• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy इच्छाधारी देव

Nevil singh

Well-Known Member
21,171
52,927
173
UPDATE – 76

Udhar dev aur rudra bhi neel sagar pahuch jate hae lekin unhe waha pahuchte pahuchte suraj dhal chuka tha. Raat ne apna kala anchal failana chalu kar diya tha.

Rudra – dev is se acha to hum adrashya hokar yaha turant pahuch jate na? udan bhar ke aane me to poora din nikal gaya.

Dev – nahi rudra agar waese aa sakte to vanraj hame udan bharne ko nahi kahte. Waese yaha tak aa pana sambhav hi nahi tha. Us van ki shaktiyo ki wajah se.

Rudra – chalo thik hae par. Ab yaha hum kya kare. Na kuchh khane ko na peene ko na rahne ko

Dev – abe rota kyu hae. sale hum logo ki shaktiya kab kaam aayegi. Yaha ek mast room bana lete hae. jisme sab kuchh hoga. Aur lahro ke kinare thandi hawa ka anand lete hae subah jayege andar.

Rudra - chalo thik hae mae bana deta hu.

Fir rudra apni shaktiyo se waha ek cottage type ka bana deta hae jisme do mast bed laga deta hae aur khane ka poora saman bhi ikattha kar deta hae.

Rudra – dev yar pahle nahana hae.

Dev – ha kyu nahi chal ab to ye poora samandar apna hae jo karna ho kar le.

Fir dev aur rudra paani me chalang laga dete hae aur nahane lagte hae. kafi der nahane ke baad wo bahar aate hae aur khana kha lete hae. aur bahar aa kar baeth jate hae. beach pe. Jaha samandar ki lahre unke paero se baar baar takra rahi thi.

Dev – rudra chal ghumne chalet hae.

Rudra – abe satak gayi hae kya yaha ham dono ke alava kuchh nahi. ghumne kaese jayega aur kaha ghumne jayega.

Dev – ruk ja jara

Fir dev apni shakti se waha ek chhota sa yat bulata hae. aur rudra ki taraf dekh kar muskra deta hae.

Rudra – waah bhai. Ye sahi hae kahi aur jane se achha hae samandar ki saer pe hi chalte hae.

Dev – ha chal tu chala ise.

Rudra – bhai mujhe chalni nahi aati.

Dev – abe yaha kaun hae jisse takra jayega. Chala tu jyada se jyada idhar udhar lahrayega aur kya ukhad lega.

Rudra – ye bhi thik hae. aa baeth ja baki tu jane tera kam maene bol diya hae mujhe chalani nahi aati.

Dev – dheere dheere badata ja ek dam se speed mat lena

Rudra steering sambhal ke yaat aage bada deta hae to wo speed me bhagne lagti hae.

Dev – abe gadhe yaha kya race me bhag lene aaya hae. aaram se chala na.

Rudra bhi ghabra gaya speed se fir use samajh me aa gaya ke speed kaese control karni hae. usne dev ko dekha to dev aasman me ghur raha tha aur pal pal uski aankhe gusse me lal ho rahi thi.

Rudra – kya hua dev?

Dev ne use ishare se chup rahne ko kaha aur fir aasman me ghurne laga. Aur fir usi pal wo wahi palthi maar ke baeth gaya kuchh 15-20 minut baad usne aankhe kholi uske chehre pe kafi gussa tha.

Rudra - abe kya hua? Bolega ya mae kood jau samandar me kar loo aatmhatya?

Dev – wo mujhe kuch andesha hua to mae poonam se baat karne laga tha. Aur usse bat kar ke pata chala ke mera andesha sahi tha.

Rudra – kya hua sab thik hae na waha?

Dev – nahi, par sab thik ho jayega chinta ki koi baat nahi.

Rudra – kis ki mout aayi dev?

Dev – wo shahar me jo anna gang hae usne apne aadmi bheje hae gaanv me hum dono ko marne ke liye. Hamara pata poochne ke liye ittefaq se wo padma kaki se hi takra gaye aur jab kaki ne unhe kuchh nahi bataya to unhone unki kafi beijjati ki. Mere bare me ulta seedha bola, poonam ke baare me galat baat ki.

Rudra – aur us ke baad bhi ab tak wo jinda hae ? unki maa ka bhosda. Ye shalaka, nagarjun , aur gurum kya kar rahe hae.

