha hai.

Yash- maine ye tattoo tab dekha tha jab hum aniket ko komal ke ghar ki diwar par chadha rahe the, acha ye sab chhod ye bata komal jab dulhan ban ke aayi tab maine teri aankho me pani dekha tha kyu ?

Avinash-arey wo pal hi aisa tha, main bhavuk ho gaya tha

Yash- fir ek baat bata, us raat aniket ka komal ko propose karne ka plan bana tab tune bataya tha ke komal ki room kaunsi hi, uske pitaji kitne baje ghar aate hai yaha tak ki komal jag rahi hogi ya soyi hogi ye bhi pata tha tujhe, itni infoi tere paas kaise ?

Avinash gardan jhukakar niche baitha tha aur yash bol raha tha

Yash – abhi jo tune ye sab apni purani yade batayi hai usne komal bhi thi par tune komal ka jikra ek baar bhi nhi kiya, jab pehli baar tune shravni ke propose aur aniket ke rangit talim ka kissa mujhe itne utsah se bataya tha tabhi mere dhyan me aa gaya tha ke us din na sirf komal balki tere dil me bhi pyaar ne janm le liya tha, teri komal se kya baat huyi ye bhi tune mujhe bataya aur jab tune komal ke vichar sune usidin tune decide kiya ke aniket ke pyaar ke liye agar komal shravni ke propose me madad kar sakti hai to tub hi komal ki madad karega use uska pyaar dilane me kyuki tu khud komal ko man hi man chahne laga tha, komal ke aansu bhi too tujhe hi dikhe the warna maujud to waha kai log the

Avinash ki aankho se aasu beh rahe the usne bas ha me gardan hilayi aur yash shant hua, jab avinash thoda shant hua tab yash bola

Yash- kyu kiya aisa ?

Avinash jabardasti muskuraya aur bola

Avinash- kyuki aniket sirf dost nahi hai mera bhai hai, bachpan se sath ai humlog , aur uske to aneko upkar hai mujhpar, aaj tak usne job hi mere liye kiya hai uske saamne to ye bahut kam hai, komal to abhi abhi jindagi me aayi thi re aniket aur mera sath to tab ka hai jab se hame chaddi bhi pehanni nai aati thi, sar pe baap ka saya nahi tha par umra me bhale hi mere hi itna tha par kabhi bhi mere bhai ke baap ki kami nahi mehsus hone di, aur bhai jinhe pyaar nahi milta unhe kuch nahi milta aisa bhi nahi hai yaar, mere paas mera anmol dost hai, mujhe mera pyaar na mila isse koi fark nahi padta, mere bhai ko uska pyaar mila ye kya kam hai ? aur ani ke dosti par to 1 kya 10 komal kurban karne ke pehle main 1 pal bhi nahi sochunga

Yash- arey par tum komal se….

Avinash ne yash me muh par hath rakh diya

Avinash- wo sab khatam ho gaya hai, shadi ki us pavitra agni me jal ke rakh ho gaya hai, aur ab komal sirf aur sirf meri bhabhi hai aur hamari sanskruti me maa ke baad bhabhi ka darja hota hai, main aba age padhne ke liye dusre shahar jar aha hu, ani ki aisi icha hai wo chahta hai ki main padhu aur mere liya uska shabd hi sab kuch hai, tumne ye baat aaj boli hai aage mat bola kyuki agar aisa hua to ye mere pyaar aur dosti ka apman hoga, tumhe priya ki kasam, aur ye bhi mat samajhna ki ye happy ending nahi tha arey bhai aniiket aur komal ki shadi happy ending se kam thi kya aur raha sawal mera to wo hai na adi usne mere loiye bhi kuch to socha hoga…

Avinash waha se utha aur khali beer ki botal wahi fodi aur nikal gaya aur jaye huye wo gar aha tha

Avinash- ye dosti hum nahi chhodenge, chhodenge dum magar tera sath na chhodenge…

Yash jate huye avinash ho dekh raha tha aur bola

Yash- pyaar karna to priya ne sikhaya tha par use nibhana aaj avi sikha gaya, pyaar karne wale to bahut dekhe the par dosti par pyaar nyochavar karne wala HATELA aaj pehli baar dekha, main to aaj tak is hateli lovestory ko ani ki samajhta tha ye to hateli lovestory avi ki nikli....

