• If you are trying to reset your account password then don't forget to check spam folder in your mailbox. Also Mark it as "not spam" or you won't be able to click on the link.

Fantasy CHAMATKAR (Completed)

Opinion Of the Story...

  • Good

    Votes: 229 96.6%
  • Bad

    Votes: 8 3.4%

  • Total voters
    237
  • Poll closed .

Zas23

Well-Known Member
4,624
4,614
158
UPDATE-88
Akaal ko aise hamle ki katayi ummid nahi thi...vo dard se tadapte huye niche jamin chatne laga...apne bhai akaal ko aise dard me bilakhte dekh kar bakaal gusse se apna aapa kho baitha aur usne turant rajnandini ke upar aag ke gole barsane chalu kar diye.

Rajnandini daye baye ho kar uske aag ke golo se khud ko bachati rahi...apna har vaar nishphal jate dekh bakaal aur bhi gussa ho gaya.

Vo apni maya rachne laga lekin vo poori tarah se isme kamyab ho pata uske pahle hi rajnandini ne furti dikhate huye uchhal kar uske seene me laat aur ghoonso ki barsat kar di sath hi uske main point me bhi ek laat jama di.

Bakaal bhi apne bhai ki tarah jamin me lot kar dard se tadapne laga...sahi mouka samajh kar rajnandini ne sona ko utha kar vaha se gayab ho gayi. Aur sidhe pari lok ki seema me pahuch gayi...abhi usne apna pahla kadam pari lok me rakha hi tha ki tabhi achanak......

Ab Aage......

Pari lok ki seema me pair rakhte hi poore pari lok me vyapt anant andhakar achanak door ho gaya….poore lok me har jagah par roshni hi roshni phail gayi.

Mahal me baithe maharaj aur maharani ke sath gurudev bhi chounk kar apni jagah se khade ho gaye...har kisi ke mann me hairani aur kayi prakar ki shanka ke bhaav umad aaye.

Maharaj—gurudev...ye prakash kaisa hai.... ? kya hamare lok ke bure din samapt ho gaye hain.... ?

Gurudev—abhi kuch bhi kahna sambhav nahi hai….main khud bhi hairan ho gaya hu iss roshni ko dekh kar.

Idhar rajnandini sonalika ko apne kandhe ka sahara dete huye kisi tarah mahal tak pahuch gayi....sabhi sainik rajkumari sonalika ko kisi ke sath dekh kar usko giraftar karne ke uddeshya se aage badhe kintu jaise hi unki nazar rajnandini par padi to sabhi ke pair vahi jam gaye aur chehro par ghor hairani chha gayi.

Idhar maharaj aur maharani ke paas ek sainik bhagta hua gaya aur unhe rajkumari ke aane ki suchna di...kintu maharaj aur maharani uss sainik ki poori baat sune bina hi adhuri baat sun kar mahal se bahar ki taraf bhage.. unko aise bhagte dekh guru ji bhi unke piche ho liye.

Maharaj aur maharani jaise hi mahal ke bahar aaye to unhe bhi behad hairani huyi ye dekh kar ki sabhi sainik jamin par ghutno ke bal sir jhuka kar baithe huye hain.

Vo abhi unko kuch kahne hi ja rahe the ki tabhi samne se aati huyi apni putri sonalika ko dekh kar chounk gaye unke sath guru ji bhi hairan rah gaye...ashcharya se unki ankhe khuli ki khuli rah gayi...unhe apni ankho par vishwash hi nahi ho raha tha ki vo jo kuch dekh rahi hain vo satya hai.

Sabhi hairan aur ashcharya chakit sonalika ko dekh kar nahi balki uske sath rajnandini ko dekh kar ho rahe the.... gurudev aur baki sab ke muh se apne aap hi nikal gaya.

"Maharaniiii.....Rajnandiniiiiii"

Rajnandini ke paas me aate hi maharaj aur maharani ke sath sath gurudev bhi ghutno par baith gaye aur rajnandini ko dono hath jod kar pranam kiya.

Maharaj—pranam maharani

Gurudev—mera bhi pranam swikar kare maharani rajnandini.