Dev – raat ka intjar. bas kuchh hi der me un logo ka kam ho jayega. Tu ye soft drink pi abhi. Aur chil mar.

Rudra – abhi agar mae waha ja sakta to unki gaand marta mae. Aur tu mujhe chil marne ko kah raha hae?

Dev – abe dusro ko bhi kuchh kar lene de. Jitney log waha hae na abi hamare. Unme se ek bhi maidan me chala gaya to wo sale do kaudi ke gunde ek hath mooh pe aur dusra gaand pe rakh ke bhagenge samjha. Shalaka, poonam, gurum aur nagarjun koi kam nahi hae. sab ek se badkar ek hae.

Rudra – ha bat to sahi hae.

Fir dev aur rudra door tak faile samandar me aage badte chale gaye. Sirf chand ki roshni aur charo taraf vishal neela samandar jo rat ke andhere me kala dikh raha tha. Iske andar apni hi duniya basi hui thi. kuchh had tak sadharan lekin kuchh itni rahasyamayi ke jinke rahasya ki nahi pa saka tha ab tak. Lekin bahar ka Najara hi kuchh ajeeb tha. Ye dono dost yu hi batiyate hue ab wapas aane lage apni cottage ki taraf.

Udhar gaanv me

Rat ka andhera fail chuka tha.tabhi poonam basement me pahuchti hae. waha lagi screen par bangle ke aas pas ka scene chal raha tha aur HD camero ki wajah se wo sare log bhi dikh rahe the jo apni taraf se to chhup kar najar rakhe hue the.

Poonam – chalo tum sab yaha se najar rakho mae jati hu un sab ko thikane lagane.

Gurum – nahi bhabhi aap nahi jayegi hamare hote. Aap yaha se dekhegi waha mae jauga.

Shalaka – to mae jati hu na tum sab ruko

Nagarjun - maene koi galti ki hae kya? Koi nahi jayega. Sab yahi baetho bangle ki aur is ghar ki jimmedrai dev ne mujhe di hae. mae jauga. Samajh gaye sab log.

Gurum – bhai meri baat sun bhabhi aur shalaka to jayegi nahi hum dono ke hote. Lekin yaha baat itni si hae ke tumne dev ke saath rah kar aur uske bina bhi uske paksh me bahot kuchh kiya hae. ye pahla mouka mila hae, mujhe jane de. Please yar man ja.

Nagarjun – gurum tumahri baat sahi hae. mae sahmat hu. Chal tu kar le. Lekin fir bhi saath to mae bhi chaluga hi.

Gurum – manjur hae lekin tu kuch nahi karega. Chahe kuchh bhi ho jaye.

Nagarjun - thik hae.

Poonam – hame aap dono ki baat sahi lagi aap dono jaiye. Lekin mujhe wo kutta jinda chahiye jisne din me maa se baat ki thi.

Gurum - thik hae bhabhi mil jayega wo aapko. Nagarjun use nikal kar kinare kar lena aur use apne pas rakhna jab mae sab ko nipta du to use lekar hum aa jayega.

Nagarjun - sahi hae bhai chal.

Fir gurum waha lagi. Guns me se do moujar kuchh mug aur do chaku apni belt me fasata hae. aur poonam nagarjun ko bata deti ha eke kise lana hae.

Nagarjun – ye sab kyu ?

Gurum ek moujar with silencer aur kuchh mug nagarjun ko dete hue. Tum unki gadiya puncture kar dena. Aur mae ye fight bina kisi jadui shakti ke laduga. Yaha tak ki mujhe koi shield cover bhi nahi lena hae. un sale gali ke gundo ke liye jadui shakti no way boss. Aaj mae tujhe batata hu ke is duniya me hum log kaese fight karte hae plan kar ke. Nagarjun bhi muskrata hua uske saath chal padta hae.
beishaal rachnakriti hai dost
ab toh gurum ka action dhamaal chalu hoga. aur dev v rudra samunder ki thandi hawaon me apni thakan utar rahe hai apni cottege me.
 
Xabhi

"Injoy Everything In Limits"
10,211
42,569
174
दशहरे की हार्दिक शुभकामनाएँ भाई
 
Akil

Well-Known Member
3,033
8,441
158

Bhai waah mast update bas dekhna yeh hai ki woh bechara museebat ka maara jab poonam ke haath aayega toh woh uski karni ka in'am kitna pyaar se degi 😁
 
Top