End…
Avinash ke Dil me komal ke liye pyar hai nhi beta wo attraction hai :slap: ....aur jaha Tak stage se chale jaane ki baat hai wo to hamne kaha tha ki komal ke aate hi sari larkiya aayengi so tu nikal apun akela line marega sabko:what2:.....aur jaha Tak tekdi par jakar bear pine ki baat hai to hua yu ki mere jimme thi daru batna aur ye Avinash sala chutiya aakar bolta hai ki Mai bear piunga sala usse badiya coca cola pile ya mu*....lekin ju know aadi Bhai wo pair pakad rone laga ki mujhe beer de do ek to mere maal ki shadi ho rhi uper se ju stage par larkiyo ko tadane bhi nhi de rhe.....ju know aadi bro ham bade dilwale hai so Maine bola ja putra ye Mutra sorry sorry ye beer pi aur g*** mara bsdk....aur ye Avinash Jo bol rha hai ki Anni ne bola hai ki dusare shahar Jake padane ko to hua yu ki Maine ye baat Jake Anni ko batayi Anni bahancho* behosh ki ye to ek n ek din komal ko koi na n koi plan bana ke paar Kar hi denga...ab Anni sala burka fad fad ke rone laga ab ju know Mai bada dilwala mere se dekha nhi gaya so Maine kaha ki dusare shahar bhej de sale ko...
 
Last edited:

11 ster fan

Lazy villain
2,961
7,004
143
Avinash- kyuki aniket sirf dost nahi hai mera bhai hai, bachpan se sath ai humlog , aur uske to aneko upkar hai mujhpar, aaj tak usne job hi mere liye kiya hai uske saamne to ye bahut kam hai, komal to abhi abhi jindagi me aayi thi re aniket aur mera sath to tab ka hai jab se hame chaddi bhi pehanni nai aati thi, sar pe baap ka saya nahi tha par umra me bhale hi mere hi itna tha par kabhi bhi mere bhai ke baap ki kami nahi mehsus hone di, aur bhai jinhe pyaar nahi milta unhe kuch nahi milta aisa bhi nahi hai yaar, mere paas mera anmol dost hai, mujhe mera pyaar na mila isse koi fark nahi padta, mere bhai ko uska pyaar mila ye kya kam hai ? aur ani ke dosti par to 1 kya 10 komal kurban karne ke pehle main 1 pal bhi nahi sochunga
Chal sale jab larki patati nhi to yahi philosophy pelete hai sab ...Bhai Mai aise 10-20 larki kurban Kar dunga aur unse sala ek larki patati nhi bahanchod 10-20 kurban karega sala Avi tu ek baat sach Bata ki komal kab Tere se pati be Jo tu kurban Karne Chala hai...lawada bahanchod yahi aage Jake apne ko sakht londa batate hai kyoki patati ek nhi kurban 1000 karenge....isiliye iss sale ko Maine stage par chadane nhi Diya...waha bhi bolta 11 ster fan Bhai aapne Jo aapne larki patayi hai usse Maine kurban Kar Diya aapke khatir ...chal hat lawada....
 
Naik

Well-Known Member
20,231
75,349
258
Update 48

Aniket ki shadi thi koi sadhi ghatna nahi thi, yash aur avinash ne mil ke akkhe gaon me patrika bati thi aur to aur college ke notice board par bhi cipka di thi taki sab ko ye baat pata chale ki aniket ki shadi hai isse akkhe college ko bhi is sadi ki khabar ho gayi thi aur sabhi log shadi me aane ke liye utsuk the, aniket ki baarat bhi top hatele tarike se hospital se nikalne wali thi to mashish bhai ne apni gadi nikali aur DARK WOLFKING Chinturocky ragish7357 ko leke sidhe hospital pahuche Mr.Marlega AverageNB waha pehle hi pahuch gaye the, yash aur avinash aniket ke kapde leke waha pahuche, hospital me sirf awaj hi awaj tha only kalla danga macha hua tha

Itne sab shor se siddharth pareshan ho gaya aur wo sabko shant karte huye bola

Siddharth-arey se sab kya chal raha hai tum logo ka ? hospital hai ye aurshadi sham me hai tum kya subah subah hi aa gaye ho ?

