• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest LAAL ISHQ - SAFAR BHAI BEHEN KA [INCEST, ROMANCE, ACTION, THRILLER](Completed)

DARK WOLFKING

Supreme
15,534
31,895
244
nice update ...aman mumbai me apna business shuru karne ki soch raha hai aur wahi jo aksh kar raha hai ..
sakshi ne gujrat jaane ka faisla isliye liya hoga kyunki wo aksh se dur jaana chahti ho 🤔🤔..
ab maa baap ko to mana liya par kya aksh maan jayega ye dekhna hai ..

agar radha bich me nahi aayi hoti to shayad sakshi apne dil ki baat aksh se keh chuki hoti ki wo usse pyar karti hai ..
 

ABHISHEK TRIPATHI

Well-Known Member
6,394
28,386
218
Chapter 2 - The Journey

Update 12

Mega Update


Word Count: 4200
Estimated Reading Time: 00:19:00



Place: Surat, Gujrat 📍


Apne Cabin me Aman Subah se kisi kaam me laga hua tha, Aman to tabhi yaha chala aya jabb Suraj bhi nahi uga tha. Thodi der baad Suhana bhi office ajati he, wo akar sidha Aman ke cabin me chali jati he.

Suhana: Sir aap kis problem ko solve karne ke bare me raat ko keh rahe the?
Aman: Log mujhe humesha se Multi Business Entrepreneur ke naam se hi jante he, or ek Multi Business Entrepreneur ka kaam sirf ek Business ko sambhalne ka nahi hota.... So we are going to start another business....
Suhana: Okay sir... Waise bhi aapke har business successful hote he... And what will be my role sir?
Aman: is naye business ko puri tarah se tum handle karogi.... Lekin yaha rehkar nahi, Mumbai me rehkar....
Mumbai ka naam sunkar Suhana thodi heran ho jati he.
Suhana: Mumbai.... Sir can i ask you ke business model kya he?
Aman: zarur..... Kal humne Mumbai ja kar meeting ki thi, or pehli baar kisi ne meri deal thukra di....
Suhana: aapka Matlab, Aksh....
Aman: sahi kaha.... Hum uska business to Acquire nahi kar paye, lekin ab yahi business me shuru karunga... Wo bhi Mumbai me....
Wo kafi gehrayi se kuch soch kar kehta he. Suhana samajh gayi ke Aman ab Aksh ko compete karna chahta he.
Suhana: okay sir... I'm Ready...
Aman: Good.... Aaj se hi is kaam par lagg jao, or is hi week me Mumbai me ye Business shuru ho jana chahiye....
Suhana: Sir don't Worry.... Sabkuch ho jayega...
Aman: Good.... Ab Aksh ko samajh ayega ke life me kabhi ati hui Laxmi ko mana nahi karna chahiye....











Place: Mumbai, Maharashtra 📍


Subah ke 7 baje hue the, Aksh aaj kaam par nahi jane wala tha, isliye wo chain se so raha tha. Tabhi uske kamre me Sakshi ajati he, use sota dekh kar Sakshi ke dimag me kuch khichadi pakne lagti he.

Sakshi(mann me): kal raat mujhe sata raha tha na? Ab dekh....

Fir Sakshi Aksh ke paas ajati he or Aksh mo zor zor se hila kar uthane lagti he.
Sakshi: Aksh...... Aksh.... uthja na... Dekh teri Girlfriend ayi he Aai se teri shikayat karne..... Uthna jaldi...
Aksh: ahhh... Kya...
Wo ab bhi gehri nind me hi tha.
Sakshi: are bahar dekh teri Girlfriend Aai se teri shikayat karne ayi he, ja jaldi...
Aksh: ahhh.... Are yaar ye kya? Wo kyu agayi yaha?
Wo apni adhi nind me hi badbadate hue kehta he.
Sakshi: ab jaldi bahar ja...
Wo Aksh ka haath pakad kar bed se uthate hue kehti he. Aksh bechara apni aadhi nind me hi bahar chalne lagta he, Sakshi uske piche khade ho kar aage ka tamasha dekhne me lagg jati he.

Bahar Santosh bethkar News Paper padh raha tha, or Radha kitchen me kaam kar rahi thi, Aksh apni aakhe band kiye waha diwar ko tek laga kar khada ho jata he.

Aksh: umm.... Kya hua?
Wo apni aakhe band kare hi kehta he
Santosh: kya hua?
Wo paper niche kar ke Aksh ko dekhte hue kehta he.
Aksh: wo... Meri girlfriend ayi thi na.... Uhmm meri shikayat karne?
Wo kafi mushkil se apni aadhi akhe kholte hue puchta he, Radha or Santosh ko to kuch samajh hi nahi araha tha, lekin piche khadi Sakshi apni awaz dabaye Aksh par hass rahi thi.
Radha: kya kaha tune? Firse bol....
Wo Aksh ke nazdeek akar use hilate hue kehti he. Ab kahi ja kar Aksh ki nind tut gayi. Or wo yaha waha dekhne laga.
Aksh: kya?
Wo apni aakhe masalte hue puchta he.
Santosh: are abhi tune hi kaha na, teri Girlfriend yaha ayi he teri shikayat karne...
Aksh: kya? Mene.....
Wo apne dimag par zor dalte hue soch raha tha ke tabhi use kuch der pehle hua sara khel samajh ata he, wo jaldi se piche mudkar dekhta he to Sakshi uspar bahot hass rahi thi.
Aksh: Sakshi..... Tu to gayi....
Ye kehkar wo Sakshi ko pakadne ke liye daud padta he. Sakshi bhi furti se apne kamre ki taraf bhagne lagti he, wo tezi se andar ajati he or Darwaza band karne wali hi hoti he ke Aksh akar darwaza pakad leta he.
Aksh: aaj nahi bachegi tu....
Wo apni puri takat lagakar Darwaza khol deta he, Sakshi us se bachne ke liye bed par chaddh kar Aksh ko takiya de marti he.
Aksh: or kaha bhagegi? Tujhe pitkar rahunga aaj me...
Wo Sakshi ke upar jhapat te hue kehta he, or is baar Sakshi uske haath lagg hi jati he.
Aksh: agayi na haath me? Ab kese bachegi?
Wo Sakshi ko pakad kar bed par litate hue kehta he.
Sakshi: ahhh... Chhod Mujhe.... Tune bhi to kal meri masti kari thi na....
Wo Aksh ki kaid se chutt te hue kehti he.
Aksh: wo ab me kuch nahi janta....
Lekin is jhapat ke bich Aksh ka haath fisal jata he, or wo Sakshi ke upar hi gir gaya, ab dono ke badan ek dusre se puri tarah se chipke hue the, dono ke chehre hi apas me kafi nazdeek the. Sakshi Aksh ki aakho me dekhte hue Aksh ke piche se haath dalkar muskurane lagti he.

