• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy Barsaat ki raat (beggining of life)

Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
16,847
189
Ek bar phir main aapka Ayush Kushwaha (AK) aapke samane ek nahi kahani le kar aaya hu. Jiska naam hai BARSAAT KI RAAT. Ye ek short story hai.

Please support me



Update sham tak aayega
 

Ayush2017

Natural beauty is real beauty
6,132
16,847
189
Update 1

Ek ladka ek bade ghar ke aage khada hua tha. Wo soch raha tha ki bell bajaaun ki nahi. Phir sochta hai ki agar usne aisa nahi kiya to uski maa aur bahan bhukhi rah jayegi.

Phir wo aage bad kar ghar ka bell banata hai. Thode der baad ek aurat door open karti hai. Jab samane wo us ladke ko dekhti hai to kahti hai.


Aurat _ kyu aaya hai itni raat ko.

Ladka _ malkin malik se kah kar mere kaam ke paise dilwa do. Do din se mere ghar chulah nahi jala hai. Kal to padosiyo ne kuch khane ko de diya. Par aaj kisi ne nahi diya.

Aurat_ dekh raja main teri isme koi maddat nahi kar sakti hu. Par tere malik ko niche bula deti hu.

Raja _ thik hai malkin. Jab tak main yahi rahta hu.

Aurat_ nahi raat ka samay hai, aisa kar tu andar aa ja. Jab tak tere malik ko bulati hu.

Raja _ thik hai malkin,

Uske baad raja andar ja kar ek taraf khada ho jata hai. Aur wo aurat upar apne room mein chali jati hai. Room mein ja kar apne pati se kahti hai.

Aurat_ Kundan raja tum se milne aaya hai.

Kundan _ thik hain. Sobha lagta hai aaj meri mere bete ki aur tere bhai ki khawahish puri ho jayegi.

Sobha_ kash aisa hi ho. Par dhyan rahe tum sab se pahle use mere pas bhejna hai. Jab mera man bhar jayega uske baad mere hi samne karna hai.

Kundan _ chal thik hai. Chal niche chalte hai.

Uske baad wo dono niche aa jate hai. Jab wo dono raja ko is halat mein dekhte hai to unhe pura vishwas ho jata hai. Wo aaj unki baat ko nahi talega.

Wo dono raja ke pas jate hai. Aur kahte hai.

Kundan _ bol raja kis liye aaya hai yahan

Raja _ malik main ne jo kaam kiya hai uske paise mujhe de dijiye.

Kundan _ kitna hua tha.

Raja _ Malik 10 hazar hai.

Kundan _ kitni der se khada hai andar.

Raja _ malik 30 minute se.

Kundan _ thik hai. Tujhe tere paise nil jayege. Par meri baat dhyan se sun. Radha ko 1 week ke liye yaha chhod ja. Phir 1 week ke baad use yahan se le jaa. Jab tu radha ko lene aayega to uske hath mein 2 bag hoge wo bhi paiso se bhare hue, sath hi ek flat ki key hogi.

Raja _ ( gusse mein ) malik haad mein rahiye. Main yahan apni bahan ko bechane nahi aya hu. Balki apni mahant ke paise lene aaya hu. Aur aapko yaad hoga kuch mahine pahle ye hi baat aapke bete ne kahi thi aur main ne use puri company ke logo ke samne daura daura kar pita tha.

Itna sune k baad kundan apni seat se khada hota hai. Air raja ke pas gusse mein chal kar aata hai. Aur jor ka thappad raja ke gaal par marta hai. Jis karan raja niche gir jata hai. Thppad padane ke karan raja ke muh se khun bhi nikal jata hai. Kundan raja ke baal pkd ke uthata hai aur kahta hai.

Kundan _ saale paise chahiye tujhe thik hai ye le

Aur isi ke sath raja ke gaal pat ek aur jor ka thappd padta hai. Aur apne zeb se 100 rupey nikal kar dete hue kahta hai.


Kundan _ ye le paise. Ye tere 100 rupey main ne de diya hai. Aur ise le aur yaha se saaf ho ja.

Raja _ par ye to 100 hai. Baki ke paise, raja bahut hi muskil aur dar bhari awaj mein kahta hai.

Kundan _ tujhe pata hai. Is samay jahan khada hai. Uski kimat kitni hai.to samjh le baki ke uski kimat hai. Sukra mana yahan par tune kuch kgaya nahi thi. Soch agar galti se bhi tune yahan se ek gilaas pani bhi pi liya hota to tere kya hota.

Main kundan singh apne purwaj ki kasam kh kar kahta hu. Us pani ke badale main teri maa aur bahan ko apni rakhel aur gulam bana kar rakhta . phir un dono ko dusare ke niche sula kar us pani ki kimat wasool karta. Ab apne ye 100 rupe utha aur chalta ban a se.

Raja _ kundan singh tu ne bahut badi galti kar di. Aaj to main yaha se ja raha hun par dhyan rahe ek din main teri ghar ki har ladki ko tere hi samne chodunga aur tu bas dekhta hi rahega, ye baat apni maa ki kasam kha kar kahta hun. Ye paise rakh apne pas medicine ke liye.


Itna kahane ke baad raja waha se nikal jata hai..raja sochte hue ghar kI aur ja raha tha. Asaman mein badal chhaya hua tha. Sath hi bijali bhi kadak rahi thi. Thode der ke baad jor se aandhi chalne lagti hai..aandhi ke karan raja ke aankho mein kuch mitti chali jatI hai. Jis Karan wo apni aankhe band kar leta hain par wo chalta rahta hai jis karan raja apna rasta bhatk jata hai.
 
Top