• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Incest Akhir kyu? From hatred to love (with pics) (Completed)

Kya hero ne jo bhi kiya wo sahi kiya? (Voting aap sabhi 2-3 update pdhne k baad karna)

  • Hn sahi kiya

    Votes: 338 67.2%
  • Nahi, apni behan k sath aisa nhi krna tha

    Votes: 56 11.1%
  • Rahul nirdosh hai

    Votes: 90 17.9%
  • Neha nirdosh hai

    Votes: 19 3.8%

  • Total voters
    503

NawTDoggy

नटखट शरारती कुत्ता
233
828
109
Update-22

Ab tak...

Mann ko shaanti deni thi usko thodi derr ke liye.

Isliye usne ek baar aur force se tanisha ko bina kuch kahe hataane ka prayatn kiya aur haath hata diya aur aage badha gate ki taraf.

Ki firse tanisha ne usse pakad liya aur gate ke saamne apne haath khol ke khadi ho gayi. Jese rahul ko jaane se rok rahi ho...

Tanisha ne rote rote kaha...
"Tumhe sunn na hai na sach? Sunn na hai na?? Tum wese bhi nahi maanoge hai na? Pareshaan karne me mazaa aata hai na tumhe apni tanisha ko?? Toh suno..."

Ab aage...

Iss baar rahul ke kadam wahi tham gaye. Usne iss baar tanisha ki baat ko gaur kiya aur uski aankho me jhaankne laga sach jaan ne ke liye.

Uska dhyaan chand second ke liye ateet pe chala gaya tanisha ka rota hua chehra dekh ke, wo pal, wo lamha, wo manzar jab wo tanisha se pehli baar mila tha. Uss ek din kya kuch nahi hua tha rahul ki zindagi me aur ant me uski tanisha se mulaqaat hui...

FLASHBACK...

Baat tab ki hai jab rahul 11th standard me tha, yaani aaj se lagbhag 5 saal pehle...

Raat ka samay tha, kareeb 11 baj rahe the. Halki halki thandi hawae chal rahi thi. Shaant mahaul...
Street lights...
Raaste pe chalti thodi boht gaadiya...
Ped ki pattiyo ki hilne ki harkat...
Chaand ki maddham roshni...
Haseen nazaara tha.

"Hah hah hah... Ha... Hah" haafte hue ek ladka dheere dheere apne shareer ko poori taakat se aage chalne ke liye majboor kar raha tha. Maathe se khoon beh raha tha.
Shirt pe khoon ke dhabbe...
Gaalo pe kharoche...
Hatheliyo me khoon...
Ast vyast haalat me wo bas aage ahishta ahista badha jaa raha tha.
"Haah..haah.." haafna band nahi ho raha tha...

Raaste me aage ek patla sa turn aaya...shayad waha ek gali thi...
Ladka chalta jaa raha tha aur achanak mod me mud gaya...
"Ouchhh...."
Ki tabhi wo kisi cheez se takraya..
Takraane se ladka neeche gir gaya, par saath me hi koi aur bhi gira.
Ye koi cheez nahi thi...
Ye toh koi shaks tha...
Aur wo bhi ek ladki upar se...
Ladke ne girne ke baad usse dekha tab pata chala usse.

Wo mudne ke baad uss se takra gaya tha aur bechaari ladki bhi gir gayi takraane se. Ladke ne pehle toh sirf yahi gaur kiya ki saamne jis se woh takraya wo ek ladki hai par jab usne dhyaan se dekha toh paaya ki wo ek behad hi khubsoorat ladki thi.

Lambe khule kaale baal, patla slim shareer, mastaani kamar, kaali kajariya nasheeli aankhein, gulaabi hoth jinko abhi wo daato tale dabai hui thi shayad takraane se halka dard hua...
Ladka usko dekh raha tha bas, kya saundarya tha.
Mann hi mann tareefo ke pul baandh raha tha woh.

Idhar ladki ne jab ladke ko dekha toh ekdum stabdh reh gayi. Kyu na hoegi? Khoon se sana hua tha wo.

"Ye... Ye khoon?? Ye khoon kese? Kya hua tumhe??" Chintit swar me ladki ne kaha...

Chintit awaaz me bhi kitni madhur thi uski awaaz. Ladke ki tandra bhang hui aur usne badle me jawab diya...

"Huh!? Ji...jii..wohh..wo.. wo thodi maar peet me..."