Tab chintu bhai aage aake bole

Chinturocky- ye baat aadi se pucho docter, usne 7 baje ka bola par ye nahi bataya ke subah ke 7 ya sham ke 7 isiliye hum log aa gaye hamari koi galti nahi hai isme

Siddharth-ruko usko call karta hu abhi

Aur fir siddharth me adi ko call lagaya (par iske paas mera number kaise aaya 🤔 kaun leak kiya mera number :cold: )

Siddharth-adi teko kuch akkal hai ya nahi hai, aur adha message kya deta hai be, ye sare log is vanar ke liye hospital me aa gaye hai aur bas dhingana macha hua hai, tu pehle idhar aa aur samjha sab ko

Adi- maine kaha adha messhage diya be aur jinko sirf shadi me aana hai wo sham ko aayenge ye to khas dost hai, par tu chinta mat kar meri canteen walo se baat ho gayi hai sabko udhar bhej de..

Fir siddharth ne phone cut kiya aur sabse bola

Siddharth-aap logo ko job hi masti Karni hai canteen me jake kari aur ye apne dulhe ko bhi le jao sath me..

Fir kyat ha sabne aniket ko kandhe par uthaya aur morcha nachte huye nikla canteen ki taraf

Ab waha ashish_1982_in bhai bhi pahuch gaye aur apne sath aate aate ek saloon wale ko bhi utha laye taki wo dadhi wagaira sab set karde aniket ki, an aniket bhi badhia dadhi cutting karwa se sahi dikh raha tha aura b dulhe ki tayari ke sath sath majak masti bhi shuru thi

Leon32- ani excitement mila ke aur chahiye :D

Aniket-O bhai main pair padta hu aapke wo baat mat nikalo yaar, ab to sari jindagi ka sabak mil gaya hai, ab aur koi excitement nahi chahiye

Idhar avinash ne sabko apne apne kaam baat diye the.. Nevil singh aur 11 ster fan shadi ki sari tayariya dekh rahe the aur SANJU ( V. R. ) bhai unke kaam ko supervise kar rahe the

Idhar marriage hall me bhi dhum dham shuru thi komal ki sari saheliya use gher ke baithi thi aur sath me thi Mahi Maurya ji, komal ko badhiya sajaya ja raha tha aur sath hi chedkhani bhi chal rahi thi

Mahi-aaj to komal ko aise tayar karenge ki aniket ki wicket gir jani chahiye…

Dusri taraf aniket bhi badhiya tari se ready ho gaya tha, uske ek badhiya jari ke wrok wali sherwani pehni thi aur sar pe feta pairo me mojdi, gale me ek sunder ka pehdal aur motiyo ki mala, aur ek resham ka dupatta sherwani me uper lekar dulhe babu tayar ho gaye the aur narayanrao sabko jaldi karne ka bol rahe the, avinash aur yash ne jab aniket ko dekha to dekhte hi reh gaye aur avinash jake uske gale lag gaya, aniket ko is taraf se dulhe ki poshakh me dekh kar yash aur avi ki aankho me khushi ke aasu aa gaye, dono ne aniket ko apne kandhe par uthaya aur baahar leke aaye, baahar band baja aur ek sunder safed ghoda tayar tha…

Aur ab nikli aniket ki baarat, ab baarat nikle to nagin dance to hona hi tha :D uske bagair baarat aage kaha badhne wali thi Mr. Nobody aalu Vikram Bhosle Dkumar sab badhiya band ke sath nachne ka maja le rahe the band wale baja baja baja ke pasina pasina ho gaye the par koi ruk hi nahi raha tha aur in sab me bhi ekbanda thoda piche chal raha tha aur wo the apne Lovingheart kya hai na bhai thoda kidnaping wale kand se naraj tha wo piche piche tha par dhyan rakh raha tha ke koi gadbad na ho..

