- 8,584
- 19,756
- 189
Thanks bhaiWaiting for next update Bhai
Keep reading and supporting
Update posted
Thanks bhaiWaiting for next update Bhai
Thanks Nevil bhaibeshkimti update hai dost.
Thanks bhaiYe cham cham bali kon hai.bahut badhiya update likha hai aapne
Jabardast update..Update...........08Idhar mujhe aur Ansh ko ghoonghroo ki awaaz aani band ho gayee to hum dono so gaye.
Ab aage.............Idhar so jaaney ke baad hum dono ki neend subah 7 bajey khul gayee.idhar Ansh abhi bhi daraa hua tha raat me jo bhi ghoonghroo ki awaaz ki wajah se tabhi usne Mujh se kaha.
Ansh...............Karan bhai hum ko ghar ke sabhi logo ko batana honga jo bhi kal raat me ho Raha tha uske liye.
Karan.............Ansh abhi kisi ko bhi kuch batana mat.ye shayed koi mazaak bhi kar sakta honga hamarey saath.isliye bata kar ke ghar waalo ko tension ho sakta hai.
Ansh...............Thik hai bhai.agar aap kehtey ho to me kisi ko kuch nhi bataunga.
Karan..............Chal ab tu bhi ready ho jaa aur mujhe bhi ready hona hai.q ke mujhe abhi aakash aur shraddha chachi ke yaha breakfast ke liye jaana hai.
Ansh...............Bhai aap hi pehle jaa kar ke ready ho kar aaiye.me baad me fresh ho jaunga.
Karan...............thik hai Ansh.
Phir me phataphat fresh hua aur kapdey pahen kar ke nichey aa Gaya. Nichey sab breakfast kar rahey they to Rohit ne kaha.
Rohit...............karan chal aa nashta kar lena.
Karan...............Badhey papa me to aaj aakash chacha ke yaha par nashta ke liye jaa raha hu.mujhe invite kiya hai na breakfast ke liye.
Rohit................Arey ha yaad aaya.accha thik hai tu jaa.aur ha kal tu free hai kya.tujh se kuch kaam tha.
Karan.................Ha kahiye na badhey papa kya kaam hai.
Rohit..................Arjun ki bhabhi hai na Mayuri uska call aaya tha.usko kuch shopping karni thi to wo keh rahi thi ke tum kal usko shopping kara saktey ho kya.agar tu kal free ho to.
Karan................Ha yhik hai badhey papa me kal Mayuri bhabhi ke saath shopping par chaley jaunga.aap unko haa bol do.
Rohit................thik hai karan me Mayuri ko bol deta hu.aur usko tera number bhi de deta hu.kal tum jaa kar ke shopping kar lena.
Swati................Aur karan dekh na wo Anjali ki jethani hai to jaisa wo kahengi waisa hi karna.usko khush hi Rakhna.
Karan.................Ha thik hai chachi.ab me chalta hu aur nashta kar ke aata hu.
Swati...............Ha thik hai.
phir me ghar se Nikal Gaya.Aakash aur shraddha ka ghar hamarey ghar ke karib me hi tha.to me unke ghar par gaya aur door bell bajayee to andar se aakash ne door open kiya.
Aakash..............karan aa gaye tum.hum tumhara hi intezaar kar rahey they.
Phir me andar aa gaya.andar aaya to mujhe bohot hi acchi khushbu aa rahi thi khaaney ki.itne me shraddha chachi bhi aa gayee.shradhha ne leggins aur kurti pehni huyee thi.leggins itni tight thi ke poorey gaand ka shape dikh raha tha.aur oopar se white leggins to usme se black colour ki penty dikh rahi thi.Shraddha to ek dum hot lag rahi thi.phir shraddha ne kaha.
Shraddha...............Karan bas 5 Minute ruko
bas nashta ho hi gaya hai ban kar.
Karan...............Chachi ab intezaar nhi ho raha hai.kitchen se khaney ki itni acchi khushboo aa rahi thi ke kya batao.bas khaaney par toot padhney ka mann kar raha hai.
Shraddha..............ha karan bas tum betho me nashta lagati hu table par.
Aakash................Shraddha Renu ko bhi bula.karan ke yaha aaney se to wo bohot khush thi aur ab wo aaya hai to dikh nhi rahi hai.
Shraddha...............Ha usko bulati hu wo room me hi hai.
phir shraddha Renu ko awaaz deti hai.aur phir wo nichey aati hai.aur jaisey hi nichey aati hai to me usko dekhtey hi rehta hu.Renu ne is wakt jeans aur tshirt pehni thi.wo to ek dum Bomb lag rahi thi.phir me ne us se kaha.
