Mast update bhai sonam ke sath pyar suru ho gaya aur yaha kajal aur ritu ko ignore bhi karna suru kar diya hai... Kahi aisa to nahi hua na ki kajal aur ritu ke bich lallu ke sammandh le kar bat huyi aur inka bhadas nikal raha hai lallu ke upar jo bhi ho loss to unka hii jhelna padega kyuki Pehla crush jo mil gaya lallu ko