Yash aur avinash ko to kisi chiz ka dhyan hi nahi tha aur fir aaya is desh ka nation shadi band wala gana ‘ye desh hai veer jawano ka’ aur uske baad jo baarat me dhamal huyi wo shabdo me vyakt nahi ki ja sakti yash aur avi ne narayanrao se kaha ke kaka aaj to eklaute bete ki shadi hai jalwa to dikhana padega fir kya narayanrao ke aisa jalwa dikhaya ke sab log bas unhe cheer kar rahe the

Akkha gaon baarat dekhne aaya tha aur apne pitaji ko istarah nachte dekh aniket bhi has raha tha..

Dekhte dekhte samay nikal raha tha aur baarat abhi adhe raste me bhi nahi pahuchi thi aur fir jab narayanrao ne gadbad jki tab jakar ye log marriage hall tak pahuche

Aur fir jo log marriage hall me the wo bhi nachne me shamil ho gaye jinme the hamare bade bhai nain11ster Naina Moon Light A-Star

Aniket ke ghodi se utarne ke baad sabhi log use badhiya stage tak le gaye..

Udhar komal tayar ho gayi thi aur uski sari saheliya use bata rahi thi ke aniket kitna smart dikh raha hai aur aniket ke bare me sun kar komal ke dil ki dhadkan badh gayi thi aur jab priya ne komal ko dekha to wo boli

Priya- kya baat hai komal, aaj to tera alag hi roop nikhar aaya hai..

Priya ki baat sunkar komal sharma gayi

Idhar aniket stage me pahuch chukka tha aur komal ko dekhne ke liye utawala ho raha tha aur uski najar idhar udhar ghum rahi thi tab avinash bola

avinash-jara sabar kar le bhai wo aahi rahi hai aise dhundh kya raha ai

Aniket-arey wo to aayegi hi par apna khasam khas jigli dost nahi aaya abhi

Fir avinash ne idhar udhar dekha aur bola

Avinash-wo dekh wo aa gaya, shaitan ka naam liya aur shaitan hajir

Ek ladka badhiya blue color ka kurta pehne waha aa raha tha badhioya raubdar muche pair me mojdi mathe me tilak wo haste huye aniket ke paas aaya aur aniket ne use gale laga liya

Use dekh ke Lovingheart ne apne paas khade bande se pucha

Lovingheart- ye kaun hai? Pehleto nahi dekha isko

Fir us bande ne 11 ster fan se pucha wo unhone bhi mana kar diya ki nahi jaante

Baad ne ladka avinash se mila aur avinash ne uski pehchan yash se karayi aur jaise hi yash ne uska naam jana yash sab se bola

Yash-arey bhailog yahi hai wo adi, isilne itna sataya hai apne ani aur komal ko

Bas itna sunna tha ke sabhi log adi ke paas pahuche aur maskhari me hi use pmaarne lage jinme sabse aage apne Lovingheart bhai the (bahut mara be kidnaping wale kand ke liye :cry: )

Adi- abe chhodo be

Ab bhale hi shravni aniket ki ex thi par shadi ka card use bhi diya tha, (bhedbhav nahi karta apun) wo bhi shadi me aayi thi aur sabko adi ko maarta dekh wo bhi chillayi

Shravni-maro isko mera naam kharab kiya hai pura kisi ko bhi naam batao to gobar bolke hasta hai wo

Sab has rahe the ha kuch notable members bhi the jo is sab ka maja dekh rahe the Naik Rahul Ajay Ramesh628 Vk248517 Rudrathakur DAIVIK-RAJ aur Ass_hish wo to bas raah dekh raha tha ke khana kab shuru hoga, ek aur banda tha jo kisi ke najar me nahi aaya par apna dhyan tha uspe Jaguaar bhai…

Itne me yash ne aniket ko apne taraf ghuma liya aur bola

Yash-anya aaj to beta gaya tu, komal aa rahi hai

Aniket ghumne wala tha par yash ne use ghumne nahi diya

Yash-arey itni asani se nahi barkhurdar, jara sabra karo wo paas aa jaye fir ghumna matlab dono pe eksath bijli gire

Komal dheere dheere eke k kadam chalte huye aniket ke paas aayi, wo bhi betab thi aniket ko is tarah dekhne ke liye, uske kareeb aate hi aniket ghuma, dono ki najre mili, aaju baju calta hua sara awaj mano unke liye tham gaya ho, us pal me sirf wo dono hi the, komal ke liye bas waha aniket tha aur aniket ke liye komal