Rajnandini—aap mujhe pranam kar ke apne pad ki garima ka apman mat kijiye raj guru.....aap khade ho jaiye...aur maharaj aur maharani aap bhi uthiye aur apni putri ko sambhaliye.

Maharani—ji maharani

Maharaj—mahal me padhariye maharani.

Mahal ke andar pravesh karte hi rajnandini ke upar phoolo ki varsha hone lagi....aisa lagne laga jaise varsho se mritpray pari lok punah punar jivit ho utha ho.

Mahal ke andar rajnandini aise chal rahi thi jaise ki yaha ki har cheez, har kaksh se bhali bhanti parichit ho...aise hi chalte huye uske kadam ek jagah pahuch kar ruk gaye.

Ye raj sabha thi jaha ki ek deewar par adirishi ki vishal tasveer shobhayman ho rahi thi....uss tasveer ke paas pahuchte hi rajnandini ne adirishi ke pairo me apna sir tika diya aur uski ankho se ashru dhara pravahit hone lagi.

Dusri taraf swarg lok me munish ab adii ko bilkul bhi akela nahi chhod raha tha....har samay uske sath rahta thaek din uske kisi mitra ke yaha par koi utsav ka karya kram tha to vo apne sath adii ko bhi le gaya.....halanki adii ke jehan me uss samay rishi ki yaade thi.

Karya kram ke douran unn dev putro ki nazar rishi par pad gayi jinhe adii ne mara tha aur vo bhi iss utsav me bhag lene aaye huye the.

1st dev putra—mitra vo dekho...vo manav yaha bhi aa gaya.

2nd dev putra—achcha hua...aaj sahi mouka hai....apne uss apman ka badla lene ka...chalo usko aisa sabak aaj sikhayenge ki vo phir kabhi kisi dev putra se ulajhna to door dev lok ki taraf ayega bhi nahi.

1st dev putra—tum sahi kahte ho...chalo sab.

Sabhi jo ki lagbhag 10 se 15 log the apne sath kuch dev sena lekar rishi ke bahar nikalne ka intazar karne lage… jab kafi der tak rishi bahar nahi aaya to unhone apne ek sathi ko andar kisi bahane se usko bahar bulane ke liye bhej diya.

Dev putra—suniye…aap se milne ke liye dharti lok se koi apka mitra aaya hua hai…bahar apki pratiksha kar raha hai.

Rishi—mera mitra…? Aur dharti lok se…? lekin dharti lok me to mera koi mitra hai hi nahi…aur main to dharti lok me rahta bhi nahi, phir koun aa gaya dharti lok se mujh se milne…?

Dev lok—pata nahi…aap ek bar usse mil to lijiye….bechara itni door se aaya hai.

Rishi—hmmm…theek hai chalo…dekhte hain…par pahle main apne dost munish ko to bata du nahi to vo bevajah pareshan hoga.

Dev putra (jhuth)—maine unko bata diya hai….unhone hi mujhe apke paas batane ko bheja hai.

Rishi—theek hai chalo.

Rishi uske sath bahar aa gaya…vo rishi ki uss jagah le gaya jaha sabhi badi besabri se uska intazar kar rahe the… rishi ko aate huye dekh kar unn sabhi ke chehre par kutil mushkan phail gayi.

Rishi—koun aaya hai mujhse milne….? Yaha to dharti lok ka koi bhi nahi dikh raha hai.

1st dev putra—pahle hamse to mil lo.

2nd dev putra—uss din bada uchhal raha tha na…aaj dikha apni bahaduri.

3rd dev putra—sab mil kar maro isko….isko pata chalna chahiye ki devtao se bhidne ka ky anzam hota hai.

4th dev putra—tune ham par hath utha kar bahut badi galti ki hai…..aaj tujhe bachane koi nahi ayega.

Rishi—dekhiye…pahli baat to main apko janta tak nahi…to hath uthane ka to prashna hi paida nahi hota… jarur hi aap logo ko koi vaham hua hoga.

1st dev putra—vaham….dekha sathiyo…..ab maar khane ke darr se ye hame jhutha kah raha hai…kahta hai ki hame janta tak nahi.

2nd dev putra—abhi jaan jayega….chalo sab mil kar maro isko….abhi yaad aa jayega sab kuch.