Uske aise jawaab se ladki thodi jhijki. Kyuki raat ka samay tha, aas paas zyada log bhi nahi the. Upar se khoon se sana ladka aur maar peet ka case...

"Ye...ye dikhne me toh shareef lag raha hai, kapde bhi acche hai iske par khoon se sane hai, yadi ye sabhya ladka hai toh maar peet kese???... Kya mujhe madad karni chahiye!? Ya nikal lu yaha se? Kahi isne mere saath ched chaad ki toh? Par ye zakhmi bhi hai aur umr me chota lag raha hai... Ek zakhmi ki madad karna koi galat baat nahi hai, I think mujhe madad karni chahiye." Ladki ne socha.

"Tumko...tumko toh boht chot aayi hai, tum chalo mere saath idhar pe aao" ladki ne paas me hi ek bench ki taraf muh karke ishaara karke kaha.

Bina kuch kahe ladka waha se uthne ke liye hua toh ladki paas me aayi uski baazu ko pakad ke khada kiya.
Kya khusbhu thi...
Jo uske shareer aur khule baalo se aa rahi thi.
Naram haatho ka komal sparsh.
Ladka mantramugdh sa khicha chala gaya bas.

Bench pe ladke ko baitha ke ladki ne apna backpack khola jo woh peeche taangi hui thi bada sa.
Usme se usne ek first aid kit nikaali, kit se savlon aur cotton nikala.

Cotton aur savlon ki sahaaeta se wo uska khoon saaf karne lagi. Haatho me fir gaalo pe aur fir maathe me karne ke liye wo uske ekdum kareeb ho gayi. Ladki ki saase ladke ke chehre pe padd rahi thi. Uski garam saasein ladke ko jala rahi thi. Pighla ke rakh diya tha uss garmahat ne uss ke dil ko.

Yaha wo zakhm pe dhyaan de rahi thi toh wahi ladka zakhm bhool ke uske chehre ko kareeb se nihaar raha tha. Ab ladke ke chehre pe laali aane lagi thi. Ladki ki sundarta ne usse sharmaane pe majboor jo kar diya tha.

Fir ant me usne pattiya baandhi aur kit wapas backpack me rakh li. Zakhm gehre nahi the bas kayi kayi jagah the jiske kaaran khoon nikla aur shirt bhi sann gayi khoon se.

"Ye lo... Mene first aid kar dii hai" ladki ne uske bagal se baithte hue kaha.

"Jii boht boht shukriya... Aur sorry, wo..wo mein bina dekhe ekdum se mud gaya." Ladke ne kaha.

"Ni...galti meri bhi thi. Mein toh zakhmi bhi nhi hu fir bhi dhyaan nahi diya. Wese... Tum ye maar peet me kese? Dikhne me toh shareef ghar ke lagte ho..." Ladki boli.

"Jii...jii.. woh.. lambi kahani hai miss"

"Ohhh!! Bura na maano toh kya bata sakte ho? Yadi bataane layak ho toh?"

Fir ladka usse kuch ghante ke pehle ki vardaat apni zubaani me bataata hai.

"Ohh my god!! Ye...ye toh boht hi pechida maamla hai. Par tumne poori baat nahi batayi. Aur.. wese tumhara naam? " Ladki ne kaha.

"Jii..mein.. mein rahul.. rahul mishra aur aap?" rahul ne jawab diya.

"Mein tanisha... Tanisha verma"

R : nice name...

T : toh!?? Dekhne me toh tum highschool ke lagte ho.

R : ji hn.. abhi 11th me aaya hu. Aap yaha itni raat ko? Kho toh nahi gayi na?

T : abhi abhi toh iss sheher me aayi hu, bas jaha rasta dikh raha hai badhti jaa rahi hu.

Tanisha ki iss baat ne rahul ko chaunka diya.

R : ky..kya matlab?

T : matlab ki mein iss sheher me nayi hu, mujhe koi raasta nahi pata.

R : arre toh aise raat ko kyu bhatak rahi ho? I mean... Aapka ghar kaha hai? Aap yaha kis liye aayi ho?

T (dheemi awaaz me ) : wo ghar ab mera kaha hai?

R : huh!? Aap.. aapne kuch kaha?

T : huh? Na na.. kuch nahi. Mera koi thikaana nahi hai. Bas chalti jaa rahi hu.

R : ye aap kya bol rahi ho? I mean aapke mom dad? Aapka parivar kidhar hai? Aur yaha aap aayi ho toh koi reason toh hoga hi...