Aksh: are chhod mujhe....
Sakshi: kyu? Abhi to mujhe marne ke liye daud raha tha na tu?
Wo ek takk Aksh ki aakho me dekh kar muskurate hue us se puchti he. Lekin Aksh ko aise kafi uncomfortable sa feel ho raha tha.
Aksh: umm... Wo... Ahh... Badme dekh lunga tujhe... Ab chhod bhi de mujhe...
Wo Sakshi ki baho se bahar ane ki koshish karte hue kehta he. Sakshi ko bhi laga ke is se zyada kuch karna thik nahi hoga, to wo Aksh ko chhod deti he, Aksh uthkar bed se thoda dur khada ho kar apne aap ko sambhalne lagta he, Lekin Sakshi bhi uske piche hi uthkar Aksh ke nazdeek ajati he or uski aakho me dekhte hue zor se Aksh ko hug kar leti he. Dono ko ek dusre ki dhadkane saaf sunayi de rahi thi.
Aksh: kya ho gaya Sakshi?
Wo Sakshi ke sar pe haath ferte hue puchta he. Sakshi bass naa me sar hilati he, lekin Aksh ko Sakshi ke behavior me kafi samay se badlav sa lagg raha tha. Aksh kuch der takk aise hi khada raha, Sakshi ko to pata bhi nahi lagg raha tha ke waqt beet raha he, uske liye to Aksh ki baho me waqt puri tarah se tham sa jata.

Aksh: ab chhod bhi de mujhe....
Ab kahi ja kar Sakshi ko realize hua ke wo kafi der se Aksh ko hug kare hue thi. Tabb wo hadbada kar Aksh se alag ho jati he. Aksh aage akar Sakshi ke haath apne hatho me thaam leta he.

Aksh: Sakshi.... Kya baat he? Me kafi waqt se tujhe dekh raha hu, tu kuch alag alag si pesh ane lagi he... Agar koi problem ho to please mujhe bata de...
Wo Sakshi ki aakho me aakhe dalkar kehta he.
Sakshi: aisa kuch bhi nahi he Aksh wo to me bass.....
Wo apni nazre Aksh se churate hue kuch keh rahi hoti he ke Aksh uski baat bich me kaat deta he.
Aksh: yaar ab me itna bhi nahi samajh paunga? Please Sakshi.... Bata na kya baat he? Me humesha apne dil ki baate tujhse share karta hu na? Tu bhi bata de na kya hua?
Sakshi: s.... Sach me bata du...
Wo ghabrayi awaz me kehti he.
Aksh: ha bata na....
Ab Sakshi ka chehra kafi gambhir ho chuka tha. Or uski saase kafi tez chalne lagi thi.
Sakshi: Darasal.... Wo.... Aksh.... Umm.. Me.... Me tujhse...
Aaj Sakshi puri himmat juta kar shayad Aksh se apne pyaar ka izhar karne hi wali thi, ke tabhi waha Radha ajati he.
Radha: Aksh tu abtak tayar nahi hua? Beta jaldi aja mujhe bhi bahot kaam pade he.... Or Sakshi tu bhi chal mere kaam me haath bata de....
Sakshi: ha..... Ha... Aai... Bass... Ayi....
Wo Aksh se apne haath chuddate hue kehti he. Fir Radha waha se chali jati he, Sakshi bhi Radha ke piche hi kamre se jane lagi lekin Aksh piche se uska haath pakad kar use rok deta he.
Aksh: are pehle bata na, kya keh rahi thi tu?
Sakshi: are... Me kuch nahi... Me baad me baat karti hu tujhse...
Wo bina Aksh se nazre milaye apna haath Aksh se chuddate hue kehti he, or tezi se kamre se bahar chali jati he.

Aksh(mann me): yaar ye Sakshi ko hua kya he? Aise ajib sa bartav kyu karne lagi he ye ladki? Koi baat nahi, baad me puch lunga...
Fir wo apne kamre me ja kar tayar hone lagta he.

Sakshi(mann me): Deva..... Ye me kya karne ja rahi thi, agar mene kuch bol diya hota to.... To pata nahi kya anarth ho jata, lekin me kar bhi kya sakti hu? Mere liye khudko rok pana bahot mushkil hota ja raha he... Subah uth te hi Aksh ke khayal, raat ko sote hue bhi bass uske hi khayal, sapno me baate karta tha wo to thik tha, ab to jese har waqt mere samne hi dikhayi deta he... Deva me kya karu?

Yaha Sakshi gas par kuch rakh kar behadd gehri soch me dubi hui thi, tabhi Radha ki nazar uspar padd jati he, Radha use gas band karne ko kehti he lekin Sakshi to jese waha mojud hi nahi thi, tabb Radha khud gas band kar ke Sakshi ko kandhe se hilate hue hosh me lati he.

Sakshi: ha.... Ha... kya hua?
Wo Ghabrate hue Radha se kehti he.
Radha: tujhe 2 baar kaha gas band kar de... Lekin tu to itni gehri soch me padi thi...
Sakshi: asa kahi nahiye Aai... (Aisa kuch bhi nahi he)
Wo firse apne kaam me mashruf hote hue kehti he.
Radha: Sakshi bata bhi de kya baat he? Aai ko nahi batayegi to or kise batayegi?
Sakshi: Aai tum... Tum bewajah pareshan ho rahi ho, wo to me bass soch rahi thi ke konse college me admission lu, or kuch bhi nahi...
Radha: khara sangtes na? (Sach bata rahi ho na)
Wo Sakshi ko ungli dikhate hue kehti he.
Sakshi: Khote ka bolel mi (Jhut kyu bolungi me)..... Ab tum in sab baato par zyada dhyan matt do, Baba ko late ho raha he....
Wo situation ko kisi tarah sambhal leti he. Fir kuch der baad Aksh bhi ready hokar ajata he, Sakshi ko pata tha ke Aksh ab kuch der pehle wali baat firse dohrayega. Tabb wo Aksh ko nashta de kar Neha ke ghar par chali jati he. Aksh ne aaj Sakshi ke saath time spend kar ke apna mood fresh karne ke liye chutti kari thi, lekin jabb Sakshi waha thi hi nahi to wo bhi apne office chala jata he.

Sakshi bus me bethe hue apne aap kuch faisle kare ja rahi thi, ab wo kya soch rahi thi wo to aage pata chal hi jayega.

Sakshi Neha ke ghar bhi kafi khoyi khoyi si lagg rahi thi, Neha us se baate kar rahi thi lekin Sakshi ka dhyan to sirf Aksh ko yaad karne me laga hua tha.

Neha: Sakshi.... Sakshi.... Kaha dyhan he tera?
Uski awaz se Sakshi hosh me ajati he.
Sakshi: ha... Ha bolna... Kya.. kya keh rahi he...
Neha: me kabse pagalo ki tarah bole ja rahi hu, or tu he ke pata nahi kya soch rahi he...
Sakshi: yaar aisa nahi he.... Wo to aaj mera mann kahi lagg nahi raha he... To bass.... Waise Neha mujhe tujhse ek zaruri baat karni thi...
Neha: ha bolna kya baat he?
Sakshi: Darasal mene decision liya he ke me apni aage ki padhai Mumbai me rehkar nahi karne wali hu....
Uski baat sunkar Neha ke hosh ud jate he.
Neha: kya? Tu kya bol rahi he Sakshi? Mumbai me nahi karegi to fir kaha?
Sakshi: Gujrat..... Surat me ek college he, jo computer Science stream ke liye jana jata he, me wahi par apni aage ki padhai karungi....
Neha: Sakshi tu pagal ho gayi kya? Aise suddenly ye sab....
Sakshi(mann me): ab kya batau Neha tujhe.... Me kitni badi mushkil me fas gayi hu....
Neha: Sakshi.... Bolna kya hua?
Sakshi: ha... Ha... Yaar Neha me to bass apne future ka soch kar ye sab kar rahi hu...
Neha: lekin tu yaha rehkar bhi to acchi padhai kar sakti he na...
Sakshi: ha... Lekin wo college technical study me number one he... Or tu bhi janti he mujhe in sab chizo ms kitni dilchaspi he...
Neha: yaar tu bahot galat kar rahi he Sakshi....
Wo narazgi se Sakshi se kehti he.
Sakshi: tu Naraz kyu ho rahi he? Me humesha ke liye na waha ja rahi hu, me har month ati rahungi....
Neha: tu kuch bhi keh le.... Tera ye faisla galat he...
Sakshi: yaar please Neha, tu to mujhe samajh.... aaj kal to waise bhi mujhe koi samajh hi nahi raha he...
Lekin Neha maan ne ko tayar nahi thi, fir Sakshi use kafi der takk samjhati he, or bemann se Neha bhi maan jati he. Sakshi waha se apne ghar ane ke liye bus se nikalti he.

