Iron Man
Try and fail. But never give up trying
- 44,731
- 119,517
- 304
Intzar rahegaUpdate Kal dunga bhai
Intzar rahegaUpdate Kal dunga bhai
Bhai mujhe nahi lagta ki naitik ke hatya ke pichhe bindiya hogi kyunki Arjun jaisa bindiya ke bareme sochta hai ki wo ek achha aurat hai jisko blackmail ya fasakar ya chara banakar koi apna kaam niklwaya hai . Agar Arjun jaisa sochta hai bindiya waisi aurat nikli to wo kabhi nahin chahegi ki apne pyarr ke bete ko ranjish ka sikar banade . Han agar koi usse blackmail karke ye kam karwa sakta hai . Mujhe lagta hai ki naitik ke hatya munni ne kiya hogaजितना मुझे समझ आया है उस हिसाब से तो बिंदिया के कहने पर ही "नैतिक" की हत्या की गयी होगी
Bhai mujhe nahi lagta ki naitik ke hatya ke pichhe bindiya hogi kyunki Arjun jaisa bindiya ke bareme sochta hai ki wo ek achha aurat hai jisko blackmail ya fasakar ya chara banakar koi apna kaam niklwaya hai . Agar Arjun jaisa sochta hai bindiya waisi aurat nikli to wo kabhi nahin chahegi ki apne pyarr ke bete ko ranjish ka sikar banade . Han agar koi usse blackmail karke ye kam karwa sakta hai . Mujhe lagta hai ki naitik ke hatya munni ne kiya hoga
Bhai agar wo rekha se jalan rakhti hai to wo jab rameswar ji aur koushalya ji jab munni ke ghar shankar ji ka rishta lekar gaye the tab shankar se shadi kyun nahin ki apna alag hi sarte lekar baith gayi tab rekha iss sabme kahan thi . Ajju ke hatya ke baad jo muthbhed hui uske baad hi shankar aur rekha ki shaadi hui . Tab tak to munni rekha ko sayad janti bhi nahin hogi . Han shankar aur rekha ke shadi ke baad awasya rekha se jalan rakhti hai munni . Lekin munni chahta kya hai rameswar ji ke barbadi ya shankar ko mitana ?Bhai main aapki bat se sahmat hu ki Arjun ne Bindiya ko acha mana hai aur ab sab sudhar bhi kar diya hai. Par aurat ke andar jalan kitni jyada hoti hai uske bare me bhi to socho...
Haan munni par shaq kiya ja sakta hai qki wo Bindiya se bhi jyada jalan rakhti hai Rekha se par Krishna ya Inderjeet se jalan hogi aisa abhi tak kuchh samne nahi aaya hai