T : mere jo hai bhi.. wo mujhe apna nahi maante. Yaha aane ka mera koi reason nahi hai. Yaha pe mera koi nahi hai. Bas mein akeli hu...
Train yaha ruki toh bas mann kiya aur utar gayi iss sheher me.
Bolte bolte uski aankhe nam ho gayi.

Rahul firse chaunka. Ek behad khubsurat ladki, akeli ek naye anjaan sheher me itni raat me chali jaa rahi thi. Kya majboori ho sakti hai uski?

R : sabse pehle toh mein ek baar aur sorry bolta hu ki aapse takra gaya. Par takraane se aap se mulaqaat hui uss baat ki khushi bhi hai. Aap ek boht hi khubsoorat aur meherbaan ladki ho. Aur shayad aap kisi wajah se apni majboori nahi bata paa rahi hai ya bataana nahi chaahti. Shayad koi badi baat hai, mujhe pata hai... Mein samajhta hu... Koi baat nahi, par abhi mein jo kahunga wo aap please kariyega...

T : huh!?
Tanisha ko ek baar darr sa lagta hai. Kya karne bol raha tha rahul?

R : pehle mujhe khud ko acche se introduce karaane dijiye. Mein rahul mishra hu, 11th standard me hu. Mere ghar me mom dad aur meri ek behan neha hai. Dad bank me govt. job pe hai aur mom ek housewife hai. Meri behan abhi 8th standard me gayi hai. Ye tha mera intro, ye dena isliye zaroori tha taaki aap mujhe koi era gera na samjhe aur aap nishchint rahe. Mein ek sabhya middle class family ko belong karta hu. Ab jaha tak mujhe pata hai aapke paas koi thikaana nahi hai aur aapne meri itni madad ki toh ab zara mujhe bhi aapki khidmat karne ka mauqa dijiye.

T : ma..matlab?

Rahul ne smile kiya aur phone nikaal ke kisi ko call kiya aur fir call cut karne ke baad usne tanisha ka haath pakad ke uthaya aur chalne ko kaha.

T : ka..kaha le jaa rahe ho mujhe? Dekho... Koi galat kaam toh nahi kar rahe na? Mene tumhaari madad ki hai dekho...

Tanisha ghabra gayi thi. Koi bhi ladki hoti toh shayad wo bhi ghabra jaati.
Rahul ke baare me wo abhi jaanti hi kya thi? Bas thodi si baatein...

R : ghabraiye mat tanisha jii. Mere pehchaan ka ek mitr hai, uska flat hai yahi paas me hi, full furnished hai. Aap aaj se wahi thehrengi.
Bilkul darrne ki zaroorat nahi hai. Aap mujhpar trust kijiye. Aapne mujhpar ehsaan kiya, please mujhe usse chukaane dijiye.
Paiso ki chinta mat kijiye. Jab tak mein nahi kehta wo aapse paisa nahi lega. Jab tak aap ke thikaane ka intezaam nahi ho jaata aap waha theher sakti ho. Flat me aur koi nahi rehta hai. Aap nishchint rahiye. Aise raat ko ghumna khatre se khaali nahi hai.

Rahul ki baatein sunn ke tanisha achambhit si khadi thi. Usse samajh nahi aa raha tha ki rahul sach me accha insaan hai ya meethi meethi baatein karke usse fassa raha hai!?

Par uska dil keh raha tha ki rahul ek saccha insaan hai. Dheere dheere wo rahul ke sath flat ki taraf badhi. Iss dauraan rahul boht baatein kar raha tha taaki tanisha ka mann behal sake, jabki tanisha sirf hn hu mein hi jawaab de rahi thi. Shayad abhi bhi uske andar darr tha. Par wo bag me pepper spray wagarah sab rakhi hui thi isliye wo rahul ke saath chal di, yadi kuch hua bhi toh spray usko bacha lega ye soch ke.

Thodi derr me society aa gayi, jaha halki fulki chehal pehal thi, raat ke samay log khaana peena kha ke tehelne nikalte the, ye nazaara dekh tanisha ko thoda relax feel hua...

Lift lagi hui thi jiski madad se wo dono second floor pe gaye, aur waha ek door ke saamne khade ho gaye jo locked tha.

"Bas miss... Mera friend aata hi hoga" rahul bola.