Sakshi(mann me): mene ye sab to khud decide kar diya... Lekin kya Aai Baba manenge? Or Aksh? Mujhe nahi pata me ye kyu kar rahi hu... Lekin mene ab faisla kar liya he... Me kuch bhi kar ke sabko mana lungi... Or Surat jane wale din, me Aksh se apne dil ki baat kar lungi, agar usne mana kiya to... To me.. me kabhi bhi us se nahi milungi.... Kabhi nahi... Us se kabhi baat bhi nahi karungi..... kya meri feelings koi mayne nahi rakhti? Aksh... Please tu maan ja.... Meri feelings ko samajh ja, me or kuch nahi chahti tujhse.... Please....

Wo window seat par bethkar apni num aakhe le kar apne dil se baate kare ja rahi thi, kuch der baad wo ghar ajati he. Aaj usne ek baar bhi Aksh ko call nahi kiya, Aksh ne to kayi baar Sakshi ko call, message kiye, lekin Sakshi apne aap ko kaam me busy rakhe hue thi. Sham ko jab Santosh or Radha baramde me bethe the, tabb Sakshi ne un dono se baat karna thik samjha.

Sakshi: Aai... Baba... Mujhe aapse kuch baat karni he...
Santosh: ha kaho na kya baat he...
Fir Sakshi dono ke paas beth jati he.
Sakshi: Aai.. Baba, Darasal mujhe apni padhai ko pe kar aapse kuch zaruri baat karni he.... Baba mujhe ab apni padhai kisi bade college me karni he, or mene ek college select kar liya he...
Santosh: to thik he na beta... Agle mahine se college admissions open ho rahe he na? Tabb waha kara lenge tera admission...
Sakshi: Baba.... Wo college.... G.... Gujrat me he...
Radha: kya? Gujrat?
Sakshi: ha Aai... Wo india ke kuch sabse behtarin colleges me se ek he... Or mujhe wahi par apni padhai karni he...
Santosh: Sakshi lekin Gujrat? Yaha Mumbai me hi kisi college me padh lo na....
Sakshi: Baba, yaha par kafi acche college he... Lekin Surat ke us college me is particular stream ki padhai bahot acchi hoti he....
Radha: to itni dur tujhe akele rehna he?
Wo kafi Sakht lehze me Sakshi se puchti he.
Sakshi: h.... Ha.... Wo meri dost bhi rehti he waha par(jhut)..... Me uske saath hi rehkar....
Radha: bakwas band kar de Sakshi.... Kahi nahi ja rahi tu, yahi Mumbai me koi college dekh kar usme hi padhai kar..
Wo Sakshi ki baat bich me kaat te hue gusse me kehti he.
Santosh: ha Sakshi.... Kahi janeki zarurat nahi he... Yahi rehkar padhai karo....
Sakshi: Baba lekin....
Radha: ab bass ho gaya Sakshi.... Mujhe ab is bare me koi baat nahi karni...
Sakshi: thik he.... To... To fir mujhe aage ki padhai nahi karni....
Santosh: Sakshi... Kya ho gaya tujhe? Ye kesi betuki zidd lekar beth gayi tu?
Sakshi: Baba parents apne baccho ko Study karne ke liye Abroad to asani se bhej dete he, lekin ye to bass dusre sheher ki baat he na? Agar mujhe kahi Abroad jakar padhne ka moka milta to kya aap mana karte?
Ab is sawal par Santosh chup ho jata he, kyu ke sach to ye tha ke agar aisa hota to Santosh khushi khushi Sakshi ko dusri country me padhne ke liye bhej deta.
Sakshi: Baba please..... Waha meri dost bhi to rehti he... Mujhe koi pareshani nahi hogi...
Wo aage badhkar Santosh ke haath thamkar kehti he. Santosh chup ho kar kuch soch raha tha.
Radha: aap kya soch rahe ho? Kahi nahi jane dena he ise...
Sakshi: Aai please na meri itni si baat maan lo.... Mene kabhi aapse kisi bhi baat ke liye zidd nahi ki he, lekin please is baar meri te baat maan lo na...
Wo Radha ke dono haath thamkar kehti he.
Santosh: Sakshi lekin tum akele waha kese rahogi...
Sakshi: Baba college me girl's Hostel bhi to he na.... Or agar koi zarurat padi to me apni dost se keh dungi... Lekin please mujhe waha padhne ki permission de dijiye...
Ab Santosh ko Sakshi ki baat sahi lagne lagi thi, lekin uska mann nahi maan raha tha Sakshi ko akele bhejne ka. Lekin ye baat Radha notice kar leti he.
Radha: dekhiye aap ko jo faisla karna he kariye... Lekin me Sakshi ko akele bhejne ke liye bilkul tayar nahi hu bass.....
Wo aage akar Santosh ke samne khade ho kar kehti he, or waha se ghar ke andar chali jati he.
Sakshi: Baba... Please aap samajhne ki koshish kijiye.... Mene humesha aap dono ki baat mani he, lekin please aap is baar meri baat maan jayiye na... Please Baba...
Wo Santosh ke haath thamkar uske samne gidgida rahi thi.
Santosh: Sakshi mann to mera bhi nahi maan raha tujhe akele bhejne ke liye, Lekin Radha maan jati he to.....
Wo Sakshi ko ek soft signal dete hue kehta he, lekin Sakshi janti thi ke Radha ka maan na lagbagh namumkin sa hi tha. Fir Santosh bhi andar chala jata he Radha se is baare me baat karne ke liye. Bahot der takk Santosh or Radha is bare me baat karte he, lekin Radha iske liye mana hi kar rahi thi.

Santosh: Radha tumhe chinta kis baat ki he?
Radha: kis baat ki Matlab? Wo akeli kese rahegi waha? Ek to mahol itna kharab ho chuka he or usme ye ladki pata nahi kesi zidd le kar beth gayi he....
Santosh: dekho Radha Sakshi ne aaj pehli baar itni zidd ki he, warna wo to humare ek baar kehne se har baat maan jati he, is baar itni zidd kar rahi he to koi baat hogi hi na? Mujhe lagta he ke hume Sakshi ko jane dena chahiye....
Wo Radha ke kandhe par haath rakh kar use samjhata he, lekin uski baat se Radha shock si reh gayi thi.
Radha: ye aap kya keh rahe ho? Sakshi kahi nahi jayegi.... Bass...
Santosh: Radha agar humne Sakshi ko mana kiya to use kitna bura lagega.... Usne pehli baar itni mannate ki he humse, or agar ab bhi hum use nahi jane de to..... Tumhara chinta karna lazmi he, lekin kabtak? Kya humesha humesha ke liye uske saath hi rehne wale he hum? Nahi na? Or Sakshi bahot hoshiyar he, usne kuch soch samajh kar hi ye sab socha hoga na?
wo bilkul shanti se Radha ko apni baat samjha raha tha, jiska asar ye hua ke Radha ko bhi ye sab sahi lagg raha tha, lekin after all wo he to ek Maa.
Radha: lekin wo akele kese waha reh legi? Kon khayal rakhega uska? Or...
Santosh: Wo bacchi nahi he.... Apna khayal rakh sakti he wo... Or hum milne bhi to jaya karenge hi na...

