• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Romance Usski Gali Mein Jaana Chorr Diya (Exclusively For XForum) COMPLETED

BhattiDon

Xf ke Don hain hum
520
1,223
123
1. Agar waisa kiya to kahani ko END kar dun aur jhoot story bana dun?
2. Waisa kiya to Title jhooti ho jaegi.
3.kahani wohi hona chahiye nah jo MAIN likh raha hoon ya jo readers chaahe?
4. Main APNE hisaab se likhta hoon nah?
5. Rahi baat donon ki milan ki to kahani ko end tak to padho Naina ji bich mein climax kyun chahti ho?
6. Abhi climax dala to kahani khatam.
Bhai aik request meri bhi hai ke kahani apne jaise sochi hai wese hi chalao lekin ending happy hona chaiye matlab end par dono ko mila dena plz plz plz..............................,
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
Bhai aik request meri bhi hai ke kahani apne jaise sochi hai wese hi chalao lekin ending happy hona chaiye matlab end par dono ko mila dena plz plz plz..............................,

Padhte chalo end tak, kaha tha nah ke koyi bhi update miss mat karna kyunke har ek update ek dusre se jude hue hai iss kahani mein. Khaas kar wo saare updates jitne din Abhi Ruhi ke aangan mein kaam karega, kyunke jab wahan kaam end ho jaega tab bhi wahan ke bahot saare vakiah revert back honge actual Abhi ke life mein.
Tumhare request ke baare mein buss itna keh sakta hoon ke jab kahani ki end hogi to tumko khushi hogi.
Thanks dost.
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
last update padh liya hai ruhi se bahut kuch janna chahta tha abhi par nahi jaan paya mujhe aisa laga update me fir bhi jo hua use ingnor karke abhi zindgi me aage padhne ko taiyaar hai bas use ruhi ka sath imandaari se chahiye:applause:

Last update mein yeh nahin hua jo tumne kaha abhi. Last update 26 hai. 26 mein ye nahin hua, ye 23, 24 ki baat kaha tumne Rahul
 
Last edited:

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,511
34,402
219
“PENFRIENDS CORNER” maine kabhi nahi dekha :dazed:
shayd ye mere jawan hone ke pahle ki baat hai :D
:yo: story aise bhi 1986 me chal rahi hai aur mera janm hi 88 me hua tha :lol1:
sach me ek time me dairy aur chiththi likhne ka maja hi kuch alag tha , ab sab kuch short cut me chal rha hai :noo:
uska bhi apna hi maja tha :)
har love story me ek na ek roda to hota hi hai yanha ye reza hai :lol1:
:good: update casi bhai :)
meine penfriends bhi banaye the........ ye internet ke public use se pahle ki bat hai.....1998 se to mein net use kar raha hoon....jab telephone line par dialup connection hua karta tha ........ aur ginti ki sites
pahle rediff aur yahoo ke chat engines hote the Rediff BOL aur Yahoo Chat.......... AOL bhi tha lekin wahan foreigners... mostly americans hi hote the............ fir email aya..... hotmail, indiatimes, yahoo aur fir rediffmail... search engine bhi MSN (microsoft) aur Yahoo Search
tab Internet Explorer Browser bhi nahi tha............... Nescape Navigator use karta tha

fir aya google................... aur usne sabkuchh badal diya.......... got to the public policy
Search engine se shuru karke, gmail, gtalk (ab hangouts) aur chrome browser..... chromium bhi hai... tailermade browser for developers, google maps, google earth aur bhi ab to pata nahi kya-kya hai...... sara web world hi google ne capture kar liya

diaries bhi bahut banayin hain meine..... annually
chitthiyan bahut likhi
lekin love letter.........sirf ek hi likha.......... 4 page ka apni pahli mahbooba ko.... uske lifafe par typewriter se name-address likha tha....... apne shayad typewriter bhi nahi dekha hoga.... dekha bhi hoga to sirf purana rakha hua... chalta hua nahi

wastav mein is kahani ko padhke wapas apni naujwani ki umr mein pahunch gaya.
 