Thodi derr me uska friend aaya aur flat ka taala khol poora flat dikhaya jaha sab kuch tha. Poora furnished flat tha wo. Tanisha ko dekh ke yakeen hi ni ho raha tha ki wo yaha rukegi aur usse koi paise bhi nahi dene padenge.

"Ye lo rahul bhai flat ki key. Madam ko jabtak rukna hai rukk sakti hai, mein jab tak aap nahi kahenge koi charge nahi lunga inse. Aur inki safety ki chinta mat kijiye aap, ye society boht acchi hai, neeche guards bhi hai, aur pados me bhi log hai hi..." Rahul ke friend ne kaha.

"Miss! Iss se miliye... Ye hai yash, ye flat issi ka hai, I mean inke papa ka hai, wahi baat hai.
Aur yash inse milo, ye hai miss tanisha verma, meri mulaqaat inse abhi hui hai, aur inhone meri boht madad ki hai, isliye aaj se ye yahi pe rukengi." Rahul ne dono ko ek dusre se introduce karaate hua kaha.

Tanisha bhi badle me hello bolti hai aur fir yash key deke chala jaata hai.

R : "Haa toh miss! Aapke paas kya kya samaan hai? Yadi kuch abhi chahie ho toh bata dijiye mein le aaunga"

Tanisha ko abhi bhi yakeen nahi ho raha tha ki itna accha flat usse aise hi mil gaya rehne ke liye. Kahi iske peeche koi jhol toh nahi tha na? Usko abhi bhi shanka thi kahi na kahi ki baad me kuch lafda na ho...

T : nahi... Mere paas saara zaroori samaan hai.

Tanisha ne apna backpack nikaala aur usme se saara samaan baahr kar diya...

R : ye... Ye documents kese?

T : ye mere certificates aur graduation report cards wagarah hai.

Tanisha medical ki padhai kar rahi thi. Rahul ne documents dekh ke pata kar liya tha.

R (chaunkte hue) : ek...ek minute... Aap kahi..kahi ghar se bhaag ke toh nahi aayi na?

T : naa...

Rahul ne fir zyaada kuch puchna munaasib nahi samjha.
R : ohh..ohkk accha ye lijiye... Ye meri first aid karne ki fees.

Rahul ne 500 ka ek note nikaal ke tanisha ko diya.
Tanisha stabdh si kabhi rahul ko toh kabhi note ko dekh rahi thi.

T : tum paagal ho kya? Mene tumhaari first aid ki aur badle me tumne mujhe itna bada flat diya mujhe rukne ke liye, aur ab paise bhi de rahe ho?

R : miss dekhiye! First aid mein hospital me bhi karwaata toh wo log paise lete hi isliye please ye rakh lijiye.

T : accha? Aur mein ye flat rent pe leti toh woh bhi mujhse paise lete hi .... samjhe?

R : haha... Accha buraa mat maniyega.. par kya mein aapko tanisha dii keh ke pukaar sakta hu?

Tanisha ne jese hi rahul ke muh se dii suna uski aankho me aasu aa gaye. Badi badi aankho se wo rahul ko dekh rahi thi. Aur aasu bahe jaa rahe the. Achaanak kya hua? Tanisha rone kyu lagi? Kya baat hai? Aur yaha akele kya kar rahi hai?
.
.
.
.
.
Thanks guys! Aaj ke liye itna hi...
Keep supporting!
Do comment your views!!
Aur sabhi ko happy and safe diwali guys!
Enjoy kijiye khoob...

:hi:
Kya writer bhai ?!!
Itna accha likh kar ab humaari jaan loge ?
:love2:
Aapki emotions aur expressions par itni acchi pakarh hai ki mazaa aa jaata hai updates parh kar. :coffee1:

Composition aur grammar to aapki bahut khoobsurat aur sateek hai.
Bahut aalaa darje ke lekhak lag rahe hain aap. :perfect:


Ek baar phir dhanyawaad. :applause:
 

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,482
89,489
259

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,482
89,489
259
Ab toh bhai ne badi mchli ka bhi shikar kar hi liya, Neha toh pehle se hi burchoda ke neeche aane ke liye taiyar thi, Ab toh Rahul bhai gopiyo me fas gaye bhaya charo aur se aa rahi hai belan, danda, jhadu aadi leker, Aakhir bhai laddu khane ka dand toh milna hai na bhai. Bahut sunder update hai mitr.
Satya vachan
 