Lekin Radha ab bhi Haa Naa ke bich jung ladd rahi thi.
Santosh: Dekho Radha.... Jane do use... Uske future ke liye shayad yahi thik ho.... Maan jao....
Wo Radha ke Haath par apna haath rakhte hue kehta he. Kuch der takk soch vichar karne ke baad Shayad Radha maan chuki thi.
Radha: t... Thik he... Jesa aap sahi samjhe....
Santosh: Radha chinta matt karo, sabkuch thik hoga...
Fir wo dono bahar akar Sakshi ko ye baat bata dete he ke wo dono hi maan chuke he. Lekin Sakshi bilkul khush nahi thi, kyu ke ye sab wo majburi me kar rahi thi. Lekin ab bhi uska sabse bada padhav baki tha, wo tha Aksh ko manana.

Kareeb 7 baje Aksh ghar agaya tha, is waqt Sakshi akeli sofe par bethe TV dekh rahi thi, Aksh andar ajata he or ek nazar Sakshi ko dekh kar firse apni nazre fer kar sidha kitchen me chala jata he. Sakshi uthkar uske paas ajati he.

Sakshi: Aksh tu beth ja na....
Lekin Aksh uski baat ka koi jawab nahi deta or pani pi kar apne kamre me chala jata he.
Sakshi(mann me): ye Aksh ko kya ho gaya? Isne to mujhe dekha takk nahi...
Fir Sakshi uske kamre me chali jati he, jaha Aksh towel le kar washroom me jane wala hi hota he.
Sakshi: Aksh.... Kya hua? Tera mood aaj itna off kyu he?
Wo andar akar Aksh ke samne khadi ho kar puchti he. Lekin Aksh uski baat ka koi jawab nahi deta.
Sakshi: yaar me tujhse kuch puch rahi hu....
Is baat Sakshi unchi awaz me kehti he.
Aksh: mujhe tujhse koi baat nahi karni.... Hatt ja samne se....
Wo Sakshi ko apne samne se hatate hue kehta he. Lekin Sakshi use piche se hi pakad leti he or apni taraf ghuma leti he.
Sakshi: lekin baat kya he ye to bata na?
Aksh: accha? Tujhe call kar raha hu, message kar raha hu, ek baar reply bhi nahi de sakti thi tu?
Wo narazgi se apna muh latkate hue kehta he. Uski baat sunkar Sakshi thodi rahat bhari saas leti he.
Sakshi: Deva.... Dara diya tune mujhe.... Itni si baat par drama kar rah he...
Aksh: ha... Tere liye to choti si baat hi he, ab to koi or he na jo teri life me mujhse bhi zyada important he...
Wo piche mudkar sarcastically kehta he, lekin ye baat Sakshi ko bahot hurt kar deti he.
Sakshi: kya kaha tune? Teri himmat kese ho gayi aisi baat karne ki.... ha?
Wo gusse me Aksh ko ungli dikhate hue kehti he.
Aksh: to kya kahu? Ye baat tu bhi acchi tarah se janti he, ke me tere siwa kisi or se baate nahi karta, uske bawajud bhi tu pata nahi kyu mujhe ignore karne lagi...
Wo kafi udas sa ho kar bed par beth te hue kehta he. Aksh ka aisa mijaz dekh Sakshi ka dil to jese pighal sa jata he. Wo akar Aksh ke bagal me beth jati he.

Sakshi: Aksh.... I'm Sorry.... Me to aaj Neha se milne gayi thi na, to us se bate karte waqt mujhe moka hi nahi mila reply karne ka... Or jab ghar ayi to kaamo me itni busy ho gayi ke me mobile check karna hi bhul gayi... Ab maaf bhi kar de na mujhe....
Wo apne kaan pakad kar bahot hi pyaar se kehti he. Or ab Aksh kese Sakshi se naraz reh pata.
Aksh: chal chal... Me to mazak kar raha tha, ab mere liye khana laga de na, mujhe bahot bhuk lagi he...
Wo Sakshi ke haath niche karte hue kehta he.
Sakshi: thik he.... Tu jaldi se fresh ho ja...
Wo kamre se bahar jate hue kehti he. Fir Aksh ja kar fresh ho jata he or bahar akar jaldi jaldi khana khane lagta he. Sakshi ko ab darr sa lagg raha tha, kyu ke use Aksh se apni Surat jane ki baat bhi to karni thi.

Sakshi: Ahh... Aksh... mujhe tujhse kuch zaruri baat karni he....
Khana khatam hote hi wo sab kuch kitchen me rakh kar Aksh ke paas beth te hue kehti he.
Aksh: are ha.... Tu Subah bhi kuch batane wali thi na?
Sakshi: nahi nahi.... Ha... Ha wahi baat karni thi...
Wo subah ki baat ko nakarne lagti he lekin use us baat ko abhi convert karna thik lagta he.
Aksh: ha to fir bata...
Sakshi: nahi yaha nahi.... Bahar chalte he na...
Aksh: thik he chal....
Fir wo dono chalte hue thodi dur ek nadi kinare raste par ajate he.

Aksh: ab bata kya hua?
Sakshi: Aksh please pehle meri puri baat sunn na...
Aksh: okay...
Sakshi: Aksh.... Me.... Me apni aage ki padhai karne ke liye Gujrat ja rahi hu.....

To Be Continued.....


To dosto ye tha aaj ka Update, aaj Aman ne soch liya tha ke wo Aksh ko uske hi sheher me harayega, lekin kya uska plan successful hoga? Wahi Sakshi ne aaj kafi bada nirnay le liya tha, lekin kya Aksh is baat ko manega, kehte he na Niyati ka khel kisi ko samajh nahi ata, to bass ab agle Update me aapko Niyati ka khel samajh ayega, akhir Niyati ko kya manzur he.


Agar Update accha laga ho to like zarur karna or Comment kar ke apna view mere saath zarur share karna. Agla Update jald hi ayega till then Stay Tuned And Keep Smiling 😊 😊
Awesome update.bhai
 

Mahi Maurya

Dil Se Dil Tak
Supreme
23,301
49,552
259
भाग 5 और भाग 6 बेहतरीन तारीखे से लिखा है आपने मान्यवर।।

अगर साक्षी ने 94% लेकर टॉप किया है तो अक्ष ने 38% लेकर टॉप किया है, मगर नीचे से। :ecs: :what1: :DD::what1::hinthint:

अक्ष का करीम चाचा के गैराज में काम करना तो समझ आया कि वो काम सीखना चाह रहा है, लेकिन करीम चाचा ने ये क्यों कहा कि गैराज तुम्हारा ही है, ये समझ नहीं आ रहा है।

सोहम ने पूछा कि फेल हो गया क्या। जो ये दर्शाता है कि दोनों सच्चे दोस्त हैं:hinthint::what1::ecs:

शायद साक्षी के मन मे अक्ष को लेकर कोई अलग तरह के जज़्बात हैं ऐसा लग रहा है।
अक्ष ने साक्षी की बात मानकर पढ़ाई के लिए हाँ बोल दिया। ये बहुत अच्छी बात हुई।

लेकिन उसकी जिंदगी बहुत उलझ गई है अब ये देखना है कि अक्ष अपनी उलझी हुई जिंदगी को कैसे सुलझाता है।

देखते हैं 8वें भाग में क्या होता है।
 

Arv313

Active Member
850
3,145
123
Good work brother
Yaar total Confusiya gye hai matlab aap bas dimag ki dahi karne me lage ho.
ek taraf to aap aman ko mumbai bhejh rahe ho aur dusri taraf sakshi ko gujrat ye kya logic hua jab aapko pta hai akash aaj jaha bhi survive kar raha hai usme sabse bada hath sakshi ka hai aur aap uski lifeline ko hi disconnect karna chah rahe ho maharaj.
Agar sakshi gujrat jayegi to 99% akash akele nhi jane dega aur agr vo gujrat chali bhi gyi ans computer science me admission le bhi liya than usko aman ki hi company hire kar le as a software developer tab to vo akash ke anti kam karegi na chahte hue bhi.
Ye sirf meri imagination hai aisa hi ho jaruri nhi but chances to hai.
Ok bro very nice work.
Waiting for the next update.
 