3rd dev putra—vaise teri jankari ke liye bata de ki hamne hi tujhe bahar bulaya hai…teri marammat karne ke liye…. Ab tujhe maar maar ke adh mara kar ke yahi se dharti lok me phenk denge.

Rishi—aap logo ne iska matlab jhuth bol kar mujhe yaha bulaya hai jabki main haqiqat me aap logo ko aaj pahli bar dekh raha hu.

4th dev putra—kitna bada jhootha hai ye….maro isko sab.

Sab rishi ke upar koi na koi hathiyar le kar toot pade….rishi unhe bar bar samjhane ka prayas karta raha lekin vo kuch sunne ko taiyyar hi nahi the.

Sab ke sab mil kar rishi ke upar laat ghoonso ki barsat karne lage…..rishi bar bar khud ko bachane aur samjhane ki koshish karta raha…tabhi kisi ne uske sir par piche se kisi bhari bharkam cheez se prahar kar diya jisse vo lahu luhan ho kar niche gir pada aur behosh ho gaya.

1st dev putra—ab jakar meri atma ko shanti mili hai….sahi pitayi huyi hai iski.

2nd dev putra—kaho to jaan se hi maar dete hain.

3rd dev putra—mera bhi yahi khyal hai.

4th dev putra—theek hai maar do…jo hoga dekha jayega baad me.

Sabhi apni apni talwar lekar rishi ki taraf badhne lage…..udhar rishi ke behosh hote hi uske andar adii ki yaad dast jivant ho uthi.
Nice update
 
shahnaz123

Member
420
1,796
123
Very nice update
Rajnandini n sonalika ko bacha liya h
Akaal aur Bakaal ki halat kharab kar di

Pari lok m kadam rakhte hi andhera dur ho gya
Shayad Raj singhasan aur mukut ki shaktiyo ne rajnandini ko pahchan liya h ki vo unki maharani aur pari lok k Janak Adirishi ki patni h
Sabhi sainik bhi rajnandini (pari lok ki maharani) ko pahchan kar uska swagat aur samman kar rahe h
Guruji bhi hairan h itne saalo baad rajnandini ko pari lok m vapis dekh kar

Akhir kya hua tha pari lok m ki adirishi aur rajnandini n pari lok chhod diya tha....?
Shayad iska jawab flash back m milega

Dev putro n dhokhe se rishi ko phansa liya h aur ghayal bhi kar diya h
Rishi k behosh hote hi adii phir se a gya
Ab to bhagwan hi malik h dev putro ka...?
Jane kya haal karega adii ab unka...?

Shree ka kya hua.....?
Urmila ka ab kya hoga....?
Adi/rishi kisko apni maa manega....?

Over all superb update
Wtng Nxt One....
 
Rohan008

Active Member
883
2,602
158
UPDATE-88
Akaal ko aise hamle ki katayi ummid nahi thi...vo dard se tadapte huye niche jamin chatne laga...apne bhai akaal ko aise dard me bilakhte dekh kar bakaal gusse se apna aapa kho baitha aur usne turant rajnandini ke upar aag ke gole barsane chalu kar diye.

Rajnandini daye baye ho kar uske aag ke golo se khud ko bachati rahi...apna har vaar nishphal jate dekh bakaal aur bhi gussa ho gaya.

Vo apni maya rachne laga lekin vo poori tarah se isme kamyab ho pata uske pahle hi rajnandini ne furti dikhate huye uchhal kar uske seene me laat aur ghoonso ki barsat kar di sath hi uske main point me bhi ek laat jama di.

Bakaal bhi apne bhai ki tarah jamin me lot kar dard se tadapne laga...sahi mouka samajh kar rajnandini ne sona ko utha kar vaha se gayab ho gayi. Aur sidhe pari lok ki seema me pahuch gayi...abhi usne apna pahla kadam pari lok me rakha hi tha ki tabhi achanak......

Ab Aage......

Pari lok ki seema me pair rakhte hi poore pari lok me vyapt anant andhakar achanak door ho gaya….poore lok me har jagah par roshni hi roshni phail gayi.

Mahal me baithe maharaj aur maharani ke sath gurudev bhi chounk kar apni jagah se khade ho gaye...har kisi ke mann me hairani aur kayi prakar ki shanka ke bhaav umad aaye.