Werewolf

ʏᴏᴜ ᴍᴀʏ ᴄᴏᴍᴇ ᴛᴏ ʀᴇɢʀᴇᴛ ᴛʀʏɪɴɢ ᴛᴏ ᴍᴀɴɪᴘᴜʟᴀᴛᴇ ᴍᴇ
Supreme
11,482
89,489
259
Bahut acchi shuruat. Abhi parhna shuru kiya maine. Seems like an interesting story.
Accha likh rahein hain writer sahab ek manjhe hue khiladi ki tarah. :coffee1:
Kya writer bhai ?!!
Itna accha likh kar ab humaari jaan loge ?
:love2:
Aapki emotions aur expressions par itni acchi pakarh hai ki mazaa aa jaata hai updates parh kar. :coffee1:
Composition aur grammar to aapki bahut khoobsurat aur sateek hai.
Bahut aalaa darje ke lekhak lag rahe hain aap. :perfect:


Ek baar phir dhanyawaad. :applause:
Arre shukriya bhai!!
Aapka swaagat hai mere thread me.
Hope aapko kahani pasand aa rahi hogi!!
 

NawTDoggy

नटखट शरारती कुत्ता
233
828
109
Update - 68

Ab tak...


Tabhi waiter unka order leke aa jaata hai,

Waiter : sir! Ma'am! Your order!

Neha khush hoke shake ko straw se peeti hai aur uski tareef karne lagti hai, lucky bas ghur ghur ke ajeeb sii smile kar ke neha ko hi dekhe jaa raha tha.

Neha abhi kuch bol hi rahi thi ki thodi derr baad hi bolte bolte uski aankho ke saamne dhundlapann chaane lagta hai aur wo dhundla pann kab andherepann me tabdeel ho jaata hai, usse pata hi nahi chalta.


Ab aage...

Idhar neha ko behosh hote dekh lucky ke chehre par ek badi sii muskaan aa jaati hai. Wo waiter ko tip deta hai, waiter bhi khush hoke tip me kayi hazaar ke note apni jeb me bhar leta hai. Uska kaam hi sirf itna tha ki drink me wo behoshi ki dawa mila ke neha ko de aur jo usne badi hi chaturayi se kar diya. Darasal, ye cafe lucky ki pehchaan ka hi tha, yaha ke owner se lekar waiters tak sabhi ki acchi khaasi pehchaan thi lucky se, kyuki lucky ne inko cafe ka area jo dilwaaya tha, aur toh aur alcohol wagarah ke saare supplies lucky ki hi dukaan se hote the.

Mann hi mann muskurate hue lucky ne neha ko uthaaya aur cafe ki parking me khadi ek car me le jaake peeche waali seat par lita diya. Aaj finally wo din aa hi gaya, aaj lucky itna khush tha, uski khushi ka koi thikaana hi nahi tha. Usne pehle se hi car yaha laakar khadi kar rakhi thi, full planned idea ke saath wo sab kuch karne waala tha.

Usne apni bike ko wahi rehne diya aur car ko parking se nikaal kar apne adde ki or chal diya. Ye adda bilkul wesa hi tha jab wo aur Rohit milkar richa ko kidnap kar ke ek baar laae the. Same to same wesa hi adda tha bas location changed thi. Pichla adda toh rahul ne barbaad kar diya tha par iss baar lucky ko rahul ka koi darr nahi tha.

Wo araam se apni gaadi ko adde ki or le jaa raha tha, usse kisi baat ki koi jaldi nahi thi, kyuki neha toh ab uski hi thi. Lucky ne shayad dhyaan nahi diya par uski car ke peeche hi ek aur car chal rahi thi. Lucky toh jese kisi aur cheez par dhyaan hi nahi de raha tha. Wo neha ko dekhta, aur fir saamne road ko, aur fir mann me aage ke hone waale pyaar bhare scenes ko imagine karta. Kese wo neha ke kapde utaarega, kese neha help ke liye chillaegi, kese wo uske saath sambhog karega, aur fir usse samjha bujha kar ya darra dhamka kar apni bana lega.

Kuch hi derr me ek sunsaan si road par ek dukaan ki shutter thi. Lucky ne waha gaadi roki shutter kholi, toh andar luxury sofa, TV, AC, daaru ka stock, khaane peene ka samaan, washroom sab kuch tha. Maano ki chota sa luxury ghar ho. Usne apne aas paas dekha toh usse koi dikhayi nahi diya, fir usne neha ko utha ke dukaan ke andar kiya aur sofe par lita diya.

Usne sabse pehle neha ko baandhne ki sochi, aur yaha par hi uss se sabse badi bhool ho gayi.