Aakash.

ᴇᴍʙʀᴀᴄᴇ ᴛʜᴇ ꜰᴇᴀʀ
Staff member
Divine
Moderator
31,215
78,147
304
Aman misunderstood Aksh but he is a big business man and if he wants to spoil Aksh's small business then he is stupid because his decision is wrong and now I think Aksh refuses Aman that day and done a great job. We can win not with money but with mind.
Whenever Aksh and Sakshi do mischief with each other, I feel great, love can be seen in this fun. Sakshi is very innocent and intelligent, she loves, is also afraid, will have to face. Sakshi has to understand, even if she walks away from Aksh but her love for him will not diminish, Love does not diminish with distance and if it is a matter of expression, it depends on what Aksh thinks.
As always the update was great, You are writing very well, Now let's see what happens next, Till then waiting for the next part of the story.

Thank You...

🖤🖤🖤
 

parkas

Prime
23,012
52,902
258
Chapter 2 - The Journey

Update 12

Mega Update


Word Count: 4200
Estimated Reading Time: 00:19:00



Place: Surat, Gujrat 📍


Apne Cabin me Aman Subah se kisi kaam me laga hua tha, Aman to tabhi yaha chala aya jabb Suraj bhi nahi uga tha. Thodi der baad Suhana bhi office ajati he, wo akar sidha Aman ke cabin me chali jati he.

Suhana: Sir aap kis problem ko solve karne ke bare me raat ko keh rahe the?
Aman: Log mujhe humesha se Multi Business Entrepreneur ke naam se hi jante he, or ek Multi Business Entrepreneur ka kaam sirf ek Business ko sambhalne ka nahi hota.... So we are going to start another business....
Suhana: Okay sir... Waise bhi aapke har business successful hote he... And what will be my role sir?
Aman: is naye business ko puri tarah se tum handle karogi.... Lekin yaha rehkar nahi, Mumbai me rehkar....
Mumbai ka naam sunkar Suhana thodi heran ho jati he.
Suhana: Mumbai.... Sir can i ask you ke business model kya he?
Aman: zarur..... Kal humne Mumbai ja kar meeting ki thi, or pehli baar kisi ne meri deal thukra di....
Suhana: aapka Matlab, Aksh....
Aman: sahi kaha.... Hum uska business to Acquire nahi kar paye, lekin ab yahi business me shuru karunga... Wo bhi Mumbai me....
Wo kafi gehrayi se kuch soch kar kehta he. Suhana samajh gayi ke Aman ab Aksh ko compete karna chahta he.
Suhana: okay sir... I'm Ready...
Aman: Good.... Aaj se hi is kaam par lagg jao, or is hi week me Mumbai me ye Business shuru ho jana chahiye....
Suhana: Sir don't Worry.... Sabkuch ho jayega...
Aman: Good.... Ab Aksh ko samajh ayega ke life me kabhi ati hui Laxmi ko mana nahi karna chahiye....











Place: Mumbai, Maharashtra 📍


Subah ke 7 baje hue the, Aksh aaj kaam par nahi jane wala tha, isliye wo chain se so raha tha. Tabhi uske kamre me Sakshi ajati he, use sota dekh kar Sakshi ke dimag me kuch khichadi pakne lagti he.

Sakshi(mann me): kal raat mujhe sata raha tha na? Ab dekh....

Fir Sakshi Aksh ke paas ajati he or Aksh mo zor zor se hila kar uthane lagti he.
Sakshi: Aksh...... Aksh.... uthja na... Dekh teri Girlfriend ayi he Aai se teri shikayat karne..... Uthna jaldi...
Aksh: ahhh... Kya...
Wo ab bhi gehri nind me hi tha.
Sakshi: are bahar dekh teri Girlfriend Aai se teri shikayat karne ayi he, ja jaldi...
Aksh: ahhh.... Are yaar ye kya? Wo kyu agayi yaha?
Wo apni adhi nind me hi badbadate hue kehta he.
Sakshi: ab jaldi bahar ja...
Wo Aksh ka haath pakad kar bed se uthate hue kehti he. Aksh bechara apni aadhi nind me hi bahar chalne lagta he, Sakshi uske piche khade ho kar aage ka tamasha dekhne me lagg jati he.

Bahar Santosh bethkar News Paper padh raha tha, or Radha kitchen me kaam kar rahi thi, Aksh apni aakhe band kiye waha diwar ko tek laga kar khada ho jata he.

Aksh: umm.... Kya hua?
Wo apni aakhe band kare hi kehta he
Santosh: kya hua?
Wo paper niche kar ke Aksh ko dekhte hue kehta he.
Aksh: wo... Meri girlfriend ayi thi na.... Uhmm meri shikayat karne?
Wo kafi mushkil se apni aadhi akhe kholte hue puchta he, Radha or Santosh ko to kuch samajh hi nahi araha tha, lekin piche khadi Sakshi apni awaz dabaye Aksh par hass rahi thi.
Radha: kya kaha tune? Firse bol....
Wo Aksh ke nazdeek akar use hilate hue kehti he. Ab kahi ja kar Aksh ki nind tut gayi. Or wo yaha waha dekhne laga.
Aksh: kya?
Wo apni aakhe masalte hue puchta he.
Santosh: are abhi tune hi kaha na, teri Girlfriend yaha ayi he teri shikayat karne...
Aksh: kya? Mene.....
Wo apne dimag par zor dalte hue soch raha tha ke tabhi use kuch der pehle hua sara khel samajh ata he, wo jaldi se piche mudkar dekhta he to Sakshi uspar bahot hass rahi thi.
Aksh: Sakshi..... Tu to gayi....
Ye kehkar wo Sakshi ko pakadne ke liye daud padta he. Sakshi bhi furti se apne kamre ki taraf bhagne lagti he, wo tezi se andar ajati he or Darwaza band karne wali hi hoti he ke Aksh akar darwaza pakad leta he.
Aksh: aaj nahi bachegi tu....
Wo apni puri takat lagakar Darwaza khol deta he, Sakshi us se bachne ke liye bed par chaddh kar Aksh ko takiya de marti he.
Aksh: or kaha bhagegi? Tujhe pitkar rahunga aaj me...
Wo Sakshi ke upar jhapat te hue kehta he, or is baar Sakshi uske haath lagg hi jati he.
Aksh: agayi na haath me? Ab kese bachegi?
Wo Sakshi ko pakad kar bed par litate hue kehta he.
Sakshi: ahhh... Chhod Mujhe.... Tune bhi to kal meri masti kari thi na....
Wo Aksh ki kaid se chutt te hue kehti he.
Aksh: wo ab me kuch nahi janta....
Lekin is jhapat ke bich Aksh ka haath fisal jata he, or wo Sakshi ke upar hi gir gaya, ab dono ke badan ek dusre se puri tarah se chipke hue the, dono ke chehre hi apas me kafi nazdeek the. Sakshi Aksh ki aakho me dekhte hue Aksh ke piche se haath dalkar muskurane lagti he.