Komal ne ek laal ghagra pehna hua tha aur usme wo kamaal lag rahe thi, sar par transparent ghunghat liya hua tha aur aniket man hi man soch raha tha ke acha hua ghunghat me se dekh raha hu direct dekhta to najane kya hota, komal ko dekh ke aisa lag raha tha mano koi rajkumari aayi ho, uski naak me phni huyi nath to jaanleva lag rahi thi hath me laal chuda, halka sa makeup kano ke jhumke, wo itni sunder lag rahi thi ke aniket ko lag raha tha ke komal hi hai ya koirajkanya jo swarg se sidha uske liye dharti par aayi hai, aniket use dekha hi raha aur komal ka bhi haal waisa hi tha, dono sabkuch bhul ke ekdusre ko dekh rahe the tab Naina ne unhe hila kar hosh me laya

Naina - arey tumhari hi komal hai wo ab use dekhte hi rahoge ka shadi bhi karoge shadi kar lo fir jindagi bhag dekhte rehna..

Shadi ki rasme shuru huyi par dono ka usme dhyan kaha tha, chori cori ekdusre ko dekhna shuru hi tha.. saptapadi(phere) ke samay jab komal ne aniket ke hath me apna hath diya to unki Jodi dekh ke sayajirao aur sangeeta ki aankho me pani bhar aaya, such aur dukh ka ek milajula pal tha wo

nain11ster aur bhai ne mangalastak gaye aur aniket aur komal agni ki sakshi me shadi ke pavitra bandhan me hamesha hamesha ke liye band gaye, kaushalya ki to khushi ka koi thikana hi nahi tha aaj..

Jaymala hone ke baad fir shuru hua khane ka karyakram (ab jisko jo jo pasand hai imagine kar lene ka wo sab tha shadi me :D ) aur kam aniket aur komal khana khane baithe tab sab ne aniket ko komal ke lie kuch kehne ko kaha tab aniket bola

Aniket- pyaar ki har raah par tum ho sath
To aa jayegi is jivan me rangat
Nahi chahiye koi excitement na koi thrill

Jivan ke har mod me chahiye teri sangat………..
Bahot bahot khoob khoobsurat shaandaar mazedaar lajawab update bhai
 
Naik

Well-Known Member
20,231
75,349
258
Ek aur kahani ka samapan, ek aur chapter close, ye kahani thode alag tarike se likhi hai maine, kabhi comedy kuch is tarah likha nahi tha socha try karu, aur aap sab ye itna acha responce milega laga nahi tha, yaha forum par incest, adultary, fantasy chal raha hai waha ek non erotic romance story, no villain, less action, sirf dosti pyaar aur bakchodi fir bhi itna acha responce mila hai uske liye main aap sabhi ka dil se shukragujar hu
Thank You so much every one

mashish Mr.Marlega Nevil singh AverageNB A-Star Mahi Maurya DARK WOLFKING ragish7357 Chinturocky ashish_1982_in 11 ster fan Lovingheart Vikram Bhosle Mr. Nobody Naina Vk248517 Naik SANJU ( V. R. ) Moon Light aalu Rahul Ajay Dkumar r Ramesh628 Rudrathakur DAIVIK-RAJ Ass_hish Jaguaar
aur tamam silent readers aapko bhi thank you
nain11ster bhai aapke reviews ka intajar rahega
to milte hai kisi naye mod pe, nayi kahani ke sath, kuch naye kirdaro ke sath tab tak ke liye

:ciao:
Bahot shukriya aapka shaandaar story k liye
 
Naik

Well-Known Member
20,231
75,349
258
Update 49
Epilogue

Din beet kar ab raat aa chuki thi, aniket aur komal parinay sutra me bandh gaye the aura b uske jivan ki ek nayi shuruwat hone wali thi… tekdi par aaj avinash akela hi party kar raha tha, uska sathi aaj waha nahi than a, wo shanti se beer ka eke k ghut le raha tha itne me piche se awaj aaya

Yash- kya avi seth ? akele akele party ?