Neha ko baandh kar wo shutter ko andar se lock karne gaya aur shutter neeche kheech kar usne lock bhi kar diya.

Bhale hi lucky ek bura kaam karne jaa raha tha par uski nazar me ye boht hi important kaam tha aur wo sab kuch acche se karna chaahta tha. Lucky sabse pehle khud ko naha dho ke saaf kiya taaki sex ke waqt uski premika ko uncomfortable feel na ho. Usne acche se brush kiya taaki kiss karte waqt uske muh se gandh na aae. Wo aise pretend kar raha tha jese aaj uski suhaag raat hai.

Yaha tak ki usne neha ke liye gift bhi prepare kar rakha tha, ek sone ki anguthi. Usne soch liya tha ek baar neha ko chodne ke baad usse wo mana lega aur yadi neha nahi maani toh usse darra dhamka ke apni bana lega. Wo neha ko paane ke liye kisi bhi hadd tak jaane taiyaar tha.

Jab lucky fresh hoke naye kapde pehn ke aaya toh usne dekha ki neha kitni pyaari lag rahi hai. Wo aage badha aur uske gaal sehlaane laga.

Par jese uske aisa karte hi neha ko hosh aa gaya, usse behosh huye kaafi derr jo ho chuki thi, aur waiter ne bhi kam maatra me behoshi ki dawa milayi thi. Lucky chaahta tha ki wo jab sex kare toh neha jaagi hui ho.

Neha (aankhein kholte hue) : mein...ye kaha hai?

Lucky : welcome neha! My darling!!

Neha : lu.. lucky??

Neha jab hilne dulne ki koshish karti hai toh paati hai ki uske haath perr bandhe hue hai, aur usse samajhne me derr nahi lagti, wo chaaro taraf nazre ghumaati hai aur jab usse aparichit jagah dikhayi deti hai toh wo sure ho jaati hai ki lucky ne hi sab kiya hai.

Neha (zorr se) : kutte!! Kaha laaya hai mujhe? Chorr mujhe...

Lucky : arre chill neha... Chill! Aaj tum aur mein iss pyaar ke bandhan me bandh jaenge. Dekho mene tumhaare liye gift bhi prepare kar liya hai,

Lucky apni jeb se sone ki anguthi nikaal ke dikhaata hai, toh neha ki aankhein namm ho jaati hai, khushi ke kaaran nahi balki darr ke kaaran.

Nikita sahi thi. Lucky waqai ek besharam ladka aur gunda hai. Par ab pachtaane se kya fayda jab chidiya chug gayi khet...

"Bachaaoo...koi haii???? Help!!!" Neha rote rote apni poori cheekh ke saath guhaar laga rahi thi ki koi toh aae aur usse bacha le.

Lucky : ghabraati kyu ho darling? Ab toh tum meri ho! Ab hum saath rahenge. Tumhe toh khush hona chahiye!

Kehte hue Lucky ne neha ke gaal sehlaana shuru kar diye,

Neha (rote hue) : chorr mujhe haramkhor!!! Haath mat lagaana mujhe, chorr mujhe... Koi haii???

Par uski harr ek cheenkh gunj kar jese sannate me gum ho gayi. Aaj neha ko apni zindagi ka shayad sabse bada pachtaava ho raha tha ki usne apni best friend ki baat nahi suni. Kabhi kabhi aapka overconfidence aapko le dubta hai. Ye sabse sahi udaahran tha iss vakya ko samjhaane ke liye. Jab aapka bhala chaahne wala vyakti aapko kisi cheez ya vyakti se dur rehne ke liye keh raha ho toh hume uski baat par zaroor dhyaan dena chahiye par yahi par toh neha ne galti kar di aur ab madam ji apne hi kiye ka fal bhugat rahi thi.

Aasuo se bechaari neha ka poora chehra bheeg chuka tha, wo khud ko chudhaane ki koshish karti rahi par sab koshish nakamyab rahi. Jab uski laakh cheekho ka bhi jawaab nahi aaya toh usne cheekhna band kar diya aur rassi kholne par dhyaan lagaane lagi, par koi faayda nahi ho raha tha.

Lucky bas usse nihaar raha tha, neha ki gaaliya sunta, uski rone ki awaaz usse aur uksa rahi thi, wo uske gaal sehlaata, haath sehlaata, aur fir usne ekdum se apni t shirt utaar di aur aage badhne laga...

