- 134,030
- 110,594
- 354
Ae khuda khusiyan to leli par dard tu wapas leta nahi
Meri mohabbat se bhi muje tu mila deta nahi
Kaisi kashmakash mai phas gaya hun mai"Raj"
Jeene ki waja nahi khuda aur marne tu deta nahi...