Avinash ne piche palat kar dekha to yas uski taraf dekh kar muskura raha tha

Yash-kya bhai avi sirf aniket dost hai kyat era, hum nahi hai ?

Avinash- arey waisa nahi hai aao baitho

Yash- to fir aaj kya gum me rum

Avinash- ab kaheka gum bhai apne bhai ki shadi huyi hai aaj bas usi ki party kar raha hu

Yash-ha ye bhi sahi hai

Avinash- yash teko batau, ye sab yaade na aankho ke saamne kisi film ki taraf chal rahi hai, kya dhamal kiya hai hum logo ne par ab ani par jimmedari badh gayi hai, uski shadi ho gayi hai to0 aisa rukha rukha lag raha hai, ab wahi uski grihastio chalu ho jayegi fir kaka ka business ab use kaha samay milega na masti ke liye

Fir uske baad najane kitna hi samay avinash uske aur aniket ke kisse suna raha tha aur has raha tha, wo itna hasa ke uski aankho me pani aa gaya…

Fir yash bola

Yash-ek baat bata avi.. aniket ki jaymala hone tak to tu stage par tha fir baadme achanak kaha gayab ho gaya tha ?

Avinash- main kaha gayab hua tha bhai, arey ha yaad aaya wo baahar kuch kaam the to bas wahi dekh raha tha

Fir yash bhi beer ke halke halke ghut lete huye bola

Yash-ek baat bata pichli baar hum log tekdi par aaye the tab ani ko komal ke pyaar ka ehsaas dilane hi aaye the na barobar

Avinash- hao ye to pehle hi decided than a

Yash- hmm aur us raat propose kaarne ka bhi koi plan nahi tha barabar..

Avinash- hao na bhai, par aniket kuch sunne ko hi tayar nahi tha, bole abhi propose karega, mera to dimag hi kaam nahi kar raha tha.. sab kaise ekdum achanak hua tha

Yash hasa aur wo avinash ne dekha aur bola

Avinash- abhi has aa rahi hai par us time fat gayi thi bhai

Yash-nahi main uske liye nahi hasa..

Avinash- fir kyu hasa ?

Yash- avi tum jaanta hai na main umra me terese bada hu, tere se jyada duniya bhi dekhi hai, ek baar nahi do do baar pyaar bhi kiya hai..

Avinash- ha to..

Yash- aur pyaar ke mamle me bhi mera anibhav tere se jyada hai

Avinash- yash gol gol bate mat ghuma sidhe sidhe bol na kya kehna chahta ha tu

Yash ne ek pause liya aur usne avinash ka hath pakda aur uske shirt ki bahi per ki, avinash ke hath pe ek tattoo tha, yash bola

Yash- ye kya hai ?

Jispar avinash bola

Avinash-ye ye to mere naam ka hai A.K. avinash kanitkar

Yash- to tere is tattoo ke bare me ani ko malum hai ?

Avinash- nahi ?

Yash- kyu ?

Avinash- arey usme kya hai itna

Yash- bahut kuch hai, tum dono baal mitra ho na, tumko ek dusre ki har baat pata hai fir ye baat ani ko kaise nahi malum ?

Avinash- yas teko jyada ho gayi hai tu kuch bhi bol raha hai.

Yash- maine ye tattoo tab dekha tha jab hum aniket ko komal ke ghar ki diwar par chadha rahe the, acha ye sab chhod ye bata komal jab dulhan ban ke aayi tab maine teri aankho me pani dekha tha kyu ?

Avinash-arey wo pal hi aisa tha, main bhavuk ho gaya tha

Yash- fir ek baat bata, us raat aniket ka komal ko propose karne ka plan bana tab tune bataya tha ke komal ki room kaunsi hi, uske pitaji kitne baje ghar aate hai yaha tak ki komal jag rahi hogi ya soyi hogi ye bhi pata tha tujhe, itni infoi tere paas kaise ?