Lucky ki nangi chhaati dekh neha seham sii gayi, jese usse abhaas ho gaya ki ab uske saath boht hi bura hone waala hai aur ab wo kisi ko bhi muh dikhaane ke layak nahi rahegi.

Aaj pehli baar wo apni life me itna darri thi, uske dimaag me nikita ki warning ghum rahi thi.
Kaash, kaash usne nikita ki baat maan lii hoti toh abhi wo ekdum surakshit hoti.

Jese hi lucky uske kapde utaarne ke liye aage hua neha ki muh se ek cheenkh nikli,
"Bhaiyaaaaaaaaa......"

Jisse sunkar lucky ki aankhein phati ki phati reh gayi aur uske gusse ka paara aur bhi badh gaya.

Par neha ko toh jese hosh hi nahi tha ki usne kise pukaara abhi abhi...

"Bhaiiii...bachao...help me...."

Lucky (gusse me) : kya kaha saali tune? Randi ki bacchi...

Iss se pehle ki lucky aage badh kar kuch galat karta uski gardan par ek zordaar waar kisi ne kiya aur lucky udhar hi on the spot behosh ho gaya.

Lucky ke neeche girte hi neha ne apni aankhein kholi toh paaya ki ek sundar sii ladki aur kareeb 50 saal ki umr ka ek vyakti uske saamne khade hai.

Thodi derr yuhi achambhit bhaav se dekhne ke baad usse jese kuch yaad aaya toh usne kaha,
"Aap...aap toh uss din... airport par"

"Haa! Tumne sahi kaha! I'm monica!", Monica ne neha ki rassi kholte hue kaha.

Neha ne monica ko rahul ke sheher chorr kar jaate time dekha tha, jab wo rahul se milne aayi thi.

Neha : aap yaha? Mujhe kuch samajh nahi aa raha hai...

Monica : kuch samajhne ki zaroorat nahi hai, bas itna dhyaan rakho ki humne tumhaari madad ki hai, tumko wapas se ghar par bhej denge aur iss lucky ki chinta tum mat karo isse hum dekh lenge.

Neha : thank you! Thank you so much!!! Yadi aap nahi aate toh na jaane mera kya hota...

Bheema : isme thank you ki kya jarrorat neha bitiya... Ab rahul babu ne kaha tha toh humko toh aana hi tha.

Itna sunte hi jese neha ki aanhein phati ki phati reh jaati hai, aur saath me hi monica bhi ghoor ghoor ke bheema ko dekhne lagti hai

Bheema (mann me) : oo teriii! Ee kaa keh diya humne... Rahul babu mana kare the kuch bhi bataane ko, ab wo hamka nahi chorrenge... Maaf karna rahul babu. Galti ho gayi!

Neha : k..kya kaha aapne?

Bheema : kuch nahi bitiya, hum...hum keh rahe the ki iss lucky ki tension aap mat lo, isse hum dekh lenge.

Neha : nahi... Apne abhi abhi rahul babu karke kuch kaha. Mene acche se suna hai, aur rahul babu se aapka matlab mere bhai se tha.. hai na? Bataiye mujhe... Abhi...!!

Monica (gehri saas lekar) : haa! Tumhaare hi bhai ne humko yaha aane kaha tha.

Neha (shocked) : what?? Nahi!! Ye sab kya chal raha hai? Wo toh dusre sheher me hai, usse kese..?

Monica : dekho! Wese toh ye sab tumhe bataane se mana kiya tha usne par ab bheema uncle ke muh se galti se nikal gaya aur ab isse chupaane ka koi fayda nahi hai

Bheema (sar jhuka kar) : maaf karna monica bitiya... Wo humse ekdum se nikal gaya, dhyaan me nahi tha...

Monica : it's okay bheema uncle! Koi baat nahi hai. Ab jo ho gaya so ho gaya. Mein Rahul se maafi maang lungi.

Bheema : nahi bitiya. Aap kaahe ko maafi maangogi. Maafi toh hum maangege...

Neha : kya matlab?

Monica : matlab ye ki.... tumhaare hi bhai ne tumhe bachaaya hai

Neha : *shocked*

Monica : tumhaare college se nikalne ke baad, tumhari best friend ne rahul ko call karke sab kuch bataya tha, aur fir rahul ne hume. Isliye tumhe itni asaani se dhund bhi liya aur bacha bhi liya kyuki hume sab pata tha ki tum kidhar ho, kiske saath ho.