kamdev99008

FoX - Federation of Xossipians
8,511
34,402
219
Lekhak sahab jo likhana hai likho per hame bhi to likhane do.
Pathak wo chahta/chahti hai jo use Achchha lagata hai.
Lekhak wo likhata hai jo kahani ke liye Achchha hota hai.
ye bhi sahi bat hai Casinar bhai...............

aap apni marji ka update likho.......... hamein hamari marji ke comments likhne do

sab happy happy :happy: :happy:
 

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
meine penfriends bhi banaye the........ ye internet ke public use se pahle ki bat hai.....1998 se to mein net use kar raha hoon....jab telephone line par dialup connection hua karta tha ........ aur ginti ki sites
pahle rediff aur yahoo ke chat engines hote the Rediff BOL aur Yahoo Chat.......... AOL bhi tha lekin wahan foreigners... mostly americans hi hote the............ fir email aya..... hotmail, indiatimes, yahoo aur fir rediffmail... search engine bhi MSN (microsoft) aur Yahoo Search
tab Internet Explorer Browser bhi nahi tha............... Nescape Navigator use karta tha

fir aya google................... aur usne sabkuchh badal diya.......... got to the public policy
Search engine se shuru karke, gmail, gtalk (ab hangouts) aur chrome browser..... chromium bhi hai... tailermade browser for developers, google maps, google earth aur bhi ab to pata nahi kya-kya hai...... sara web world hi google ne capture kar liya

diaries bhi bahut banayin hain meine..... annually
chitthiyan bahut likhi
lekin love letter.........sirf ek hi likha.......... 4 page ka apni pahli mahbooba ko.... uske lifafe par typewriter se name-address likha tha....... apne shayad typewriter bhi nahi dekha hoga.... dekha bhi hoga to sirf purana rakha hua... chalta hua nahi

wastav mein is kahani ko padhke wapas apni naujwani ki umr mein pahunch gaya.
Hahaha maza agaya bhai sab exactly main ne bhi kiya hua hai. Mere paas aaj bhi ek box mein 3000 letters band hein liffafe mein ladkiyon ke, unn mein se khass 1500 meri wife ki.
Sirf main ne internet kuch saal aap se pehle join kiya tha -1991 mein. Exactly google ka naam o nishan nahin tha, internet explorer hi search engine tha yahoo k saath. Yahoo messenger ya yahoo chat to FB ke aane k baad bhi chal raha tha. Mujhe usski aadat ho gayi thi to usski aur MSN messenger k ilawa aur koyi bhi chat nahin use karta tha. FB ki creation hote hi join kiya fb ko 2006 mein.
Uss se pehle HI5, TAGGED (jo aaj bhi hai) jaise social site hote the jahan saare youth join karke fb ya hangout ya twitter jaise communicate karte the. Magar sabse ziada email correspondence hote the....
Penfriends ko correspondence bhi kaha jata tha. Ye internet istemaal karne se pehle wali close communication hua karta tha.
Mujhe iss baat ki khushi hai ke aaj ki generation ko kuch bataane ka mauka mil raha hai iss kahani ke zarye. Kitnon ko pata hi nahin tha ke PENFRIENDS kia hota hai aur Google karke search kiya jaise ke Vikrant bhai ne kaha.
I am feeling really happy sharing part of my youth with the people of this generation through this story and its a real pleasure.
And I am really happy to hv YOU as reader Kaamdev bhai and to know that you also had been part of those days. Really very happy bhai. :hug:
 
Last edited:

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259

Casinar

Dimaagh ka garam, Dil ka naram
Divine
18,429
125,253
259
JAB GAALI LIKHUNGA.....EDIT NAHI KARUNGA......KABHI NAHI....

I'M ALSO KIDDING.....

ACTUALLY AAPKE REPLY KA ANSWER THA....LEKIN QUOTE KI JAGAH PURA POST HO RAHA THA....TO EDIT KAR DIYA....
AAGE KE UPDATES PAR REVIEWS KAL POST KARUNGA....
THANKS...
Hahahaha mat edit karna gali ko, main jawaab hi nahin dunga andha ban jaunga uss post k liye jiss mein gali hogi :lol:
Thanks bhai samajh gaya kyun edit kiya tha aap ne :D
 
Top