Aksh: are chhod mujhe....
Sakshi: kyu? Abhi to mujhe marne ke liye daud raha tha na tu?
Wo ek takk Aksh ki aakho me dekh kar muskurate hue us se puchti he. Lekin Aksh ko aise kafi uncomfortable sa feel ho raha tha.
Aksh: umm... Wo... Ahh... Badme dekh lunga tujhe... Ab chhod bhi de mujhe...
Wo Sakshi ki baho se bahar ane ki koshish karte hue kehta he. Sakshi ko bhi laga ke is se zyada kuch karna thik nahi hoga, to wo Aksh ko chhod deti he, Aksh uthkar bed se thoda dur khada ho kar apne aap ko sambhalne lagta he, Lekin Sakshi bhi uske piche hi uthkar Aksh ke nazdeek ajati he or uski aakho me dekhte hue zor se Aksh ko hug kar leti he. Dono ko ek dusre ki dhadkane saaf sunayi de rahi thi.
Aksh: kya ho gaya Sakshi?
Wo Sakshi ke sar pe haath ferte hue puchta he. Sakshi bass naa me sar hilati he, lekin Aksh ko Sakshi ke behavior me kafi samay se badlav sa lagg raha tha. Aksh kuch der takk aise hi khada raha, Sakshi ko to pata bhi nahi lagg raha tha ke waqt beet raha he, uske liye to Aksh ki baho me waqt puri tarah se tham sa jata.

Aksh: ab chhod bhi de mujhe....
Ab kahi ja kar Sakshi ko realize hua ke wo kafi der se Aksh ko hug kare hue thi. Tabb wo hadbada kar Aksh se alag ho jati he. Aksh aage akar Sakshi ke haath apne hatho me thaam leta he.

Aksh: Sakshi.... Kya baat he? Me kafi waqt se tujhe dekh raha hu, tu kuch alag alag si pesh ane lagi he... Agar koi problem ho to please mujhe bata de...
Wo Sakshi ki aakho me aakhe dalkar kehta he.
Sakshi: aisa kuch bhi nahi he Aksh wo to me bass.....
Wo apni nazre Aksh se churate hue kuch keh rahi hoti he ke Aksh uski baat bich me kaat deta he.
Aksh: yaar ab me itna bhi nahi samajh paunga? Please Sakshi.... Bata na kya baat he? Me humesha apne dil ki baate tujhse share karta hu na? Tu bhi bata de na kya hua?
Sakshi: s.... Sach me bata du...
Wo ghabrayi awaz me kehti he.
Aksh: ha bata na....
Ab Sakshi ka chehra kafi gambhir ho chuka tha. Or uski saase kafi tez chalne lagi thi.
Sakshi: Darasal.... Wo.... Aksh.... Umm.. Me.... Me tujhse...
Aaj Sakshi puri himmat juta kar shayad Aksh se apne pyaar ka izhar karne hi wali thi, ke tabhi waha Radha ajati he.
Radha: Aksh tu abtak tayar nahi hua? Beta jaldi aja mujhe bhi bahot kaam pade he.... Or Sakshi tu bhi chal mere kaam me haath bata de....
Sakshi: ha..... Ha... Aai... Bass... Ayi....
Wo Aksh se apne haath chuddate hue kehti he. Fir Radha waha se chali jati he, Sakshi bhi Radha ke piche hi kamre se jane lagi lekin Aksh piche se uska haath pakad kar use rok deta he.
Aksh: are pehle bata na, kya keh rahi thi tu?
Sakshi: are... Me kuch nahi... Me baad me baat karti hu tujhse...
Wo bina Aksh se nazre milaye apna haath Aksh se chuddate hue kehti he, or tezi se kamre se bahar chali jati he.

Aksh(mann me): yaar ye Sakshi ko hua kya he? Aise ajib sa bartav kyu karne lagi he ye ladki? Koi baat nahi, baad me puch lunga...
Fir wo apne kamre me ja kar tayar hone lagta he.

Sakshi(mann me): Deva..... Ye me kya karne ja rahi thi, agar mene kuch bol diya hota to.... To pata nahi kya anarth ho jata, lekin me kar bhi kya sakti hu? Mere liye khudko rok pana bahot mushkil hota ja raha he... Subah uth te hi Aksh ke khayal, raat ko sote hue bhi bass uske hi khayal, sapno me baate karta tha wo to thik tha, ab to jese har waqt mere samne hi dikhayi deta he... Deva me kya karu?

Yaha Sakshi gas par kuch rakh kar behadd gehri soch me dubi hui thi, tabhi Radha ki nazar uspar padd jati he, Radha use gas band karne ko kehti he lekin Sakshi to jese waha mojud hi nahi thi, tabb Radha khud gas band kar ke Sakshi ko kandhe se hilate hue hosh me lati he.

Sakshi: ha.... Ha... kya hua?
Wo Ghabrate hue Radha se kehti he.
Radha: tujhe 2 baar kaha gas band kar de... Lekin tu to itni gehri soch me padi thi...
Sakshi: asa kahi nahiye Aai... (Aisa kuch bhi nahi he)
Wo firse apne kaam me mashruf hote hue kehti he.
Radha: Sakshi bata bhi de kya baat he? Aai ko nahi batayegi to or kise batayegi?
Sakshi: Aai tum... Tum bewajah pareshan ho rahi ho, wo to me bass soch rahi thi ke konse college me admission lu, or kuch bhi nahi...
Radha: khara sangtes na? (Sach bata rahi ho na)
Wo Sakshi ko ungli dikhate hue kehti he.
Sakshi: Khote ka bolel mi (Jhut kyu bolungi me)..... Ab tum in sab baato par zyada dhyan matt do, Baba ko late ho raha he....
Wo situation ko kisi tarah sambhal leti he. Fir kuch der baad Aksh bhi ready hokar ajata he, Sakshi ko pata tha ke Aksh ab kuch der pehle wali baat firse dohrayega. Tabb wo Aksh ko nashta de kar Neha ke ghar par chali jati he. Aksh ne aaj Sakshi ke saath time spend kar ke apna mood fresh karne ke liye chutti kari thi, lekin jabb Sakshi waha thi hi nahi to wo bhi apne office chala jata he.

Sakshi bus me bethe hue apne aap kuch faisle kare ja rahi thi, ab wo kya soch rahi thi wo to aage pata chal hi jayega.

Sakshi Neha ke ghar bhi kafi khoyi khoyi si lagg rahi thi, Neha us se baate kar rahi thi lekin Sakshi ka dhyan to sirf Aksh ko yaad karne me laga hua tha.