Karan............Hello Renu.
Renu................Hello karan.
Akash..............Karan kal Renu bhi gayee thi meley.aur kal tumhari fight dekh kar to tumhari fan ho chuki hai.wo kab se tum se milna chahti thi.abhi tum aaye ho to chup ho gayee hai.
Itne me shraddha ne dining table par nashta lagana start kiya aur phir hum sab nashta karney beth gaye.Nashtey me poha aur halwa tha aur coffee thi.jis se kha kar mera pet hi bhar gaya tha.
Karan................Chachi nashta kar ke to pet hi bhar gaya hai.itna tasty khana me ne bohot kam baar khaya hai.
Shraddha...................Ha to karan tum yaha hi aaya karo nashta karney ke liye.hum ko bhi bohot khushi hongi.
Akash..............Ha karan tum bhi aa jaaya karo.ye bhi tumhara hi ghar hai.
Karan...............thik hai.
Phir hum sab ka nashta ho jaaney ke baad me aakash ke saath beth gaya aur saath me Shraddha bhi aa gayee thi.phir me ne kaha.
Karan................Chacha mujhe aap se kuch baat karni hai.
Akash................Ha kaho na karan kya baat karni hai.
Karan..............Chacha mujhe dad aur mom ke baarey me bataiye na kuch.aap to dad ke gehrey dost they na.aap ko to sab pata honga dad ke baarey me.
Akash................Karan hum dono dost nhi balkey bhai jaisey they.tumharey dad ke bohot saarey dost hua kartey they lekin sab se khaas me tha.aur meri aur shraddha ki shaadi bhi usne hi karaya tha.
Karan..................Accha,Aur aap Anil ke baarey me kuch bata saktey hai kya.anil aur dad bhi boltey hai ke dost they.
Akash..............Karan me Anil ko to zyaada nhi jaanta tha.wo tere dad aur mom ka common friend tha.ha ek se 2 baar mujhe Deepak ne Anil se milaya tha.bas us se zyaada mujhe anil ke baarey me nhi pata.
Karan.................Accha to kya aap bata saktey hai ke maa aur papa ki mout ki wajah kya ho sakti hai.koi aap si ranjish ya koi aur wajah.
Akash................Karan abhi to ye kehna mushkil hai ke Deepak ki mout ki wajah to nhi pata hai lekin Deepak ki mout ke baad jab Neha tujhe idhar le kar aayee thi goan me us wakt Neha pareshan thi.aisa lag raha tha ke usko koi maarna chahta tha aur tujhe bhi.
Karan..................Kon maarna chahta tha chacha mom aur mujhe.
Akash..................Ye to psta nhi karan.Neha is goan me 1 mahina rahi thi.us wakt teri umar 2 saal ki thi.aur kavya 4 saal ki thi.aur tum sab family saath me rehti thi.ek din neha ne aa kar kaha tha ke me ab karan ke saath is goan me nhi reh sakti hu.Neha ko mumbai jaana tha isliye phir me ne kisi tarah se Neha aur tujhe yaha se mumbai bhej diya tha.
Karan................Accha, chacha mujhe lagta hai ke jo kal hamla hua tha wo chacha par nhi mujh par hua tha.koi to hai jo mujje maarna chahta hai
Meri baato ko sun kar dono bhi shocked ho gaye they.
Akash................Karan ye tu kya keh raha hai.
Karan................Me sach keh raha hu. Anil ne hi mom dad ko maara tha.aur anil ne kisi ke isharo par mom dad ko maara tha.aur mujhe aisa lagta hai ke jis ke isharo par Anil ne mom dad ko maara tha wo is hi goan ka hai.
Karan................Mujhe ye ek baat samajh nhi aa rahi hai ke mom ne anil se shaadi q ki.
Akash................Karan anil Deepak aur neha ka friend tha.Aur jab neha goan se tujhe jab le kar gayee thi to wo anil ke yaha par Rukee huyee thi.shayed dono me pyaar hua honga aur phir shaadi kar li hongi.ye mujhe aisa lagta hai.
Karan...............Accha thik hai chacha me bhi ab chalta hu.aap ne meri bohot help ki sab bata kar ke.
Akash................karan tujhe ek important baat batani hai.