Neha toh jese sab kuch sunn ne ke baad uska dimaag kaam karna hi band kar diya. Wo bas phati aankho se monica ki baatein suni jaa rahi thi.



Monica : ye lucky itna bewakoof tha, isne tumhe andar laane ke baad shutter band hi nahi kari, utni derr me hum dono andar aa gaye the. Ye tumhe baandhne me laga hua tha. poor kid! Haha!

Neha : ye...ye sab kuch jhooth hai. Wo bastard.. wo meri madad kabhi nahi kar sakta. He's a liar. Zaroor... Zaroor koi game khel raha hoga wo... Mujhe firse musibat me daalna chaah raha hai woh.

Abhi neha aur bura bhala kehti rahul ke baare me, uss se pehle hi monica uski collar pakad leti hai aur aankho me aankhein daal ke kehti hai,
"Boht sunn li tumhaari bakwaas! Uski behan ho isliye mein kuch nahi kar rahi, warna abhi tak kisi aur ne uski burayi ki hoti na toh usse wahi dho daalti"

Kehte hue wo neha ko chorr deti hai aur neha achambhit sii khadi hoke dekhne lagti hai,

Monica : tum khud se hi ye sawaal kyu nahi puchti??

Neha : ????

Monica : yadi itna hi hate karti ho usse, toh abhi kuch derr pehle "bhaiya" kehkar kyu pukaar rahi thi usse?

Ye vakya toh jese kisi khankar ki tarah neha ke dil par jaa kar laga aur wo wahi jamm sii gayi.



Monica : bolo na? Kyu apne bhaiya ko yaad kar rahi thi? Musibat aayi toh bhaiya yaad aa gaye? Waaah!!! Jab aadmi kisi musibat me hota hai toh uparwaale ko yaad karta hai, ya usse yaad karta hai jispar usse atal vishwaash ho. Toh kya mein ye samjhu ki tumhe apne bhaiya pe atal vishwaash tha ki wo tumhe bacha lega...
Infact usne bacha bhi liya. Haha!

Neha : n...nahi... Nahi!! Ye jhooth hai!!

Monica : I'm sorry dear! But yahi sach hai.

Neha apna sar pakad ke chillaate hue rone lagti hai, uski samajh me nahi aa raha tha ki wo kya kare.

Monica : yaha jo bhi hua hai, uske baare me tum kisi se kuch nahi kahogi, khaas kar apne gharwaalo se. Tumhe ghabraane ki zaroorat nahi hai. Isse hum dekh lenge. Ahinda se ye tumhe kabhi pareshan nahi karega.

Monica neha ko car me baitha ke uske ghar chorr aati hai, aur bheema aur behosh pade lucky ko leke waha se nikal jaati hai.

Ghar aate hi neha se nisha kayi sawaal puchti hai ki itna late kyu aayi aur uski scooty kaha par hai? Toh neha badle me keh deti hai ki wo apne dost ki b'day party me gayi thi aur uski scooty wahi reh gayi, kal jaake le aaegi.

Monica ne usse pehle hi bata diya tha ki scooty ki chinta wo naa kare, agle din scooty wahi pe usse mil jaegi.

Apne bistar par laiti hui neha kuch shan pehle ki hui ghatna ke baare me soche jaa rahi thi, lucky ka chehra uske saamne aate hi uska shareer me sihran daud gayi, kitna darr gayi thi woh. Aur fir wo pal jab usne bhaiya keh kar chillaaya tha aur fir monica ki baatein. Kya sach me monica ne jo kaha sach tha? Kya sach me neha ko abhi bhi rahul pe atal vishwaash tha? Ya fir kuch aur? Sochte sochte wo kab neend ki waadiyo me chali gayi usse pata hi nahi chala.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Aaj ke liye itna hi dosto!
Agle update me aapko neha ki poori story saamne dekhne ko milegi. Matlab wo hate kyu karti hai, agle update me aapko flashback dekhne ko milega jisme aapko neha ka ateet uske perspective se dikhaaya jaega.
Dhanyawad!
:applause: Bahut accha update. Kya flow hai story ka - ekdum lajawab.
Aise hi likthe rahiye.
This is turning to be one of the best stories I have ever read on the forums.
(my all time favourite is unfinished story “Koi to rok lo” from Xossip I think it was written by Pritam & second is “Faizan urf Faizi”)
Good show Mr Werewolf many thanks for your spectacular effort at writing such a good story.
 
Top