Avinash gardan jhukakar niche baitha tha aur yash bol raha tha

Yash – abhi jo tune ye sab apni purani yade batayi hai usne komal bhi thi par tune komal ka jikra ek baar bhi nhi kiya, jab pehli baar tune shravni ke propose aur aniket ke rangit talim ka kissa mujhe itne utsah se bataya tha tabhi mere dhyan me aa gaya tha ke us din na sirf komal balki tere dil me bhi pyaar ne janm le liya tha, teri komal se kya baat huyi ye bhi tune mujhe bataya aur jab tune komal ke vichar sune usidin tune decide kiya ke aniket ke pyaar ke liye agar komal shravni ke propose me madad kar sakti hai to tub hi komal ki madad karega use uska pyaar dilane me kyuki tu khud komal ko man hi man chahne laga tha, komal ke aansu bhi too tujhe hi dikhe the warna maujud to waha kai log the

Avinash ki aankho se aasu beh rahe the usne bas ha me gardan hilayi aur yash shant hua, jab avinash thoda shant hua tab yash bola

Yash- kyu kiya aisa ?

Avinash jabardasti muskuraya aur bola

Avinash- kyuki aniket sirf dost nahi hai mera bhai hai, bachpan se sath ai humlog , aur uske to aneko upkar hai mujhpar, aaj tak usne job hi mere liye kiya hai uske saamne to ye bahut kam hai, komal to abhi abhi jindagi me aayi thi re aniket aur mera sath to tab ka hai jab se hame chaddi bhi pehanni nai aati thi, sar pe baap ka saya nahi tha par umra me bhale hi mere hi itna tha par kabhi bhi mere bhai ke baap ki kami nahi mehsus hone di, aur bhai jinhe pyaar nahi milta unhe kuch nahi milta aisa bhi nahi hai yaar, mere paas mera anmol dost hai, mujhe mera pyaar na mila isse koi fark nahi padta, mere bhai ko uska pyaar mila ye kya kam hai ? aur ani ke dosti par to 1 kya 10 komal kurban karne ke pehle main 1 pal bhi nahi sochunga

Yash- arey par tum komal se….

Avinash ne yash me muh par hath rakh diya

Avinash- wo sab khatam ho gaya hai, shadi ki us pavitra agni me jal ke rakh ho gaya hai, aur ab komal sirf aur sirf meri bhabhi hai aur hamari sanskruti me maa ke baad bhabhi ka darja hota hai, main aba age padhne ke liye dusre shahar jar aha hu, ani ki aisi icha hai wo chahta hai ki main padhu aur mere liya uska shabd hi sab kuch hai, tumne ye baat aaj boli hai aage mat bola kyuki agar aisa hua to ye mere pyaar aur dosti ka apman hoga, tumhe priya ki kasam, aur ye bhi mat samajhna ki ye happy ending nahi tha arey bhai aniiket aur komal ki shadi happy ending se kam thi kya aur raha sawal mera to wo hai na adi usne mere loiye bhi kuch to socha hoga…

Avinash waha se utha aur khali beer ki botal wahi fodi aur nikal gaya aur jaye huye wo gar aha tha

Avinash- ye dosti hum nahi chhodenge, chhodenge dum magar tera sath na chhodenge…

Yash jate huye avinash ho dekh raha tha aur bola

Yash- pyaar karna to priya ne sikhaya tha par use nibhana aaj avi sikha gaya, pyaar karne wale to bahut dekhe the par dosti par pyaar nyochavar karne wala HATELA aaj pehli baar dekha, main to aaj tak is hateli lovestory ko ani ki samajhta tha ye to hateli lovestory avi ki nikli....

End…
Shaandaar story ka bahot bahot shaandaar lajawab End bhai
Thanks for lovely and wonderful story
 
Mr. Nobody

Active Member
1,517
5,269

Amazing update sir....
 
Naina

Nain11ster creation... a monter in me
31,619
92,259
189
The story was turning according to the need, due to which the story was becoming more interesting..
The story had quite a enthralling twist..
The qualities and passion of a writer is that through the character of story , make story's name meaningful. In which you were completely successful.

In truth, story was becoming even more interesting with the increasing updates.
Keeping every aspect in mind, you were advancing the story. Along with romance, drama and comedy also have a unique confluence in story .

Keep writing like this and keep us entertained.
Brilliant story line with awesome writing skills Adirshi sahab :yourock: :yourock:
 
Top