Neha: Sakshi.... Sakshi.... Kaha dyhan he tera?
Uski awaz se Sakshi hosh me ajati he.
Sakshi: ha... Ha bolna... Kya.. kya keh rahi he...
Neha: me kabse pagalo ki tarah bole ja rahi hu, or tu he ke pata nahi kya soch rahi he...
Sakshi: yaar aisa nahi he.... Wo to aaj mera mann kahi lagg nahi raha he... To bass.... Waise Neha mujhe tujhse ek zaruri baat karni thi...
Neha: ha bolna kya baat he?
Sakshi: Darasal mene decision liya he ke me apni aage ki padhai Mumbai me rehkar nahi karne wali hu....
Uski baat sunkar Neha ke hosh ud jate he.
Neha: kya? Tu kya bol rahi he Sakshi? Mumbai me nahi karegi to fir kaha?
Sakshi: Gujrat..... Surat me ek college he, jo computer Science stream ke liye jana jata he, me wahi par apni aage ki padhai karungi....
Neha: Sakshi tu pagal ho gayi kya? Aise suddenly ye sab....
Sakshi(mann me): ab kya batau Neha tujhe.... Me kitni badi mushkil me fas gayi hu....
Neha: Sakshi.... Bolna kya hua?
Sakshi: ha... Ha... Yaar Neha me to bass apne future ka soch kar ye sab kar rahi hu...
Neha: lekin tu yaha rehkar bhi to acchi padhai kar sakti he na...
Sakshi: ha... Lekin wo college technical study me number one he... Or tu bhi janti he mujhe in sab chizo ms kitni dilchaspi he...
Neha: yaar tu bahot galat kar rahi he Sakshi....
Wo narazgi se Sakshi se kehti he.
Sakshi: tu Naraz kyu ho rahi he? Me humesha ke liye na waha ja rahi hu, me har month ati rahungi....
Neha: tu kuch bhi keh le.... Tera ye faisla galat he...
Sakshi: yaar please Neha, tu to mujhe samajh.... aaj kal to waise bhi mujhe koi samajh hi nahi raha he...
Lekin Neha maan ne ko tayar nahi thi, fir Sakshi use kafi der takk samjhati he, or bemann se Neha bhi maan jati he. Sakshi waha se apne ghar ane ke liye bus se nikalti he.

Sakshi(mann me): mene ye sab to khud decide kar diya... Lekin kya Aai Baba manenge? Or Aksh? Mujhe nahi pata me ye kyu kar rahi hu... Lekin mene ab faisla kar liya he... Me kuch bhi kar ke sabko mana lungi... Or Surat jane wale din, me Aksh se apne dil ki baat kar lungi, agar usne mana kiya to... To me.. me kabhi bhi us se nahi milungi.... Kabhi nahi... Us se kabhi baat bhi nahi karungi..... kya meri feelings koi mayne nahi rakhti? Aksh... Please tu maan ja.... Meri feelings ko samajh ja, me or kuch nahi chahti tujhse.... Please....

Wo window seat par bethkar apni num aakhe le kar apne dil se baate kare ja rahi thi, kuch der baad wo ghar ajati he. Aaj usne ek baar bhi Aksh ko call nahi kiya, Aksh ne to kayi baar Sakshi ko call, message kiye, lekin Sakshi apne aap ko kaam me busy rakhe hue thi. Sham ko jab Santosh or Radha baramde me bethe the, tabb Sakshi ne un dono se baat karna thik samjha.

Sakshi: Aai... Baba... Mujhe aapse kuch baat karni he...
Santosh: ha kaho na kya baat he...
Fir Sakshi dono ke paas beth jati he.
Sakshi: Aai.. Baba, Darasal mujhe apni padhai ko pe kar aapse kuch zaruri baat karni he.... Baba mujhe ab apni padhai kisi bade college me karni he, or mene ek college select kar liya he...
Santosh: to thik he na beta... Agle mahine se college admissions open ho rahe he na? Tabb waha kara lenge tera admission...
Sakshi: Baba.... Wo college.... G.... Gujrat me he...
Radha: kya? Gujrat?
Sakshi: ha Aai... Wo india ke kuch sabse behtarin colleges me se ek he... Or mujhe wahi par apni padhai karni he...
Santosh: Sakshi lekin Gujrat? Yaha Mumbai me hi kisi college me padh lo na....
Sakshi: Baba, yaha par kafi acche college he... Lekin Surat ke us college me is particular stream ki padhai bahot acchi hoti he....
Radha: to itni dur tujhe akele rehna he?
Wo kafi Sakht lehze me Sakshi se puchti he.
Sakshi: h.... Ha.... Wo meri dost bhi rehti he waha par(jhut)..... Me uske saath hi rehkar....
Radha: bakwas band kar de Sakshi.... Kahi nahi ja rahi tu, yahi Mumbai me koi college dekh kar usme hi padhai kar..
Wo Sakshi ki baat bich me kaat te hue gusse me kehti he.
Santosh: ha Sakshi.... Kahi janeki zarurat nahi he... Yahi rehkar padhai karo....
Sakshi: Baba lekin....
Radha: ab bass ho gaya Sakshi.... Mujhe ab is bare me koi baat nahi karni...
Sakshi: thik he.... To... To fir mujhe aage ki padhai nahi karni....
Santosh: Sakshi... Kya ho gaya tujhe? Ye kesi betuki zidd lekar beth gayi tu?
Sakshi: Baba parents apne baccho ko Study karne ke liye Abroad to asani se bhej dete he, lekin ye to bass dusre sheher ki baat he na? Agar mujhe kahi Abroad jakar padhne ka moka milta to kya aap mana karte?
Ab is sawal par Santosh chup ho jata he, kyu ke sach to ye tha ke agar aisa hota to Santosh khushi khushi Sakshi ko dusri country me padhne ke liye bhej deta.
Sakshi: Baba please..... Waha meri dost bhi to rehti he... Mujhe koi pareshani nahi hogi...
Wo aage badhkar Santosh ke haath thamkar kehti he. Santosh chup ho kar kuch soch raha tha.
Radha: aap kya soch rahe ho? Kahi nahi jane dena he ise...
Sakshi: Aai please na meri itni si baat maan lo.... Mene kabhi aapse kisi bhi baat ke liye zidd nahi ki he, lekin please is baar meri te baat maan lo na...
Wo Radha ke dono haath thamkar kehti he.
Santosh: Sakshi lekin tum akele waha kese rahogi...
Sakshi: Baba college me girl's Hostel bhi to he na.... Or agar koi zarurat padi to me apni dost se keh dungi... Lekin please mujhe waha padhne ki permission de dijiye...
Ab Santosh ko Sakshi ki baat sahi lagne lagi thi, lekin uska mann nahi maan raha tha Sakshi ko akele bhejne ka. Lekin ye baat Radha notice kar leti he.
Radha: dekhiye aap ko jo faisla karna he kariye... Lekin me Sakshi ko akele bhejne ke liye bilkul tayar nahi hu bass.....
Wo aage akar Santosh ke samne khade ho kar kehti he, or waha se ghar ke andar chali jati he.
Sakshi: Baba... Please aap samajhne ki koshish kijiye.... Mene humesha aap dono ki baat mani he, lekin please aap is baar meri baat maan jayiye na... Please Baba...
Wo Santosh ke haath thamkar uske samne gidgida rahi thi.
Santosh: Sakshi mann to mera bhi nahi maan raha tujhe akele bhejne ke liye, Lekin Radha maan jati he to.....
Wo Sakshi ko ek soft signal dete hue kehta he, lekin Sakshi janti thi ke Radha ka maan na lagbagh namumkin sa hi tha. Fir Santosh bhi andar chala jata he Radha se is baare me baat karne ke liye. Bahot der takk Santosh or Radha is bare me baat karte he, lekin Radha iske liye mana hi kar rahi thi.

