Vik88
Active Member
- 1,272
- 1,002
- 128
very very much interesting, sensational and mind blowing update
Mast update bhaiupdate 29
previous
thakur(rote hue) - waha Jane se ab koi fayeda nahi thakuraine
thakuraine -(chilate hue) - kyu kyu aur thakur sahab ke gale lagkar kyu app ab tak un par gussa hai ji kyu nahi ja sakte hum waha
thakur (thakuraine ko sant karte hue) - mai un par kabhi gussa tha hi nahi thakuraine asal main humare sas saur ko gujre hue 1 mahine ho gaye
ue baat to jese kisi boom ki tarah haveli. mae fat padi
thakuraine - kya ye app kya bol rahe ho kya mere bhaiya bhabhi ne mujko itna paraya bana liya itni badi baat mujse chupa diya
thakur - unki koi galti nahi hai thakurain ye tumhare ma baap ki akhri iccha thi ki hum dono ko ye baat na pata chala
tab tak dono bahu kamla raju ne thakuraine ko samhal liya tha
kuch der aanshu bahane ke baad thakur sahab fir se bole
thakur - par ek nahi do khushi ki baat hai thakuraine
thakuraine (aanshu bahate hue) - ab kya khusi mere liye ji par fir bhi app bol hi dijiye
uske baat jo thakur sahab ne bola puri haveli jhum uthi par kamya ko gussa aa gaya
esi kon si baat hogi kya bola ho ga thakur sahab ne uske liye
ab age chalte hain
thakur - are thakuraine khushi ki hi to baat mera pura sasural yaha veer pur aa rahe hain
thakuraine ne jub ye suna to uske aanshu band ho gaye wo apne aanshuo ko pochte hue boli
thakuraine - ye app kahi mujhko chup karane ke liye ye jut to nahi bol rahe hai na boliye
thakur - are thakuraine teri kasam main jut nahi bol raha hoon wo sach mea aa rahe hain yaha
ab thakuraine ko yakin ho gaya ki thakur sahab sach bol rahe hai kyunki wo kabhi kisi ki juti kasam nahi khate hai
thakuraine (khushi se) - kab kab aa rahe mere bhaiya bhabhi
thakur - are thakuraine sirf tere bhaiya bhabhi nahi pura sing parivar aa raha hai
ab thakuraine ki khushi ka koi tikana nahi thi wo khushi se rote hue boli
thakuraine - kya sab log aa rahe hain ajj itne salo baad ajj main bahut khush hoon ji bahut
thakur - are khush to main bhi hoon thakuraine barso baad mera dost (thakuraine ka bhai) aa raha hai
kamya-par babuji wo to maji ke bhai Matlab apke sale honge na
thakur - ha bahu par tu ye baat nahi janti aasal mae wo mera sala hone se pahle mera bachpan ka dost hai hum dono ne ek shath metric pass kiya hai (pahle 11-12 ko metric bola jata hai)
kamya-wo accha par babuji wo log kab aa rahe hain yaha par
thakur - ha to wo log 15 din baad yaha aayenge samrat ne bola hai ki jub tak us haveli ko daf safai karwana ho ga mujhe tab tak wo hamare shath rahenge
thakuraine - kyu ji kya wo kab tak ke liye aa rahe hain jo app haveli ki maramat karwao rahe ho
thakur - are thakuraine tu sunrgi to khushi se jhum uthegi wo sab pure 4 mahine ke liye yaha aa rahe hain
thakuraine - kyapure 4 mahine ke liye sab yaha par
thakur - are abhi itna khush mat ho abhi ek aur khush khabri hai sab ke liye
saloni - aur kon si khush khabri hai babuji jaldi se bata dijiye ab intjar nahi ho raha
(ab app sab soch rahe honge ki pichle update mae mene likha ki thakur ki baat par kamya gussa ho gai aur abhi tak to esi koi bast nahi hui to ab hoga us baat ka khulasa)
uske baad jo thakur sahab ne bola usse to puri haveli khushi manane lagi sabhi log khush ho gaye sirf 2 ko chod kar ek to raju jisko koi farak nahi pada kyuki usko pata hi nahi tha ki kon aa rahe hain aur dusri kamya wo bahut hi guusa thi aur chid bhi par usne impression chupa liya