Maharaj—gurudev...ye prakash kaisa hai.... ? kya hamare lok ke bure din samapt ho gaye hain.... ?

Gurudev—abhi kuch bhi kahna sambhav nahi hai….main khud bhi hairan ho gaya hu iss roshni ko dekh kar.

Idhar rajnandini sonalika ko apne kandhe ka sahara dete huye kisi tarah mahal tak pahuch gayi....sabhi sainik rajkumari sonalika ko kisi ke sath dekh kar usko giraftar karne ke uddeshya se aage badhe kintu jaise hi unki nazar rajnandini par padi to sabhi ke pair vahi jam gaye aur chehro par ghor hairani chha gayi.

Idhar maharaj aur maharani ke paas ek sainik bhagta hua gaya aur unhe rajkumari ke aane ki suchna di...kintu maharaj aur maharani uss sainik ki poori baat sune bina hi adhuri baat sun kar mahal se bahar ki taraf bhage.. unko aise bhagte dekh guru ji bhi unke piche ho liye.

Maharaj aur maharani jaise hi mahal ke bahar aaye to unhe bhi behad hairani huyi ye dekh kar ki sabhi sainik jamin par ghutno ke bal sir jhuka kar baithe huye hain.

Vo abhi unko kuch kahne hi ja rahe the ki tabhi samne se aati huyi apni putri sonalika ko dekh kar chounk gaye unke sath guru ji bhi hairan rah gaye...ashcharya se unki ankhe khuli ki khuli rah gayi...unhe apni ankho par vishwash hi nahi ho raha tha ki vo jo kuch dekh rahi hain vo satya hai.

Sabhi hairan aur ashcharya chakit sonalika ko dekh kar nahi balki uske sath rajnandini ko dekh kar ho rahe the.... gurudev aur baki sab ke muh se apne aap hi nikal gaya.

"Maharaniiii.....Rajnandiniiiiii"

Rajnandini ke paas me aate hi maharaj aur maharani ke sath sath gurudev bhi ghutno par baith gaye aur rajnandini ko dono hath jod kar pranam kiya.

Maharaj—pranam maharani

Gurudev—mera bhi pranam swikar kare maharani rajnandini.

Rajnandini—aap mujhe pranam kar ke apne pad ki garima ka apman mat kijiye raj guru.....aap khade ho jaiye...aur maharaj aur maharani aap bhi uthiye aur apni putri ko sambhaliye.

Maharani—ji maharani

Maharaj—mahal me padhariye maharani.

Mahal ke andar pravesh karte hi rajnandini ke upar phoolo ki varsha hone lagi....aisa lagne laga jaise varsho se mritpray pari lok punah punar jivit ho utha ho.

Mahal ke andar rajnandini aise chal rahi thi jaise ki yaha ki har cheez, har kaksh se bhali bhanti parichit ho...aise hi chalte huye uske kadam ek jagah pahuch kar ruk gaye.

Ye raj sabha thi jaha ki ek deewar par adirishi ki vishal tasveer shobhayman ho rahi thi....uss tasveer ke paas pahuchte hi rajnandini ne adirishi ke pairo me apna sir tika diya aur uski ankho se ashru dhara pravahit hone lagi.

Dusri taraf swarg lok me munish ab adii ko bilkul bhi akela nahi chhod raha tha....har samay uske sath rahta thaek din uske kisi mitra ke yaha par koi utsav ka karya kram tha to vo apne sath adii ko bhi le gaya.....halanki adii ke jehan me uss samay rishi ki yaade thi.

Karya kram ke douran unn dev putro ki nazar rishi par pad gayi jinhe adii ne mara tha aur vo bhi iss utsav me bhag lene aaye huye the.

1st dev putra—mitra vo dekho...vo manav yaha bhi aa gaya.

2nd dev putra—achcha hua...aaj sahi mouka hai....apne uss apman ka badla lene ka...chalo usko aisa sabak aaj sikhayenge ki vo phir kabhi kisi dev putra se ulajhna to door dev lok ki taraf ayega bhi nahi.

1st dev putra—tum sahi kahte ho...chalo sab.