Karan.............kya chacha
Akash................Karan jab neha tujhe yaha se le kar mumbai jaa rahi thi tabhi hi Neha par hamla hua tha aur jaan se maarney ki koshish ho rahi thi tujhe aur Neha ko.us wakt ek aurat ne neha aur teri jaan ko bachayee thi.aur jab Neha mumbai pohchi thi tab usne mujhe bataya tha.
Karan................Chacha kon thi wo aurat jisne mujhe aur mom ko bachaya tha.mujhe us se abhi hi milna hai.usko sab pata honga.
Akash................Karan ye to mujhe bhi nhi pata hai.me ne neha se pucha tha lekin usne mujhe nhi bataya.neha ko jis aurat ne bachaya tha usne neha ko kasam di thi uska naam nhi bataney ke liye.isliye usne mujhe bhi naam nhi bataya tha.
Karan.................Chacha wo aurat hi hum sab ko sach bata sakti thi.lekin wo aurat kon thi ye bhi nhi pata.
Akash................Karan tu thora sabr rakh.sab thik ho jayenga.Asli gunehgaar bach nhi paayenga.
Karan.................Ha chacha jis ne bhi mere mom dad ko maara hai agar wo paatal lok me bhi honga to usko waha se ghaasit kar usko maar doonga.wo bachenga nhi mujh se.
Karan.................Chalo ab me chalta hu.baad me phir kabhi nashta karney aaunga.
Akash................thik hai karan
Phir me akash,shraddha aur Renu se mil kar ke me apney ghar par aa gaya.idhar mere aaney se Akash,shraddha bohot khush they.
Shraddha..............Akash mujhe to karan me deepak ki jhalak dikhti hai.
Akash..............Ha shraddha tu ne sahi kaha hai.karan se to me bohot impress hua hu.mom dad ke Marney ke baad bhi itne saskaar hai usme.meri to yahi khwahish hai ke karan aur Renu ki shaadi karao.
Shraddha.................Ha meri bhi iccha hai.hamari Renu ke liye Karan accha ladka honga.
Idhar me apney ghar par aa gaya aur terrace par beth kar us hi aurat ke baarey me soch raha tha jis ne mom aur meri help ki thi.me bhi us wakt chota tha to mujhe bhi yaad nhi tha ke wo aurat kon thi jis ne hum ko bachaya tha. Abhi me yahi sab soch raha tha ke itne me Anjali di aa gayee terrace par.
Karan...............Arey di aap yaha kuch kaam tha kya.
Anjali...............Ha karan mujhe tujh se kuch baat karni hai.kar sakti hu kya.
Karan.................Ha di is me puchney waali kya baat hai.kaho na kya kehna hai aap ko.
Anjali.................Karan arjun ko hai na thora sa shak ho gaya hai.
Karan...............Shak ho gaya hai me kuch samjha nhi.aur kis par shak hua hai.
Anjali.................Arjun ko aisa lagta hai ke hum dono ke beech kuch chal raha hai.jis tarah se me teri side le rahi thi jab shweta ne sab ke saamney tera mazaak udhaya tha na.tabhi se Arjun ko shaq ho gaya hai.
Karan................Arjun kya pagal ho gaya hai kya jo bhai behan ke Rishtey par shaq karta hai.aur aap ne usko kaha nhi kya hum dono bhai behan hai aur is ke aagey hamara aur koi Rishta nhi hai.
Anjali.................Nhi na karan me bolney ki kitni koshish ki lekin wo sunney ko hi raazi nhi tha to me kya karti.
Karan.................Mujhe to ye samajh nhi aa raha hai ke shaadi se pehle uski aisi harkat hai to shaadi ke baad kya kya karenga. Aur aap to padhi likhi ladki ho aap ye sab kaisey seh sakti ho.aap tod do na ye shaadi.
Anjali................Me nhi tod sakti hu.mom dad kabhi bhi raazi nhi hoyengey.ye Rishta pandit ji ne karaya hai aur mom dad pandit ji ka Rishta kabhi bhi tootney nhi dengey.ha agar arjun Rishta tod lenga to shaadi nhi ho payengi phir.
Karan.................Accha agar Arjun ki taraf se ye rishta tootta hai to aap ko to kuch problem nhi hongi na.
Anjali..................Nhi mujhe koi problem nhi hongi.lekin Arjun q Rishta todenga.Usko Rishta todney ki wajah to honi chahiye na.
Karan.................Arjun ko Wajah bhi mil jayengi di.aap tension mat lijiye.me us shaki insaan se aap ki shaadi nhi honey doonga.bas jaisa me kahunga aap ko waisa hi karna honga.aur jo bhi me karunga usko aap ko Rokna nhi honga.
