• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

1. Konsi mumma jyda danger ha ? 2. Story kaisi lag rahi ha ?

  • Mumma no. 1

  • Mumma no. 2

  • Mumma no. 3

  • Mumma no. 4

  • Mumma no. 5

  • Achhi.....

  • Bahut achhiii...

  • Bawal ha ek dum......


Results are only viewable after voting.

Lustyboy123

Life Is a Game: Be a Player or Be Played
768
1,910
124
Badhiya update bhai
Thank you bhai
Ye aksh to bina shadi ke hi bap bana hua ha wo bhi aisi atrangi beti ke sath pata nahi apni beti se milega to kaisa reaction hoga uska 🤣🤣🤣
Abhi to na jane kitne ause atrangi bachhe ayenge aksh ke 🤣🤣
Or ye kya hi to atrangi family ha aksh ki Anjali funny ha Wahin Rajni strict or unka description to tagda diya ha hope wo ho bhi aise hi
Tabhi to family drama ha bhai atrangi ha tabhi to maja ayega padhne me lekin Hawaii nahi ha koi ye bat bata de raha hun me
And ye dusra beta kon aa gaya Rajni ka jiske bare me bataya nahi gaya or Rajni besement me kisse milne gayi thi kya wo uska beta tha to wo besement me kya kar raha tha
Uske liye mene badi tagdi planning kar rakhi ha
And last me Isha ke sath kya kara diya bhai lekin lagta ha kuchh or hi hua ha kyonki us scene me do pili ankhen gunde ko dekh rahi thi to shayd kuchh hua ho ab wo pili ankhen kiski thi
You got the point jo koi nahi samjha ye raj bad me khulega abhi nahi ki kya hua udhar
 

Lustyboy123

Life Is a Game: Be a Player or Be Played
768
1,910
124
कहानी शुरू होते ही इतना बड़ा काण्ड हो गया इशा के साथ :verysad:
जरा मोज मस्ती का माहौल था तो मैंने सोचा थोड़ा तहलका मचा दूं और देखो मच गया तहलका :):)
 
  • Haha
Reactions: kamdev99008
Top