Sabhi jo ki lagbhag 10 se 15 log the apne sath kuch dev sena lekar rishi ke bahar nikalne ka intazar karne lage… jab kafi der tak rishi bahar nahi aaya to unhone apne ek sathi ko andar kisi bahane se usko bahar bulane ke liye bhej diya.

Dev putra—suniye…aap se milne ke liye dharti lok se koi apka mitra aaya hua hai…bahar apki pratiksha kar raha hai.

Rishi—mera mitra…? Aur dharti lok se…? lekin dharti lok me to mera koi mitra hai hi nahi…aur main to dharti lok me rahta bhi nahi, phir koun aa gaya dharti lok se mujh se milne…?

Dev lok—pata nahi…aap ek bar usse mil to lijiye….bechara itni door se aaya hai.

Rishi—hmmm…theek hai chalo…dekhte hain…par pahle main apne dost munish ko to bata du nahi to vo bevajah pareshan hoga.

Dev putra (jhuth)—maine unko bata diya hai….unhone hi mujhe apke paas batane ko bheja hai.

Rishi—theek hai chalo.

Rishi uske sath bahar aa gaya…vo rishi ki uss jagah le gaya jaha sabhi badi besabri se uska intazar kar rahe the… rishi ko aate huye dekh kar unn sabhi ke chehre par kutil mushkan phail gayi.

Rishi—koun aaya hai mujhse milne….? Yaha to dharti lok ka koi bhi nahi dikh raha hai.

1st dev putra—pahle hamse to mil lo.

2nd dev putra—uss din bada uchhal raha tha na…aaj dikha apni bahaduri.

3rd dev putra—sab mil kar maro isko….isko pata chalna chahiye ki devtao se bhidne ka ky anzam hota hai.

4th dev putra—tune ham par hath utha kar bahut badi galti ki hai…..aaj tujhe bachane koi nahi ayega.

Rishi—dekhiye…pahli baat to main apko janta tak nahi…to hath uthane ka to prashna hi paida nahi hota… jarur hi aap logo ko koi vaham hua hoga.

1st dev putra—vaham….dekha sathiyo…..ab maar khane ke darr se ye hame jhutha kah raha hai…kahta hai ki hame janta tak nahi.

2nd dev putra—abhi jaan jayega….chalo sab mil kar maro isko….abhi yaad aa jayega sab kuch.

3rd dev putra—vaise teri jankari ke liye bata de ki hamne hi tujhe bahar bulaya hai…teri marammat karne ke liye…. Ab tujhe maar maar ke adh mara kar ke yahi se dharti lok me phenk denge.

Rishi—aap logo ne iska matlab jhuth bol kar mujhe yaha bulaya hai jabki main haqiqat me aap logo ko aaj pahli bar dekh raha hu.

4th dev putra—kitna bada jhootha hai ye….maro isko sab.

Sab rishi ke upar koi na koi hathiyar le kar toot pade….rishi unhe bar bar samjhane ka prayas karta raha lekin vo kuch sunne ko taiyyar hi nahi the.

Sab ke sab mil kar rishi ke upar laat ghoonso ki barsat karne lage…..rishi bar bar khud ko bachane aur samjhane ki koshish karta raha…tabhi kisi ne uske sir par piche se kisi bhari bharkam cheez se prahar kar diya jisse vo lahu luhan ho kar niche gir pada aur behosh ho gaya.

1st dev putra—ab jakar meri atma ko shanti mili hai….sahi pitayi huyi hai iski.

2nd dev putra—kaho to jaan se hi maar dete hain.

3rd dev putra—mera bhi yahi khyal hai.

4th dev putra—theek hai maar do…jo hoga dekha jayega baad me.

Sabhi apni apni talwar lekar rishi ki taraf badhne lage…..udhar rishi ke behosh hote hi uske andar adii ki yaad dast jivant ho uthi.
Behtareen update
Keep rocking bhai :)
 
Johnboy11

Nadaan Parinda.
1,182
2,540
159

Good going anand bhai.
.
Bhai ye adi aur rishi ki chupanchupi kb tk.
.
Rajnandani k scene gajab h.
.
Nice writing.
.
Keep posting.
.
..
...
....
 
  • Like
Reactions: Jon123 and Fighter
Top