Santosh: Radha tumhe chinta kis baat ki he?
Radha: kis baat ki Matlab? Wo akeli kese rahegi waha? Ek to mahol itna kharab ho chuka he or usme ye ladki pata nahi kesi zidd le kar beth gayi he....
Santosh: dekho Radha Sakshi ne aaj pehli baar itni zidd ki he, warna wo to humare ek baar kehne se har baat maan jati he, is baar itni zidd kar rahi he to koi baat hogi hi na? Mujhe lagta he ke hume Sakshi ko jane dena chahiye....
Wo Radha ke kandhe par haath rakh kar use samjhata he, lekin uski baat se Radha shock si reh gayi thi.
Radha: ye aap kya keh rahe ho? Sakshi kahi nahi jayegi.... Bass...
Santosh: Radha agar humne Sakshi ko mana kiya to use kitna bura lagega.... Usne pehli baar itni mannate ki he humse, or agar ab bhi hum use nahi jane de to..... Tumhara chinta karna lazmi he, lekin kabtak? Kya humesha humesha ke liye uske saath hi rehne wale he hum? Nahi na? Or Sakshi bahot hoshiyar he, usne kuch soch samajh kar hi ye sab socha hoga na?
wo bilkul shanti se Radha ko apni baat samjha raha tha, jiska asar ye hua ke Radha ko bhi ye sab sahi lagg raha tha, lekin after all wo he to ek Maa.
Radha: lekin wo akele kese waha reh legi? Kon khayal rakhega uska? Or...
Santosh: Wo bacchi nahi he.... Apna khayal rakh sakti he wo... Or hum milne bhi to jaya karenge hi na...

Lekin Radha ab bhi Haa Naa ke bich jung ladd rahi thi.
Santosh: Dekho Radha.... Jane do use... Uske future ke liye shayad yahi thik ho.... Maan jao....
Wo Radha ke Haath par apna haath rakhte hue kehta he. Kuch der takk soch vichar karne ke baad Shayad Radha maan chuki thi.
Radha: t... Thik he... Jesa aap sahi samjhe....
Santosh: Radha chinta matt karo, sabkuch thik hoga...
Fir wo dono bahar akar Sakshi ko ye baat bata dete he ke wo dono hi maan chuke he. Lekin Sakshi bilkul khush nahi thi, kyu ke ye sab wo majburi me kar rahi thi. Lekin ab bhi uska sabse bada padhav baki tha, wo tha Aksh ko manana.

Kareeb 7 baje Aksh ghar agaya tha, is waqt Sakshi akeli sofe par bethe TV dekh rahi thi, Aksh andar ajata he or ek nazar Sakshi ko dekh kar firse apni nazre fer kar sidha kitchen me chala jata he. Sakshi uthkar uske paas ajati he.

Sakshi: Aksh tu beth ja na....
Lekin Aksh uski baat ka koi jawab nahi deta or pani pi kar apne kamre me chala jata he.
Sakshi(mann me): ye Aksh ko kya ho gaya? Isne to mujhe dekha takk nahi...
Fir Sakshi uske kamre me chali jati he, jaha Aksh towel le kar washroom me jane wala hi hota he.
Sakshi: Aksh.... Kya hua? Tera mood aaj itna off kyu he?
Wo andar akar Aksh ke samne khadi ho kar puchti he. Lekin Aksh uski baat ka koi jawab nahi deta.
Sakshi: yaar me tujhse kuch puch rahi hu....
Is baat Sakshi unchi awaz me kehti he.
Aksh: mujhe tujhse koi baat nahi karni.... Hatt ja samne se....
Wo Sakshi ko apne samne se hatate hue kehta he. Lekin Sakshi use piche se hi pakad leti he or apni taraf ghuma leti he.
Sakshi: lekin baat kya he ye to bata na?
Aksh: accha? Tujhe call kar raha hu, message kar raha hu, ek baar reply bhi nahi de sakti thi tu?
Wo narazgi se apna muh latkate hue kehta he. Uski baat sunkar Sakshi thodi rahat bhari saas leti he.
Sakshi: Deva.... Dara diya tune mujhe.... Itni si baat par drama kar rah he...
Aksh: ha... Tere liye to choti si baat hi he, ab to koi or he na jo teri life me mujhse bhi zyada important he...
Wo piche mudkar sarcastically kehta he, lekin ye baat Sakshi ko bahot hurt kar deti he.
Sakshi: kya kaha tune? Teri himmat kese ho gayi aisi baat karne ki.... ha?
Wo gusse me Aksh ko ungli dikhate hue kehti he.
Aksh: to kya kahu? Ye baat tu bhi acchi tarah se janti he, ke me tere siwa kisi or se baate nahi karta, uske bawajud bhi tu pata nahi kyu mujhe ignore karne lagi...
Wo kafi udas sa ho kar bed par beth te hue kehta he. Aksh ka aisa mijaz dekh Sakshi ka dil to jese pighal sa jata he. Wo akar Aksh ke bagal me beth jati he.

Sakshi: Aksh.... I'm Sorry.... Me to aaj Neha se milne gayi thi na, to us se bate karte waqt mujhe moka hi nahi mila reply karne ka... Or jab ghar ayi to kaamo me itni busy ho gayi ke me mobile check karna hi bhul gayi... Ab maaf bhi kar de na mujhe....
Wo apne kaan pakad kar bahot hi pyaar se kehti he. Or ab Aksh kese Sakshi se naraz reh pata.
Aksh: chal chal... Me to mazak kar raha tha, ab mere liye khana laga de na, mujhe bahot bhuk lagi he...
Wo Sakshi ke haath niche karte hue kehta he.
Sakshi: thik he.... Tu jaldi se fresh ho ja...
Wo kamre se bahar jate hue kehti he. Fir Aksh ja kar fresh ho jata he or bahar akar jaldi jaldi khana khane lagta he. Sakshi ko ab darr sa lagg raha tha, kyu ke use Aksh se apni Surat jane ki baat bhi to karni thi.

Sakshi: Ahh... Aksh... mujhe tujhse kuch zaruri baat karni he....
Khana khatam hote hi wo sab kuch kitchen me rakh kar Aksh ke paas beth te hue kehti he.
Aksh: are ha.... Tu Subah bhi kuch batane wali thi na?
Sakshi: nahi nahi.... Ha... Ha wahi baat karni thi...
Wo subah ki baat ko nakarne lagti he lekin use us baat ko abhi convert karna thik lagta he.
Aksh: ha to fir bata...
Sakshi: nahi yaha nahi.... Bahar chalte he na...
Aksh: thik he chal....
Fir wo dono chalte hue thodi dur ek nadi kinare raste par ajate he.

Aksh: ab bata kya hua?
Sakshi: Aksh please pehle meri puri baat sunn na...
Aksh: okay...
Sakshi: Aksh.... Me.... Me apni aage ki padhai karne ke liye Gujrat ja rahi hu.....

To Be Continued.....


To dosto ye tha aaj ka Update, aaj Aman ne soch liya tha ke wo Aksh ko uske hi sheher me harayega, lekin kya uska plan successful hoga? Wahi Sakshi ne aaj kafi bada nirnay le liya tha, lekin kya Aksh is baat ko manega, kehte he na Niyati ka khel kisi ko samajh nahi ata, to bass ab agle Update me aapko Niyati ka khel samajh ayega, akhir Niyati ko kya manzur he.


Agar Update accha laga ho to like zarur karna or Comment kar ke apna view mere saath zarur share karna. Agla Update jald hi ayega till then Stay Tuned And Keep Smiling 😊 😊
Nice and excellent update...
 
Top