Anjali.................Lekin tu kya karenga.ye to bata de
Karan..................Di abhi to me aap ko bata nhi sakta lekin jo bhi me karunga soch samajh kar hi karunga.aur us se aap ko tension leney ki zarurat nhi hongi.
Anjali.................Thik hai me ab jaati hu.tujhe yahi bolney aayee thi.aur kal tu Mayuri bhabhi ke saath jaa raha hai to thora dhyaan rakhna.aur shikayat ka moka nhi dena.
Karan................Ha di me dhyaan Rakhunga.
Phir Anjali di chali jaati hai.idhar me wahi aurat ke baarey me soch raha tha jis ne hamari help ki thi.phir yahi soch soch kar poora din guzar gaya.phir hum sab ne dinner kha kar Me aur ansh oopar aa gaye soney ke liye.Idhar Ansh ne kaha.
Ansh.................Bhai phir se raat me ghoonghroo ki awaaz to nhi aayengi na.
Karan...............Nhi aayengi mujhe lagta hai koi hamarey saath mazaak kar raha tha.chal ab so jaa.
Idhar phir hum dono Raat me so gaye.takriban 1 bajey raat ke hum dono ki neend Achanak khul gayee.Aur neend khulney ki wajah thi wahi Cham cham ghoonghroo ki awaazey.ye awaaz sun kar me aur Ansh dono shocked ho gaye they.
Ansh.................Karan bhai phir se ghoonghroo ki awaaz aa rahi hai..
Karan..................Chal nichey chal dekhtey he ye ghoonghroo ki awaazey kaha se aa rahi hai.
. Phir hum dono nichey aa gaye lekin abhi bhi ghoonghroo ki awaazey aa rahi thi.hum dono ko samajh hi nhi Raha tha ye awaazey kaha se aa rahi hai q ke ghoonghroo pehney huye to koi bhi hum ko dikh nhi raha tha.
Ghoonghroo ki awaaz hum ko deewar ke andar se aaney lagi kabhi chat par se to kabhi zameen ke nichey se awaaz aa rahi thi.me bhi ab pagal ho gaya tha ye awaaz sun kar ke.tabhi hum ko aisa laga ke ghoonghroo pahen kar ke koi ghar se bahar jaa raha hai isliye me uske pichey bhaagney laga hi tha ke Ansh ne kaha.
Ansh...................Bhai aap itni Raat me kaha bahar jaa rahey ho.raat ke 1 baj rahey hai.
Karan.................Ansh bahar jaa kar dekhna hi honga ye ghoonghroo ki awaaz abhi bahar se aa rahi hai.tu yaha hi ruk me dekh kar aata hu.
Phir me Ghar ka open kiya aur ghar se bahar nikal kar dekhney laga.Raat ke 1 baj rahey they bahar poora sannata tha.mujhe abhi bhi ghoonghroo ki awaaz aa rahi thi.lekin ghoonghroo pahen ne waali koi bhi nhi dikh rahi thi.phir me ghoonghroo ki awaaz ka picha karney laga aur picha kartey kartey me kheto ke andar chala gaya.kheto ke andar aaney par bhi mujhe ghoonghroo ki awaaz aa rahi thi.mujhe to av kuch samajh hi nhi aa raha tha ke ye kya ho raha tha.tabhi meri nazar ghar par padhi aur ghar se Ansh ke chillaney ki awaaz aa rahi thi.aur ghar ki light band chaalu band chaalu ho rahi thi.aur ye sirf ek light nhi balkey ghar ki har light ka yahi haal tha.ghar ke compound se le kar ghar ke hall,bedroom aur yaha tak ke toilet ki light bhi band chaalu band chaalu ho rahi thi.oopar se Ansh ki chillaney ki awaaz sun kar me bhi darr gaya tha aur kheto se bhaagta hua ghar ki taraf jaaney laga.
Friends aap ko update kaisa laga comment section me zarur batana.
Thanks bhaiSuperb sir jeee.....
Kya sach much chudail ka saya hai ya ye wahi dono hai Mayuri or sulekha jo karan se baat karna chahti thi.....
Waiting for next update......
Thanks bhaiWaiting bro...
Ye SB pandit krva rha haiUpdate...........08Idhar mujhe aur Ansh ko ghoonghroo ki awaaz aani band ho gayee to hum dono so gaye.

Superb sir jeee.....Update...........08Idhar mujhe aur Ansh ko ghoonghroo ki awaaz aani band ho gayee to hum dono so gaye.