kon si baat boli thakur sahab ne to chaliye wapis story mae
thakur - are thakuraine mere bhi bhaiya bhabhi sab log aa rahe hain yaha par wo bhi hamesa ke liye
thakuraine - kya ye app kya kya bol rahe ho par wo sab to Mumbai mae rahte hai na fir yaha kese aur unka karobar sab
thakur - batata hu tujko wo asal mae baat esi hai ki bhaiya bhabhi usnki beti aur dono bahu yaha aa rahe hain aur unke dono bete wahi se aana jana karenge
thakuraine - par ese achanak
thakur - are tu to janti hai ki hamari beti (bade bhai ki beti) humdono ko kitna pyara karti hai isliye uskne hamare pass wale sahar ke sabse mashur collage mae hi apna dakhila (admission) karana hai ye bataye aur ye bol di ki agar wo sab yaha nahi aaye to wo aage nahi padhegi fir kya bahiya to usko bahut payar katte hai majbur ho gaye aur unki dono bahu bhi is baat ke liye rsji ho gaye isliye aa rahe hain wo bhi yaha
ab is baat se sabhi bahut khush ho gaya par kamya man hi man kuch bolne lagi
kamya(man mae) - agar wo yaha par aa gai aur usne raju ko dekh liya to wo kisi bhi tarah se raju ko apna banane ki kosis karegi ab mae lya karu kya karu main usne jo bola tha wo sab raju mae hai ab kya hoga kya hoga
ab app sabhi soch rahe hoge ki kamya kiski baat kar rahi hai to chaliye apko toda sa bata du to kamya jiske bare mae soch rahi hai wo bade thakur ki choti bahu hai ab kamya aur uska kya seen hai ye main apko introduction mae bataunga
kamya-babpji wo sab kab kab aa rahe hain yaha
thakur - kyu achha wo 15-16 dino main yaha aa jayenge
kamya - achha hai bahut time milega mujko
thakuraine - kya Matlab tumhara bahu kya time huu
kamya(jaldi se) - mera matlab hai maji ki itne log aa rahe hain to haveli ki safai karane mae kuch time to lagega hi na
thakuraine - ha ye tumne sahi socha bahu
thakur - ha bahu wo bast esi hai ki ab yaha tin haveli hai ek to ye hamrai haveli dusri thakuraine ke mayeke ki aur tisri hamare dada ji ki to jab tak wo dono haveli puri tarah se tayar nahi ho jati tub tak wo sab yahi rukenge
ab kamya ki tension km ho gai kyuki wo janti thi ki wo apne sas saur ke samne koi esi vesi harkart nahi karegi (kesi harkat)
thakur - achha yahi baat thi ab bahut samay ho gaya hai chalo khana khalo aur tum thakuraine tayari karwana suru kardo itne salo baad sab ek jagha aa rahe hain chalo bahu khana paroso
sabhi log ne idhar udhar na jane kidhar kidhar ki baate ki ese tese khana khatm hua aur dono bahu kamla bartan lekar gai rasoi
kamla-to badi bahu tumne kab dekha tha bade thakur sahab ko
saloni (bartam dhote hue) - ji kaki ek to apni shadi ke vakt aur dusri baar jub kamya ki shadi hue tab
kamla-par ab wo sabhi log aa rahe hain wese to tum bade thakur ke parivar se parchit ho par malkin ke parivar se nahi
kamya jo in sab ki bato ko sun rahi thi
kamya - wese kaki app ko to sab pata hi tha to kya app mil chuki hai maji ke parivar se
kamla-kaha choti bahu ab meri shadi to 20 sal ki umr mae hui thi aur tik usi samay malkin ki bhi shadi hui isliye muje nahi pata unka parivar kesa hai par ha jub bhi malkin mujhe batati hai ki unke bhaiya bhabji unko bahut payyar karte hain maa baap bhi bahut payar karte the unko par honi ke agge kon kya kar sakta hai par main bahut khush ho ki meri malkin aur malik dono ka parivar ane wale hai
toto be concontinued![]()